Support or resistance ka pata kaisay chalay ga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Support or resistance ka pata kaisay chalay ga
    Kafi saray log trading kay experts hain Pakistan forex forum main. Koi bata sakta hai support or resistance find karnay ka tareeka. Means
    Kaisay pata chalay ga kay ye acha support hai ya resistance level. Means hard support ya resistance ka kaisay pata chalay ga. Any one
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear support or resistance ka koi indicators nahi hota forex trading main ye basically support or resistance traders ki physcolgy ki waja say bntay hain. Ya old price per kahin pelay bni hoti hain. Is waja say aap kay lain kay support bnta hai.
    Aisa point jahn say price do ya teen bar takra kar wapis i ho. Hard support ya resistance kaitay hain.
    • #3 Collapse

      Aslam o alikoum dear brother aap ka sawal kafi acha hai kay support resistance ka ksy pata chaly ga aik to y bat hai dosri bat main y khana chahta hu kuch batian aap practical krty hain to khud a jati hai Market jab weak point say up gei to wo us weak point per aik bar zaror he ay gei
      • #4 Collapse

        Dear Bhai jub koi market down trend ma ho aor would aik jaga support ly phr kch pip p Jay phr usi support py ruky aor wapis ho Jay to usko support lahen gay jesy ajkal gbpusd ny 1.3485 ko support bna Lia hai would usko Tor nhi pa Raha aisa hi up trend ma resistance ka bhi hai
        Acha kaam achy daam
        • #5 Collapse

          jb bhi ap forex market ka analysis krty hain to ap note krein gy k market diffrent points py aak wapas chali jati hy aur un particular points ko cross nhi kr paati yehi points support aur resistance level kehlaaty hain aur ye sell or buy dono k liey hoty hain
          • #6 Collapse

            Dear aap ne bahut acha sawal kya hai aur aisa sawal tou koi trading ka experienced banda hi kar sakta hai behar haal jin dostoun ne replybkya hai unhoun ne bhi bahut acha reply kya hai aise hi posts ki zaroorat hai iss forum per issibtarah ki posts se exoerience barhta hai aur logon ko seeknay ka mauqa bhi milta hai
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
              Kafi saray log trading kay experts hain Pakistan forex forum main. Koi bata sakta hai support or resistance find karnay ka tareeka. Means
              Kaisay pata chalay ga kay ye acha support hai ya resistance level. Means hard support ya resistance ka kaisay pata chalay ga. Any one
              Yr main itna experienced traders nahi hon is liye mujhe is baray main kuch khas nahi pta k support and resistance kia hota hai or na mian is baray main apko kuch keh skta hon
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Bahi simply aap ye baat zehan main rakhy kay jis jaga se market up jaa rahi ho wo support aur js jagha se market down aa rahi ho us ko resistance kehty hain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Dear forex main chart app kisi bhe pair ka leain us main aik level ho ga jes main market nechy say oper jati hai to us ko support level khetay hain ya swing level lain gay our oper say same down ati hai to us ko resistance level lain gay to us level k oper pending order say app trade ker k income earn ker sagty ian

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X