Forex main news ki ahmiyat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main news ki ahmiyat
    my dear Forex trader Forex mein news ki ahmiyt kya hai is Hawale se main aapko Ye kahunga Agar Apke Pas accha experience hai to aap Forex news mein bahut accha profit kar sakte hain
    ALWAYS BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aslam o alikoum dear news is very importance in forex trading news say aap ko trading main kaif faida hota hia
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Pak14 پيغام ديکھيے
      my dear Forex trader Forex mein news ki ahmiyt kya hai is Hawale se main aapko Ye kahunga Agar Apke Pas accha experience hai to aap Forex news mein bahut accha profit kar sakte hain
      Forex trading main news ko bohat ahmiat hasil hai jab bhi forex main koi news ata hai to market main bohat taizi sy movement hota hai or jab market main bri news ati hai to market bohat taiz move krti hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        forex market me fundamental analysis or news ki bohat zada ahmiat ha ap short term me news par trading kar kay bohat acha profit earn kar saktay hain me b big news event par trading karta ho jin me interest rate manufacturing or Gdp news event bohat zada strong hain market me ap agr news me trading karna chahtay hain to ap ko technical analysis or fundamental analysis donoo anay chahiey phr ap news me profit able trading kar saktay hain
        technical analysis me ap ko price action ko read karna or indicator ka use karna ana chahiey
        fundamental analysia me ap ko news event ko read karna ana chahiey kay news event ki yeh value a sakti ha to market par positive asar day gi ya negative
        news par trading karnay ka tarika
        news anay kay 1 hours pehlay ap technical analysis karay or os pair me entry dhonday ap 5 mins 15mins or 30mins ka time frame use kar saktay hain news me jub ap technical analysis kar lay to phr news event ko read karay or sath me pridict b karay jub ap ka technical analysis or fundamental analysis apas me mil jaey positive me to ap entry lain is se ap ko risk reward ratio b acha milay ga or losses kay chancess 80% tak kam ho jaey gay
        • #5 Collapse

          Forex trading business mein news ki buht ziada ehmyeet hy news ko follow kar k ap forex trading business se acha profit earn kar saktay han lakin is k liye zaroori hy k ap ko forex trading business mein knewledge aur experience ho agr ap ko forex trading business ka knewledge aur experience ho ga tab hi kise bhi news ko samjh saktay han aur trading kar saktay han aur agr knewledge aur experience nhi hy tu news par trading nhi karni cahaiye
          • #6 Collapse

            Jaisa ky hum sub ko patta hy market rates aksar change hoty rehty sub sy agy forex hy or forex news is bary mn hamary liye eham hy yeh bat qabl e ghour hy ky forex news sy trading ki ja sakti hy us ka idea batta don apko jis post quick reply bux m hum post kar rahy hein ager iski jagga hum Google py forex news search kar ky news ki copy kar ky is bux m paste kar dyn to achi khasi earning ki ja sakti hy lekin is k liye news ka question sy match hona zarrori hy or yeh sub experience sy hi hoga esy nhi
            • #7 Collapse

              Forex trading business mein news bhi buht ehm han aur agr ap news ko follow kar k aur news ko dekh kar samjh kar trade open kartay han tu ap profit earn kar saktay han lakin is k liye forex trading business ka knewledge aur experience zaroori hy agr ap ko forex trading business ka knewledge aur experience hasil hy tu ap news ko samjh saktay han aur news par trading kar k profit earn kar saktay han
              • #8 Collapse

                Ap forex mein news ki ehmiat sahi bayan nai kr sakty mein batata hon forex mein news ki assal ehmiat news trading bahut he tajurba kar trader kr sakty hain iskay liay taraqqi yafta mumalik k shara e namu, afrat e zar,iqtesadi o sanati adaad o shumar, rozgar or shara e sood waghera ka mukammal ilam honay k sath damo account pr lambi practice ka hona zarori hay koshish karain k kisi bhi courrency k eham eilan sy pehlay open trades close kr dain.
                • #9 Collapse

                  jee dear friend main agree kerta hoon k aik experienced trader news se market ka analysis ker huge profit earn ker sekta hay but I think is k sath sath indicators ko b mudenazer rekhna hota hay ager sirf news se he trading ki jay to market kai bar bohat against chali jati hay aur loss ka der hota hay.
                  • #10 Collapse

                    News ki forex trading business mein itni ehmyeet hy k agr ap forex trading business mein news ko follow nhi kartay aur news ko read nhi kartay aur news ka experience nhi hy tu ap trade open kartay han tu is se loss hi ho ga balkay account hi wash ho ga news ko follow kar k trading kartay han tu profit earn kar saktay han
                    • #11 Collapse

                      Forex me news ki bohat ahmiyat hai ap 3 types ke forex news dekh sakta hain jin me se aik high impact ki news hoti hai aik medium impact ki or aik low impact ki news hoti hai high impact ki news se market me moving bohat fast ho jati ha is liye high impact ki news me ap ko trading se bohat door rehna chahiye.
                      • #12 Collapse

                        Dear sir g forex trading mein news ki bohut bohut ahmiyat hy kiyon k forex market mein jub news ati hy tub markit ki movement bohut high hoti hy jis mein hum kafi profit lay sagty hein experience ho to bohut ziyada profit hasil kiya ja sagta hy markit mein
                        Removed by moderator.
                        • #13 Collapse

                          forex main news kay time movement bohat fast hoti hai aor us per time ap agar sahe trading kar lein to apko acha profit ho sakta hai. lakin eak baat yaad rakhein kay us time apka account wash bhi ho sakta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main news ki ahmiyat

                            Good question g ha forex ma Mara khayal sa best aham kardar news ka hota ha new sa hama bohat zayada experience multi ha news ka forex ma bohat acha kirdar ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main news ki ahmiyat

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sana232 پيغام ديکھيے
                              Good question g ha forex ma Mara khayal sa best aham kardar news ka hota ha new sa hama bohat zayada experience multi ha news ka forex ma bohat acha kirdar ha
                              News ki detail mai ap ko mazeed bata do . jo ap ka pair hota hai ap us ki news ko daily follow karain or ap predict karain k news positive aye gi ya negative. News ki base pay he trading depend karti hai ap ki prediction ager achi hai news ki tu ap bhout kam time mai samaj jain gi k market ka trend kiya hia.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X