Kon say indicator over bough our over sold btaty hian
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kon say indicator over bough our over sold btaty hian
    Dost humery pass mt4 main do easy indicator hain jo k hum over bought our over sold ki condition ache btata hai but ap mind main rakhean k time frame kon say diekh rahy hian jesa k m5 main our condition ho ge m15 main our ho ge our H1 main our ho ge to best indicators RSI and Stochastic oscillators hain jin ko use ker k app ache trading ker sagty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, jab shuru men main bhi trading krta tha to Rsi ya stochastic ko hi use krta tha but bahot dafa main ne dekha k jab price oversold hoti thi to ye to ja k attak jate thay lekin price to apni speed men hi chalti rehti thi , isliye main yahi kahun ga k aap apni trading ko indicators pr mat choren indicator se just indicate kren aur apni trading ko chart anlyses pr focus kren.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Ma khan sb ke bat sy agree karta hun blindly indicator pa depend nai karna chaye balky chart and trend ka analysis karna chaye and news pa b nazar rakhni chaye , sirf indicators pa depend karna nuqsan dah sabit ho sakta hy
      • #4 Collapse

        Ser gi Forex trading is Bahut Si risky business hai toh isko explaining ke sath Kiya jata hai aur Agar Apke Pas Koi HD Hai To uske sath aap kaam kar sakte hain aur Forex trading it risky business hone ki wajah se Aapko Humse compressor trading Karni chahiye aur Main indicator use karta hoon buljjar band usse achha profit ho jata hai,,,,,,,
        ALWAYS BE HAPPY
        • #5 Collapse

          Do boht hey common or achay indicator hain jo ap ko orver bought or over sold kay baray main bata saktay hain

          1: RSI
          2: Stochastic indicators

          ager price RSI kay 80 level say uper hai tu matlab market over bought hai or ager 30 kay nechay hai tu samjhain market over sold hai.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
            Dost humery pass mt4 main do easy indicator hain jo k hum over bought our over sold ki condition ache btata hai but ap mind main rakhean k time frame kon say diekh rahy hian jesa k m5 main our condition ho ge m15 main our ho ge our H1 main our ho ge to best indicators RSI and Stochastic oscillators hain jin ko use ker k app ache trading ker sagty hain
            Bhai Mujhe is baare mein nahi pata Tha ke kon se indicator over Water over cell batate hain lekin ab aap K Baaton Se Mujhe Pata Chala Hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Dear forex member aap ne bahut acha brief kya hai indicators kay baray mein tou mein aap ko batata hoon kay mein ne RSI kay ilawah kabhi koi indicator use nahin kya aur mein nay forex ko bahut enjoy kar kay trade ki hai
              • #8 Collapse

                Over bought aur over sold conditions daikhay ke liye trading mai best indicator RSI hai maire khayal say, aur ziada tar traders yehi use karty hain . lakin yeh indicator b iss time sahi kam karta hai jab market range mai chal rahi hoti hai . ager market range mai na ho aur trend ke direction mai move ho rahi ho tu phir yeh itna effective nai hota hai.
                • #9 Collapse

                  Main khud bhe RSI use karta hun aur baki logon ko bhe mashwara hai kay RSI use kiya jay. RSI kay use se hum ko pata chal jata hai ka ab overbought hai ya phr oversold. Es vase pe hum achi trades laga sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                    Dost humery pass mt4 main do easy indicator hain jo k hum over bought our over sold ki condition ache btata hai but ap mind main rakhean k time frame kon say diekh rahy hian jesa k m5 main our condition ho ge m15 main our ho ge our H1 main our ho ge to best indicators RSI and Stochastic oscillators hain jin ko use ker k app ache trading ker sagty hain
                    Dear ap nay aschi sharing ki hai agher ap pic ka sath detail baty to sub ko asni ho jati barhal ap ki sharing aschi aur ys best indicators hai jo ap ki trading main help kar sakty hai lakn agher ap ko any use karna ata hai to ap ki trading main asni ho sakti hai
                    • #11 Collapse

                      me b rsi ko use karta hu agr ap rsi kay sath cci indicator ko lagaey to ap ki trading me nikhaar ajey ga
                      is ki waja yeh ha jub market over bought or over sold me hoti ha to pata nehi chalta aik dam se mukhalif simat me apkay sl ki taraf a jati ha is se bachny kay liey ap cci ondicatior ka use karay
                      bollinger band b over bought or over sold me bata ha agr ap bollinger band use karay gay to ap ko sl or tp ka b bohat asani se andaza ho jaey ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        G haan ap nay sahe kaha RSI aur stochastic oscillator do aisay indicator hain jo market k over bought aur over sold ka pta btatay hain in say hmain kafi idea ho jata ha k market kitni up ya down a chuki ha aur acha trading signal denay main kafi help krtay hain so agr in do indicators k sath aik aur acha sa indicator mila lia jaye to bahut achay trading signal mil sktay hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X