Jald bazi na karain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2386 Collapse

    Forex main apko sara kam patience se karna parta hai agar ao jald bazi karo gay to ap kbhy bhe is kam main kamayb ni ho sakte ho is lie apko chahiw k ap isko time do aur jitne patinec ho sake karo ta k ap ko future main bajaye loss k profit he profiy ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2387 Collapse

      forex mai work krny k leay app ko jald bazi say kam nahi laina chheay apko hamesha iss mai saber k sath kam krna chheay phir he app iss mai succes ho sakty hain aur loss say bach sakty hain.
      • #2388 Collapse

        assalam o alaikum forex kaisi hain ap sab is may bho hu imtminam se kam karna parhtah y na k is ko hum ne zziay karna cahye moqa ko
        • #2389 Collapse

          ye to ap ne suna hoga k aik universal truth he k haste makes waste Matlab kisi be kaam main jaldbaazi na kren qk is se nuqsaan ka andesha hota he aur specially business aur trading main to bilkul ni krni qk is se ap kamaya hua profit be loss kr bethen ge. so trading krty waqt bilkul sabar o tahammal se kaam kren.
          • #2390 Collapse

            Absolutely es tradings karobar main to app ko absolutely bohat tezi nahin karni chaehiye or appko bus sabar keh saath trading karna chaehiye or app ko patence kei saath kaam laina chaehiye kiun kei ham sub es baat ko jantey hein ky jaladi kaa kaam shetanee hotaa ha, so humey sabar say trading karna chaehiye.
            • #2391 Collapse

              may bhai aap ny bohat good question kya he Forex taraeding ky bare main hurry nhee karnee chaehiye balk mei to kehtaa hun keh koee bhee kaam kayon na hao us mein ujlat nahi karni chaehiye.
              • #2392 Collapse

                jald bazi ka forex men boht nuksan hota hai is se ap forex men kabhi acha kam nhi ker sakty hei or ap forex men is se loss hi kerty ehin ager ap forex men saber k sath kam kerty hein is se ap ko forex men boht zada fiada hasil hota hai or ap forex men kamiyab ho sakty hein
                • #2393 Collapse

                  Hello everybody, Faltoo ki tezi c bohat dafa traders ghalat faisla letie hen or yei faltoo ki tezi bohat dafa lalch factors ki reasons si ati ha, ki market ko kesi khaas trend me jatie howi dekhaa or orders laaga diyaa or pher market reverse hoo jaee to phir bahot lose hotaa ha
                  • #2394 Collapse

                    forex trading mai jald bazi bohat loss karwa sakti hai kyu k jald bazi mai insan trade ko sahi trha sy nahi kar sakta jiski waja sy usky profit k chance bohat kam ho jaty hian aur loss k chance barh jatay hain. ham ko trade hamesha sakoon sy karni chahiye.
                    • #2395 Collapse

                      yes dear hum ap ki is batb se agree han koi b kam kiya hjahe to us me jald bazi na ki jahe q k jald bazzi k kam sehtan ka hai
                       
                      • #2396 Collapse

                        yes dear koi b kam karny me jald bazi na ki jahe forex me kam karny k liye ap ko bout mehant ki zarorat hai is k elwa ap ka expreness hona chiye
                         
                        • #2397 Collapse

                          forex ma kbhi b jald bazi nai krni chahye balky pehly market ko sahi trah se smjhna chahye us kay baad he es ma enter hona chahye kyu kay yaha sirf whi trader loss krty hain jo apny emotions pe control nhe rkh paty aur apny capital kay hisab se bara volume use krty hain es lye humesha yehi koshish kry kay market ko sahi trah se analyze kry us kay baad he es ma enter hoon.
                          • #2398 Collapse

                            Bhai ap ki baat bikul theak hai k forex market mai trade krna hai tou phr hum ko jald bazi say kam no kray. Tou hum es market mai regular profit earn kr sakty hai. Es tarah hum es market mai kamyabi bhe hasil kr sakty hai.
                            • #2399 Collapse

                              ye jald bazi he to hy jo humen hr shoby me loss deti hy esliye humen sb se pehle jald bazi pe control krna hoga or me sbko yehi mashwara dunga k jald bazi se bachne k liye kuch tips and tricks sekhen o apke mind me hon to ap jald bazi na kren jb ap jalz bazi nhi krengy to khud ba khud he ap set hojaengy or apse kuch ghalat nih hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2400 Collapse

                                Experienced Forex trading trading kay ksi b level b jald bazi nai karty hain , na he learning mai aur na he trading kay doran . iss kay muqablay mai new traders forex trading ko bohot high profit wali market samjh kar over excited ho jate hain aur excitement mai trading kay har level per jaldbazi karty hain jis ka loss b bohot ziada aur kafi arsa tak hota rehta hai .
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X