Jald bazi na karain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jald bazi na karain
    Kayi log forex trade ko sirf or sirf high profit earn kerne ka source samajhte hain or us k liye kisi sahi galat ka bhi nahi sochte or jald bazi main koi bhi faisla ker laite hain so meri sab ko yehi advice hai k relaxed zehan k sath koi naya decision karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear hamy forex trade may kbi bi jald bazi say work nahi karna chahiye kiyu kay is say hamy loss hony kay elawa or kuch hasil nahi ho ga is liye hamy forex may har work soch samjh kar karna chahiye ta kay hamy baad may kisi bi kisam ki problem na ho and ham trade bio achi kar saky gay.
    • #3 Collapse

      forex trade may kbi bi jald bazi say work nahi karna chahiye kiyu kay is say hamy loss hony kay elawa or kuch hasil nahi ho ga is liye hamy forex may har work soch samjh kar karna chahiye
      • #4 Collapse

        Ji han jab log demo trading akrte hain tu waha unhai bari investments di jati hain aur wo uncarefully trade kar k un pay kabhi baray profits bhi earn kar lete hain is liye wo same cheez real mai bhi expect karte hain ko kay aik negative cheez hai aur is jaldi buhut zada earn karne kay chakaru mai wo loss ka samna karte hain
        • #5 Collapse

          yes dera bhia hmy jald baze nahi karni chahye kiun kay jald baze say hamy loss bhi ho sakta ha or hamy koi bhi faida nahi hoga ise liye hamy har kam achy say or dehan say karna chahye jis say hamy loss bhi na ho or acha profit bhi hasl ho
          • #6 Collapse

            Right dear, koye bhi kam ya decision jald bazi me karna nehi chayee, kyun k agar app jald bazi me koye decision le to apka us decision galat ho sakta hai, aur tread karne me kabhi bhi jald bazi nehi karna chayee, so jab bhi kam kare ya koye bhi decision le to jald bazi me na le.
            • #7 Collapse

              jee han jald bazi akser traders kerty hain wo tarders jin ko trend ko smjhnay ka tarika nahi ata wo scalping k zarye sb sy pehly to zyada profit earn ker lety hain jis sy un ka lalach berh jata hai or wo overtrading ker k apna profit bhe loss ker dtay hain is liye forex mein patience sy kam lena chahye
              • #8 Collapse

                forex ain trader ko jald bazi nahi krni chaye k jb dil kia trade laga di ,us ko best trade ka await krna chye ,k wo kb market main best trade ko search kry ,forex dunia ka top online business ha ,ye aj kal best earning way ha,trader agar achi trah is ki knowledge hasil kray or mehnat kray to kamyabi hasil kray ga,forex main koi cheating nahi ha ,ye pure work ha
                • #9 Collapse

                  Bahi men aap ki bat sey agree krta hoon. Forex ak real business hey aur is business ki working bhi doosry businesses ki tarh hey. yani is business ko estabilish krny k ley time aur mehnt ki zroorat hoti hey. jald baazi sey is business men success hasil nhi ki ja skti. Is men koi shortcut bhi kaam nhi krta.
                  • #10 Collapse

                    Forex is a business of patience, so there is no need to hurry. we have to be patience for success but if we make hurry we must suffer here. Thanks a lot for the post.
                    • #11 Collapse

                      hame forex me wakee he kabhi juld bazi nahi karni chahye hamesha hame usi wakt trade lgani chahye jb k market garam ho yani graph tezi say up ya down ho rha ho aur trend samjh k.
                      • #12 Collapse

                        g han forex trading aik aisa business hai jis mai ham agar jald bazi kary gy to yakenan hamara nuksan ho jy ga hamy chaheya k ham jald bazi sy kaam na ly or sahi tareeky sy samjh kar kadam uthaey ta k hamara nuksan na ho
                        • #13 Collapse

                          Kisi ki bhee kam ko shuru kernay ya khatam kernay may jald baazi nahee kerni chhaye, kyn kay ager aap jald baazi say kam lay rhey hen tou esa ho skta hay kay aap bari bari ghaltian ker dain or trading kerna he chhor den yeh smjh ker kay aap say nahee ho rhee hay so jald bazi kisi bhee kisam ki na kren, na seekhnay may na he aik acha trader bun-nay k liye.
                          • #14 Collapse

                            Forex trading me trade lgate waqt aksar log jaldbazi karte he apne emotions ko control nai kar pate or jaldbazi me ya to bahot zeada loss ho jata he ya ap ka account wash ho jata he. isi ley ap ko mind free ho kr or market moment ko samaj kr trading karni chaye ta ke ap ko achi earning ho sake..
                            JOIN Pakistan Forex Forum and Earn 0.20$ for Every Post. Click The Link Below To JOIN : :)
                            https://investsocial.com/ur/member.php?9330-Awan786
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear jab bi aap trading ker rahay hun kabi jeld baazi na kerain .trade open kertay huay bi achhi tra market trend ko daikhain ore close kertay huay bi sebr se kaam lain ..tradding me jeld baazi hamisha loss hi kerti ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X