why people leaving the forex trading after loss and not to want rejoin it?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    why people leaving the forex trading after loss and not to want rejoin it?
    Yes bhai sb aksar log thory loss par b disheart ho kr forex chod dety hen aor samj na aany pr isy fazool keh kr chod jaty hen aisy logoon k liay kia mashwara hy. Can be Any body motiwate them
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: nasirali304 پيغام ديکھيے
    Yes bhai sb aksar log thory loss par b disheart ho kr forex chod dety hen aor samj na aany pr isy fazool keh kr chod jaty hen aisy logoon k liay kia mashwara hy. Can be Any body motiwate them
    SRS liye hota hai Kyunki log sochte Hain K instruments uroflox hi Hota Hai Jab Ke Aisa bilkul bhi nahi hai agar Hum knowledge or information Lekar trade Kare Toh Hum achha profit bana sakte hain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Bahot sy log jb forex start krty hain to kam experience ki wajah sy maximum log loss kr jaaty hain aur phir loss ki soorat mein woh disheart ho jaaty hain aur bagher sochy samjhy forex ko chhorr detey hain aur yehi log jb apny saath waaly kisi trader ko kamyab hota dekhty hain to afsos krty rehty hain
      • #4 Collapse

        Bhai aap ne jo baat ki hai mein iss se agree nahin karta kyun kay insta forex logon ko aik aise service provide kar raha hai jo koi aur broker nahin kar sakta yeh humain bonus bhi deta hai aur iss se profit bhi mil jata hai tou phir log iss ko kyun chorain gay
        • #5 Collapse

          ziada tr ye problem new traders k saath hoti hy aur iski wajah ye hy k hr koi jis ny newly forex join ki hoti hy uska itna experience hota nhi aur wo profit earning k khawb dekh raha hota hy lekin jb loss hota hy to woh mayoos ho jata hy aur forex ko chorr deta hy
          • #6 Collapse

            Iski main waja knowledge hasil kiy baghair trades laga dena, zahiri bat he is tarah nuqsan hi hona he, jb nuqsan hoga to rahi sahi samajh bhi chali jay gi, phir yun hoga k forex ko frod kehty rahen gy aor bura bhala Bhi, khud ki galti tasleem bahot kam log krty hen aor yehi log trading chhor dety hen, is maqam pe aa kr jo gallti ko manty hen aor mazeed forex samajh kr trading krty hen yehi sabit qadam rehty hen aor kayab bhi
            • #7 Collapse

              Jo log forex trading main trading k doran loss kr k is business ko chor dety hain aur dobara is business ki trf ni aaty unka aik hi masla aata hy k jab wo forex trading main trading k liy investment krty hain to unka maqsad sirf investment kr k forex trading sy profit lena hota hy jab k asal cheez wo bhool jaty hain k forex trading k business main kamyab hony k liy iska knowledge aur experience lazmi hasil krna hota hy
              • #8 Collapse

                forex trading kar k forex main loss kar dena or pher forex ko chor dena ye bilkul ghalat hain agar hum loss kar dete hain tu hum ko chahiye k hum forex main loss ko dekhain k kis waja say loss hova hain agar apk aps 200usd ka account hain or apne agar 0.01 ki 2 trade b opan ki hain tu apka loss wapis apni entry point pay aaa skta hain i knwo that
                • #9 Collapse

                  Dear friends iss ki wja ye h k jin logo ko trading ka knowledge and experience ni huta unko loss huta hy to smjty hyn k ye km sai ni h ...fazool h ..but ye bat galt hy agr ap ny demo account mey practise ki hy .to ap sai trader ban skty hyn.loss m main wja inexperience hy
                  • #10 Collapse

                    dear forex mai log osi waqt es ko chorte hain jab on k pass loss k liye kch ni bachta jab tak forexmai ap k pass investment hai ap lagate raho gy aur es mai trading kar k apna faida hasil karte raho gy jab ap es mai mehant k sath kam karo gy tu no doubt ap boht he behtreen kar kr k apni life ko b behtreen tarha se le kar chal sako gy,.,,
                    • #11 Collapse

                      Zyada tr log kan tajrba kar hotay hain or unko smajh nahi hoti ha is kay ilawa short cut bhi dondtay hain jis ki waja say un ka nuksan uthan parta hah aghr wo log dil laga k kaan karain to slowly slowly kamyabi ki taraf bharnay lagain gay aur unhain fyda bhi ho ga
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: nasirali304 پيغام ديکھيے
                        Yes bhai sb aksar log thory loss par b disheart ho kr forex chod dety hen aor samj na aany pr isy fazool keh kr chod jaty hen aisy logoon k liay kia mashwara hy. Can be Any body motiwate them
                        Bhai mery khial sy jo loog aisa karty hain woh bewaqoof hoty hain k loss ho gya mai kam nahi kar sakta hamain chahye inko kisi bhi tareeky sy motibate karien aur trading mai phir sy wapis join karwaeen
                        • #13 Collapse

                          Forex trading Mein Logon Ko job loss hota hai woh forex business ko leave kar Jaate Hain aur Himmat Haar Jate Hain Agar ye log Himmat se kaam kare wo Dobara Forex trading Main Apni mehanat kar ke aur practice Hasil Karke experience Hasi Karte Hain aur phir Dobara horror shading Main Apni investment Kare aur kaam ko start Kare Toh Mere Khayal Se ye log Forex trading main Apna previous loss recovery kar sakte hain aur bahut jyada aur running kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            its reality in our trade we loss in forex market and dis-hard and leave them. but its not a good decision if we mistake then we learn, do not run just understand over mistake.Because mistake is best teacher to teach you.Always think positive remember our mistake and aim we are not make for break.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Agr forex ko daily kuch log leave krte hen to us se 4 gunah zyada log join kr rhe hen .Qk forex he aik real online business hy . Jo esko leave krta hy wo forex ko janta he nhi wo 1 din me cror pati hona chahta hy or jb loss hota a to bhag jata a .Forex long term business hy ye 1 din me cror pati bnne waly logo k liye nhi hy ye mind me dal den

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X