Differnce b/w convergence and divergence
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Differnce b/w convergence and divergence
    Aaj main aap bataon ga kay different indicators per convergence or divergence kia hota hai.
    Convergence = aap ki market price higher high bnaay or oscilators bhi higher high bnay is ko convergence kaitay hain.
    Divergence = aap ki market price higher high bnay Laikn indicators ya oscilators higher low bna dain. Is ko divergence kaitay hain.
    Ab aap apnay bonus account per divergence per trading karain 70 percent aap ki trades profit main jain gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear convergence ka mujay pelay nahi pata tha. Aap ka thanks aap ne kafi achi informative post share ki or divergence per main trade laita raita hun. Laikin support or resistance ko zaroor check karta hun. Kiun kay jab co influence milta hai tab main trade laita hun. Or bonus account per acha profit bnata hun.
    • #3 Collapse

      Aslam o alikoum dear aap ke bat kafi achi hai aur aap nay kafi achi information share ke hai aur convergence ko kafi achy say aur detail kay sath bataya hai
      • #4 Collapse

        Gee Bhai ap ny achi trah sy convergence aor divergence ka btaya hai humen oscillators ki madad sy market ma in ko view krna chye agr market ma apko lgy ky 70% chance hai market strong move ly go to apko opportunity avail krni chye
        Acha kaam achy daam
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Bhai aaj aap ne bahut achi batain ki hain aurnmein aap ko appreciate karta hoon kay aap ne itni achi informations share ki hain jin se sirf mujhay faida ho ga balkay doosray tamman forum kay members ko bhi faida ho ga

          اب آن لائن

          avatar Ayeza
          avatar Sno
          avatar Fahad5
          avatar Iqra5
          Working...
          X