Kia iss kam k nuqsan bhi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    bhai forex busineess bohat acha busineess hy ap jo be busineess hasil kro gy us me lose aur profit 2ono he ho gy but ap agr forex pe hardworking kry gy aur mehnat kry gy to ap forex pe lose se save reh skty hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      dear merey khayal say ti hum jo work karte hain is froum per us ka koi nuqsan nahi hai or jo hum ko ias say bouns milta hai hum is say or zaida better work kar sakty hain ya to best hai hum k liye dear
      • #33 Collapse

        asal me nuqsan ki ziada waja ye bhi hai humaary pass capital for invest bohat kam hai or hum over volume ho kar hi ziada loss karty hain. Ye bat bilkul theek hai kay health improvement nahi ho paa rahi hai or kaam ziada hai magar achi investment kar kay hamary liay market ki aik choti si movement bhi bohat ziada hogi kiun kay hamary liay wo profit bohat hoga.
        • #34 Collapse

          haan bro mera mana hai kabi kabar esa hojata hai ke humforex trade markit mean ese work karne lgte hain ke humi humri health ka bhi khyal nhi rhta or mera kehna hai ke hume yahan ek targed ke sath work karna chye ta ke humre yahan esa na ho....
           
          • #35 Collapse

            Nahi bhai is kaam ka koi bhi nuqsaan nahi hum forex per trading kar achi earning kar sakte hain nuqsaan sirf un logo ko hota hai jo lalach me akar is kaam ko karte hain aur jo without knowledge karte hain.
             
            • #36 Collapse

              g nahi koi has naqsan nhi ha isak alakin agr ham isme koi plaaning ka tahit akam karta hne to ham kloss nahi ho ga ism naqsan hama ais sorta me hi hota ha jab ham isme kooi karta waqt ahtyat nahi kart aor had sa ziada dbao me ajata hen
              • #37 Collapse

                Health ke care to humhe bilkul karni chaiye kam apni jaga par hai bus har aik ghante bad humhe rest karna chaiye aur apni eyes ko aram dena chaiye kyuke kam to chalta rehta hai agar hamari health sahi ho gi to hamara dimag bi chale ga aur phir hum forex ke business se profit generate kar sake ge.
                 
                • #38 Collapse

                  Forex risky hai or agar is main earn karna hai or phir risk to leena he ho ga.is liey aap risk leety hain to loss bhi ho sakta hai.loss say bachny kay liey hum different strategies use kar sakty hain.
                  • #39 Collapse

                    Me ap ki baat se agree karta ho dear lekin kam koi b hai karna to pare ga hi aur online koi b business hai wo ap ko computer pe hi karna ho ga aur mere khayal se monitor ki nisbat lcd achi hai agr use ki jaye is se ap ki eye sigh pe fark zayda nahi pare ga.
                    • #40 Collapse

                      yes Gee haan brother agar app es par without learn aur without traning kay karey gey to app ko loss ho jey ga es liye har koi es par traning kar kay hi es mein real investment kar kay hi profit earning karta hai ye bussiness bohat hi profitable aur strong aur secure hai es par duniya bhar kay log trade kartey hain aur daily profit earn kartey hain aur es say bohat happy hain
                       
                      • #41 Collapse

                        dost excess of every thing is bad iss rule ko apnay zain main rakh kay forex main kaam karna chaiya aur sab se pehlay apni health ka khyal must ha aur forex ko aik proper planning kay saat kiya jahay tu iss ka koi nuqsan nahi ha
                        • #42 Collapse

                          mery khayal mai forex trading ka koi nuksan ni hai is sy ham easilly earning kar sakty hain forex mai un logon k lia nuksan hai jin logon ko forex k mutalik experience ni hia is lia forex mai any sy pehly achi tarha learning kar ly ta k hamy loss na ho forex trading mai experienced logon k lia koi nuksan ni hai
                          • #43 Collapse

                            Dear This is good do not make the posting as a regular and most of the day. Arrange a time for posting and make the posting on the limited time not every time in the day if you do this you will loss your health for use of excess and care of your health and energy . make a target day for posting and done as per your target and arrgement of time may kindly calculate for this, excess of every thing in the life is not good for every one
                            • #44 Collapse

                              Business ap jon sa marzi start kar lain iss main ap ko faida bhi ho ga aur nuksan bhi ho ga iss liye agar ap forex ka kaam bhi start karty hain to apny mind main iss ka khail rakhain kay yah hum ko faida bhi day sakta ha aur iss say nuksan ki umeed bhi ha iss liye dil say iss main kaam karain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Mery khayal main forex business join karny ka koi nuqsan nhe ahi lekin es main trading main knowledge na ho tou hamen lose ziyada aur profit kam hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X