jitna ziada loss utna ziada knowledge.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jitna ziada loss utna ziada knowledge.
    Kuch log forex trading main trading sy jab loss krty hain to wo loss hony ki asal waja dhoondty hain aur phr uska knowledge hasil krty hain aur jab unko us ghlti jis sy loss hova ho to wo usko sahee krty hain aur phr na bhoolny wala unko knowledge hasil ho jata hy hm sab ko ghltio ko sahee kr k forex k business ko kamyab krna chahiy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, dear jab hamen trading men loss hota hai to uss ka koi na koi reson hota hai aur iss reson men hamari koi na koi mistake hoti hai hamen uss mistake ko note krna hota hai ta k next time k liye ham trading se apni mistakes ko door kr saken, aur better tareqe se trading kr saken, hamara loss hamare liye bahot acha lesson hota hai isliye hamen loss ko important lena chahiye aur iss pr mehnat krni chahiye.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Musakhan پيغام ديکھيے
      Kuch log forex trading main trading sy jab loss krty hain to wo loss hony ki asal waja dhoondty hain aur phr uska knowledge hasil krty hain aur jab unko us ghlti jis sy loss hova ho to wo usko sahee krty hain aur phr na bhoolny wala unko knowledge hasil ho jata hy hm sab ko ghltio ko sahee kr k forex k business ko kamyab krna chahiy
      Ji Bhai aap nahi Yeh baat toh thik hai traders Ko Jab loss hota hai toh Woh Jyada sakte hain Jab Woh is Baat Ko search karte hain toh unko loss kis wajah se hua tovo trading sakte hain
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        G han dear forex trading mein loss bhi hota rehta ha lekin acha trader wohi hota ha jo loss ki waja ko samjhy aur jo ghalti hoi ha us ghalti se sabaq seekhyvaur recover kary kyun k insan apni ghaltion se bahut kuch seekh jata h
        • #5 Collapse

          Brother insaan apni galteyon sa seekhta hay jab kisi ko trade main bara lose hota hay tu us k peecha khuch na khuch galti khuch na khuch falt hota hay ager us galti ko jis ki waja sa lose howa hay pakar laya jahay too next time banda us galti sa bachta hay
          • #6 Collapse

            But my friend forex main ye zarori nahe hai humean jitna loss ho ga humean utni learning ho ge app us main profit ker k bhe acha profit ker sagty hian bus us main app phelay jab posting kerty hian learning kerean our sath main practice pay zoor dain our pher he real account main trade karein jab app expert hoo jain
            • #7 Collapse

              Dear friends, hamain forex trading main loss apni mistakes ki waja say ata ha..but hamain es loss say sabak hasel karna chaheay aur es ki reason talash kar k usay remove karna chaheay...es say hamaray knowledge main izafa hoga aur future main loss k chances bi kam hn gay.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Fortex may loss or profit hotay rehty hain lekin mery khayal may ziyada profit ziyada loss par depend nahi karta balkeh ap k knowledge experience or hardworking par depend karta hay agar mehnat ziyada karo gay tu uska phal b ziyada milay ga or agar mehnat nahi karo gy tu phal b nahi milay ga. Forex trading may mehnat shart hay tab ja k profit kama paogay.
                https://t.me/pump_upp

                اب آن لائن

                Working...
                X