Mistakes se faida ya sirf nuqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    mere khyal mai jo samajhdar trader hota hai wo bazahir tu mistake sa loss karta hai laken wo apni mistake ka analysis karta hai aur apni ghalti sy seekhta hai.ghaltyu se nuksaan to huta hai per sath main apko kuch sikha bhe deti hain aur aha trader bna deti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      firstly to trading ap kisi bhi waqt kar sakte hain kyu k ismain koi time limit nhi hy, islye forex main trading karne k 24 hours hi best hain isliye ye ap ap par depend karta hy k ap apny liye knsa time choose karte hain or kitne ghante traidng karte hain.Pakistan Forex Forum pr trading aap 24 hrs mein kisi b waqt kr saktay hain, ye ek online business hay aur ye bohat bari facility hay, sahi waqt trading k liye kon say hay ye market analysis k baad he pata chalta hay.
      • #33 Collapse

        bhai forex trading me ap mistake se faida be hasil kar skty hain ap ager forex trading me expert hona vhty hain to ap jo mistake ik bar karin gy us se ap sabaq seekh jain gy or dobara wo nahi karin gy tab hi ap apni galti sudhar pain gy or achy trader ban pain gy
        • #34 Collapse

          ya to bhot he complected sawal hai or ya bat to lazim hai k galti sy nuqsan he hota hai ham galti kar k faiday ki ymeed nai rakh sakty is ley ham sab ko chaey k ham apni mistake kam kar dain or khush rahyn
          • #35 Collapse

            mistakes se faida is tarha hota hai ke hum wo galti dobara nahi kerte.secondly nuksaan ous ko hota hai jo galti kerne ke baad bhi phir se wohe galte kerta ha rehta hai.forex main jo trader galti zaayda kerta hai ousko loss bhi utna hota hai.
            • #36 Collapse

              defiently mistake sy nuksan hi hota he faida to aj tak nai hua ksi ko han ye kaha jasakta he k tukka lagany sy baz dafa market app ki favour men jasakti he, or profit mil jata he but hamesha mind sy hi trade karen take mistakes ka khatra kum rahy,
              • #37 Collapse

                Hum trading me jab bhi trading karty hai to jo loss hasil hota hai wo kisi galti ki waja se hota hai yani humary knowledge me aisi information baki reh jati hai jis ko hum ne seekha nhi or hota or us loss ki waja se hum us galti ko bhi khatam kar k dobara repeat nhi kar sakty. Mistakes se humein trading k bare me bohat kuch seekhny ko milta hai.
                • #38 Collapse

                  Brother mistake se faida b hota hai or nuqsan b nuqsan mistake se hamare loss ka hota hai , or faida us se hume kafi experience a jata hai , hum trading ko apni improve ker sakte hai ,mein ne jitni b trading seekhi apni mistake ki badolat he seekhi hai is leye mujay ise se kafi faida huwa hai.
                  :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
                  :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
                  • #39 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                    Almost her aik hum main se apni forex trade main mistakes bhi kerta hai jo k hamare liye nuqsan deh ho sakti hain lekin mere khayal main agar hum iss baat ko positive lain to in galtyon se hum next time k liye bohat kuch seekh sakte hain so ye hamare liye faida mand bhi hai.
                    mistakes sy hamen bohot faida hota hy jab hum forex emin mistakes karty hain tab hamary experience mein increase ata hy o mistake hamen bohot kuch learn karwati hain or hum forex mein aik achi income earn akr sakty hain lakin forex ka experience bohot zarori hy.
                    • #40 Collapse

                      Depend krta ha k mistake ko identfy kiya ha ya baghair sochey samjhe trading ko mistake keh rahey hain, agar kisi strategy pe chal rahey hain or nuqsaan hota ha to app ki strategy improve hogi, app ghalti se seikhein gey
                      • #41 Collapse

                        je ap ka sawal kafi dilchaps or acha hai hum jab koi ghalti karty hain tu humain pta lag jata hai k ab humain asa kya karna hoga jis sy phly wali mistake dubara nahi ho tu hum bach sakty hain ghalti karny sy or kia bar jab hum forex py kam karty karty apni mistakes sy faida bhi otah ty hain kyun k jab tak humary pass zayada knowledge hoga tab
                        • #42 Collapse

                          dear bhia agar hamy nuksan ho jay to hamy us say faida bhi hota ha or nuksan bhi hota ha faida is tarhan hota ha kay hamy agar nuksan ho jay to hamy aik nesihat mil jati ha or us say ham bohat kuch sekhty han or ye ha faida or agar hamy nuksan ho jay to hamy bohat bara nuksan hota ha jis waja say hamy bohta loss hota ha hmary hat kuch bhi nahi ata
                           
                          • #43 Collapse

                            friend forex business men takreban traders loss ker k he kamyab hote hen agar koe galti hojai tu us ko mind men rakh ker dobara nahi dohrana chaye ye ye aik hakekat hai k galtio se he har trader boht kuch sekhta hai aur sab se zarori hai experience jo aik behtreen sehri hai forex business men
                            • #44 Collapse

                              hum forex trading mein boht faida b kertay hain aur nuqsan b, nuqsan say bachnay k leyah apnay dil ko barha kerain, nuqsan es leyah zyada hota hai . kiun jeb hum ko nuqsan ho raha hota hai hum wait kertay hain aur jeb hum ko faida ho raha ho hum fori thora sa profit lay k kat detay hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                mery kheyal me hamesha mistakes sy loss hi hota hn or jo bi acha business karny wala h wo buht kam hi mistakes karta hn or un experiece log zeyada mistake karty hn or phr wo un mistake sy sikhty hn or mistakes sy kabi faida nai hota agr hot hn to nuqsan hota hn
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X