Sab se pehlay Forex ka mutalea kyun karen ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sab se pehlay Forex ka mutalea kyun karen ?
    Assalam-O-Alaikum
    Dosto kay ap bata sakty hai ka Forex ko join karny say pahly Study kyo zarori hai kay hum bagher knowledge ka forex trading main kamyabi hasl kar sakty hai ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jub b hum koi business strat kartay hain to humainy os business kay baray me mukammal knowlede ho ga tub hi hum os businesss me success ho saktay hain
    isi tarah agr ap forex ko bina knowlege kay buy sell karo gay ap ko losss ho ga ku kay forex aik aam business ki taraha ha is me mehnat karo gay tabhi success melay gi nehi to loss uthana paray ga
    isi tarah jub ap apnay bussiness ko time nehi detay hain to loss uthana parta ha isi tarah ao forex me b time diey begair success nehi ho saktay hain
    forex me sub se pehlay basic learning karay phr demo par practice karay phr real me money invest karay
    is tarah ao losss se buch sakty hain
    • #3 Collapse

      Forex trading k business ko start kerne se pehle is ki study kerna bohat he zroori hay ager koi ye ni janta k Forex kia hay aur is main kam kse kia jata hay to wo Forex se na to money earn ker sekta hay aur na he is main successful ho sekta hay is business main successful hone k lie pehle is ko zroor study kerna chahie aur is ki practice kerni chahie.
      • #4 Collapse

        Forex ki taleem q zaroory he dosto koe bta sakta he is m hm earn kis tarha krskte he kitni daily timing dene paregy ek user ko or ye kis tarha kam krta he company se hme kia kia faiday hogy jb hm ziada time spend kre to forex itna populer q horaha he iski waja kia he jb koe new user isko istamal kre to kesy kre
        • #5 Collapse

          As you know that without knowledge a human is an illiterate if you want to run any kind of business first you have to get knowledge about it so first we should get knowledge about forex and trading then we can be successful so work hard
          • #6 Collapse

            dear ap thek keh rahe ho agae apchahte ho k ap es buienss ko thek se aur smjh k karna chahte hotu apko chaiyek es mai acha tab he faida hiasl ho skta hai soo ap ko mehnat k sath he kam karna ho ga aur ap apni life ko b tabi enjoy karo gy soo ap ko faida haisl karna ho ga aur apni lifeko b set karna ho ga...
            • #7 Collapse

              forex koi play nahi hai yeh eak best business hai aor real business hai is per apko seekh kar kaam karna hota hai yeh koi aam kaam nahi hai is per kaam karna hai to apko pehlay iski complete learning karni hogi.
              • #8 Collapse

                G bilkul theak jab tak ham forex ki study nahi kary gy tb tak ham forex k kam me kamyab nahi Ho gy es liye agr es kam me succesful hona ha to forex ka knowledge lyna buhat zaruri ha
                • #9 Collapse

                  My dear friend kisi bhi business ko start karnay se pehlay us business k basics aur fundamental ko learning karna aur us k rules and regulations ko follow up karna hi humain us business mai success ka indication daita hay k apko ab success full trader bananay ka assurance hoo jati hay is lye forex trading ki completely understand aur knowledge hoona must hay
                  • #10 Collapse

                    forex ka business skoro kar ny sy phaly mutala karna chahiy kun ka jab tak ap forex yan digar koi bi kam karty ho to kar ny sa phaly mutala karna chahiy taky ap ko pat chal saky ka ais kam men kitna profat na our kit na los our los hi to kun ha frofat hy to kisy tariky sa hy ais liy mutaly ki bana forex pr kam kar na mari nazar men galat fami ka shikar hoga yo jo ya kahy ka mein mutaly ki bina fore pr kam kar lun ga
                    • #11 Collapse

                      No never aisa kabhi nahi hoo sakta hay k kisi bhi business ko without any knowledge aur learning k app sahi se handle kar saktay hoo qk hum kisi bhi field mai koi degrees k lye struggle karty hain to wo degree humain aisay hi nahi mil jati jab tak hum us field ko sahi se study nahi karty aur usk expert nahi hoo jaty tab tak humain wo degree allotted nahi ki jati hay aur aisay hi forex business hay
                      • #12 Collapse

                        G was.
                        Ap ne bilkul thek kaha hai yani ke agar ap forex me kamyab hona chahte hian to ap ko chahiye ke forex me ap aane se pehle apne ap ko is kabil karen ke ap ko agar forex me loss bhi ho jaye to ap usko recover kar sakte hon us ke bad hi ap trading me kamyab ho sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Bro kam koi bhi seekhny se hi ata hy .aur forex jese business ka mutaliya to bahut zarori hy es kam ko us waqt hi shru karna chahy jab bndy k pass enough knowledge ho.jab bhi forex ko study kar k trading Karen loss k chances kam hon gy .forex main jitna profit WO to bahut acha hy lkn loss bhi kafi ho jata hy.so phele es ko achy se learn karna chahy phr start Karen to profit bhi paka mily ga.good luck.
                          • #14 Collapse

                            Forex ki start mai learning nahi karain gy tu ap ko kaisy pata chalay ga k yeh business ap k leye acha hai ya nahi ap es ko kar b sakain gy ya nahi es leye Forex ki learning zaror karian. yeh zarori nahi k just start mai he learning karni hai es ko ap ny continue rahkna hai q k learning k bina kuch b hasil nahi hoga Forex mai.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ji ha bhi jan forex ma km krny sa phly education hasil krni chih us k bd forex k bry ma information kse senor tredr sa ly achi tra forex k bry ma janyh k forex h kea es pa km krny sa kea hota h kb treding kry to fida hota h kb ni krna chih ya sb informison hasil krny k bd km krny k fida h tbi loss k km or profit zyda hoge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X