Invest with planning
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Invest with planning
    Forex trade main apni qeemti raqam ko invest kerne se pehle bohat se baton ka khayal rakhna chahiye specially k ibohat bari ya apne pas mojood tamam raqam invest na ker dain k bad main aap ko regret ho so always invest with full planning.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    A very very good message for traders.khuch log dosron ko dekh kar k yeh forex se related hai aur bohat earn kar raha hai.apna total assett invest kar dety hain yeh nhi dekhty k us ne kitni mehnat ki hai es field mein, kitna loss karne k baad earn kia hai. so friends forex achi field hai laikan es ko aik planning se handle karain.hardworking,practice,learning,patience aur slow and steady ki policy bana kar start karain.
    • #3 Collapse

      ge haan right bilkul thek ager apne forex main kuch investment karna hi hai to app pahle us ko achi tara search kary or us main tajurba high karny ki try kary or demo account par practice kary.
      • #4 Collapse

        hame forex ki sirf khobiyon ko he nahi dekhna chahye balkay ye b dekhna chahye k ye kaam hame kitni achi tarha kya ja sakta hai.is me money management bhot ahmiyat ki hamil hai.
        • #5 Collapse

          dear forex me achhi incom hoti ha lakin aap invest se pehlay ye zaroor daikhain k aap k paas trading ka knowledge hi kitn ha kiun k is business me boht practice ore boht ziaada study ki zarooret ha aap ye sub kuchh kernay k bahd invest kerain
          • #6 Collapse

            bilkul aisa hi hai mery hisab se jo log samjhty hain kay un ki trading skills bohat hi achi hain tu wo log bhi yehi koshish karty hain kay normal sa capital invest Karen ho pehly isko grow Karen or new traders kay liay tu bohat hi zaruri hai kay wo big amount invest na Karen kiun kay un kay growth kay chances bohat kam hoty hain. Initial stage pe new traders ko bohat choti si amount se start lena chahaiy or phir uski grow karny ki koshish karni chahiay.
            • #7 Collapse

              Forex is a risky business and we need a good trading plan for invest here. we need a lot of knowledge on forex before invest here to start trading. Thank you brother for the post.
              • #8 Collapse

                There forex is not a place for fire brigade approach. Therefore before you even think about forex at all you are expected to have a solid plan. The plan is a kind of action base for every little step you are about to undertake in the forex.
                 
                • #9 Collapse

                  ji han bilkul ager ap is main investmint kr rahey ho to ap ko boht c baaton ka khtal rakhna parta he kiunke ap ki choti c bhool aap ka boht bra nuksaan kr sakti he is liye ap is ko sich samajh ke koin karen
                  • #10 Collapse

                    yes agar hum ko forex mai profit chahye to aik khas plane ky sath invist karna hoga hum ko apney decision apney amount ko dak kar karna hoga jo key hum ko kamyabey dala saktey hai
                    • #11 Collapse

                      dost forex trading main ye rule yaad rakhain pehlay learning uss kay baad earning jab app ko ye confidence ho jahay kay app achi trading kar saktay hain uss kay baad app apni investment kar kay kaam karain aur aik hi baar sahri investment na karain raffta raffta agay barain
                      • #12 Collapse

                        jee ap ko jab be forex tarding main investmnet kere tu puri palning ky sath kero khoe ky jab palning nahe kero gy tu per loss utna ho ga ap ko jo achi bat nahe hai
                        • #13 Collapse

                          A very very good message for traders.khuch log dosron ko dekh kar k yeh forex se related hai aur bohat earn kar raha hai.apna total assett invest kar dety hain yeh nhi dekhty k us ne kitni mehnat ki hai es field mein, kitna loss karne k baad earn kia hai. so friends forex achi field hai laikan es ko aik planning se h
                          • #14 Collapse

                            a very good massage for forex traders and very very good massage for new forex traders k forex trading me apni invest ki gai raqm ko planing k sath istamal karen is tarha ap loss sy bachy rahyn gy or profit k chance b zyada hon gy ...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Ya aap nay sahe kaha han k aap nay k jab hamay invest karni hoti han to hamay ak achi planing k sat karni chahiay kyun k agar aap asa nahe kartay to aap ki invest loss be ho sakti han.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X