Why study forex first ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why study forex first ?
    Assalam-O-Alaikum
    Dosto kay ap bata sakty hai ka Forex ko join karny say pahly Study kyo zarori hai kay hum bagher knowledge ka forex trading main kamyabi hasl kar sakty hai ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Wa Alaikumussalam pyary dosto forex jaisy worldwide business ko start karny say pehly study intehai ahmiyat ke hamil hay jab tak ap forex ke basic terminologies yani bunyadi istalahaat kay bary mn ni samajh pao gy to forex trading kaisy kro gy, for example forex kya h? currency pair kya hoty hn, spread kiya hota hy? ask price, bid price kya hoti hy? leverage, equity, margin, free margin etc ye sab kaya hoty hn, jab tak ap ko in istalahaat ka he pta ni ho ga to ap forex mn trading kaisy kar skty hn, aur waisy bhi kici bhi business ko start krny sy pehly us ky bary mn full study lazmi karni chahy, otherwise kabhi bhi kamyabi hasil ni ho skti. so aik kamyab aur expert forex trader banny say pehly forex ky bary mn khoob study karni ashad zaruri hay.
    • #3 Collapse

      G dear bohat aap nay poocha kay Forex trading join kernay say pehlay learning q zaruri hai learning is liye zaruri hai q kay daikhay is dunya may aap koi bhi kaam seekhay baghair to ker nahi saktay hai aap seekhay baghair to cycle bhi nahi chala saktay hain ye to phir forex hay or jaisay kay sab jaante hain kay ye aik international business hay or aap ko koi bhi cheez start kernay say pehlay us ki basics bhi to pata honi chahiye jaisay kai ager aap ko nahi pata kay pips kia hota hai spread kia hota hay waghera waghaira to aap kaisay trading ker saktay hay sochnay ki baat hay na yaar
      • #4 Collapse

        Dear members jesa ky apko pta hai yeh aik online business hai baki business sy different bhi hai risky bhi hai humen is ma software chalana hota hai investment rules market movement market strategic planning aor market ky technical aor fundamentals ka pta hona zarori hai market ma any sy pehly market ky risk aor values ka ota Hina zarori hai loss kabi wapis nhi at is leay humen complete study ky bad forex trading start krni hai
        Acha kaam achy daam
        • #5 Collapse

          Forex trading simple currencies ki buying and selling ka name ha lekin kis currency ko kis waqt buy ya sell karna ha, ye baat samajhni bohot mushkil ha aur is ko seekhna bohot zaruri ha. Forex ki study ya education ki madad se forex ki basics jan'nay mein help milti ha, forex ki bohot complex terminologies aur concepts hain jinhain har koi nahi samajh sakta jab tak kay forex ki study na ki jaye. Forex trading mein planning ki bohot ziyada importance ha aur plan tabhi banaya ja sakta ha jab forex ki education hasil ki gai ho. Mukhtasir alfaz mei forex ki education is liye zaruri ha kay is trader ka profit potential barh jata ha.
          • #6 Collapse

            because dear forex mein study k bagair ap is mein kabhi kamyab nahi ho sakty agar ap is mein study k bagair work krty hein to ap is mein loss he loss krty hein q k ek cheez ka proper pta ho tabhi us mein achi earning ki ja sakti ha
            • #7 Collapse

              Forex trading business mein learning tu zaroori hy agr ap forex trading business ki learning hasil nhi kartay tu ap forex trading business ko kis traha kar saktay han kiok ap koi bhi kaam kartay han us kaam ko sekh kar aur study kar k hi kar saktay han aur forex trading business ko ap kis traha baghair learning k kar saktay han aur trading k liye knewledge tu buht zaroori hy ap ko Jo bhi kaam karna hy us ka pehly knewledge hasil karna ho ga phr hi wo kaam kiya ja sakta hy aur forex trading business tu worldwide business hy js mein basis learning knewledge nhi ho ga tu ap is mein aik din bhi kaam nhi kar saktay
              • #8 Collapse

                Bhai forex trading bht tisky hai is ma 50 50 chance hai ya to apko profit ya apko loss ho skta hai trading ma apko management aor planning ani chye forex trading ki basic apko pta ho forex ki theary aoko pya ho trading m apko complete knowledge ky bad enter hona chye
                • #9 Collapse

                  Forex study first
                  Forex learning first
                  Forex study and experience k faiday :-


                  Forex study first and forex learning first:-
                  jab bhi koi new person forex trading mey enter hota usky lye bohat zaroori hota ha wo forex ki study ko pehle haasil karay forex ki study online google search sey ap ko video bhi mil jain gi eskay elawa ye ha ap seniors sey evern forex teachers sey acha lesson le saktay ho forex study k lye takay p ko samajh ho kaam kasay krna ha ap ko guideline complete haasil honi chaiye.

                  Forex Study and experience k faiday :-
                  forex study jab ap haasil karky kaam start kro gay chahay wo demo hoga ya real account hoga ap ko kahin pey bhi mushkil paish nahe ay gi kyun ky ap paas proper kaam krnay ka knowledge hoga ap jaantay hogay kaam kasay krna ha study jab haasil krogay ap demo pey practice kro gay practice mei ap ki strategies hongi ap trading formulas apply kro gay different methods test krogay ye ap k experience ko faida hoga ap ka experience estarah sey bohat acha ban jay ga esliye ap k lye forex ki study bohat zaroori ha
                  Last edited by ; 05-07-2018, 03:15 PM. وجہ: spelling setting
                  • #10 Collapse

                    Aik achi suggestion new traders ko
                    koi bhi business jab koi join karta hay uski koi bhi awareness usko kasy run karnay hay uspe kasay kamyabi leni ha ye chezen koi bhi nahe jaanta hota eskay lye usko bohat mehnat chaiye hoti ha uss mei kamyabhi k lye ussi tarah forex business bohat high level ka business ha aik mature business hay jab tak new anay wala banda eski studey nahe karay ga eksi learning nahe karay ga uskay lye yahan sey kamyabi lena bohat mushkil hay forex pey agar ap kamana chahtay ho apna naam bnana chahtay ho tou ap ko chaiye ap forex ko join karky pehley demo practice kro espe mehnat kro acha knowledge haasil kro apna experience kro jab ap k paas acha experience hojay ga ap yakeenan forex pey kamyab hogay
                    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                    PLEASE VISIT HERE
                    • #11 Collapse

                      forex ki study krna behad zaroori hota ha kyon k jab ap new ho ap newly trading mey enter howay ap ka kaam ha ap ache tarah sey pehlay complete forex ki study kro takay ap seekhey bagair trading kro gay to ap ko loss ho skata ha
                      • #12 Collapse

                        Study bohat eham kyun ha forex ki :
                        G haan forex ki study tou first ha ap ney theek kaha ha study haasil nai karogay tou loss pe loss he hoga kaam start krnay se pehle demo account bana lena chaiye aur usspay tamaam learning efforts krni chaiye seekhna chaiye jitni education ap haasil kro gay jitni ziada study krogay ap ka apna he faeda ha basic seekho pehley phr advance study kro strategy ki study karo k kasay kamana ha kasay kaam krna ha analysis karna seekho analysis ki b study kaafi lambi hoti ha kyun k analysis sirf simple nai hotay inki types inn cheezon ko smajhnay mey b ap ko kaafi time lag jata ha
                        • #13 Collapse

                          Study ki value kyun ha :-
                          Study k bagair kahin pe b kuch mumkin jai jasa k jab ap kor b business ko join krlo usski taleem nai hogi ap ko kya samajh hogi kasay wo kaam ap ney krna ha forex business to aik bohat mehnat ka kaam ha jab tk ap eski sirf basic nai complete eski study nai krogay ap ka kaamyab hona possible nai ha jab koi b new ho forex pe newly join karay uski duty ha k wo pehley achi tarah forex ki taleem ko haasil karay demo pe tab tak practice krta rahay jab tak ussko acho tarah kaam karna samjah na ho
                          :p Yes You Can Do :p
                          Honesty + Sincerity = Prosperity
                          • #14 Collapse

                            Forex start ki study zaroori ha :
                            study forex ki forex ki learning hoti ha zahir ha es study mey complete knowledge hota ha k kasay kaam karna ha ap ney kya kuch krna ha zahir ha koi b shakhs jab ess business mey aata ha wo nahe jaanta hota k osko kaam ka koe bhi experience nahe hota ha jab wo mehnat karay ga seekhnay pey twajo de ga wo khud forex ki study krny ka shok karay jab tak study nahi karay ga kamyab hona bohat mushkil ha jo log forex ki study nahe kartay shuru mey un ki tamaam trades mey har tie risk shamil rhta ha kyun k wo trade na tou kisi analysis krky lagai hoti hain aur na he unkay paas koi tarde ka knowledge hota ha jiesko saany rakh kar trades ki hon estarah loss ho skata ha ap ko mashrwa ha pehley study must kro
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              study ki need :-
                              study ki bohhat ziada zarroorat hoti ha jo log forex ko bagair seekh kr karnay aatay hain unn logon ney kya trading krni kyun k unn ko tou koi knowledge he nhe hota ha k trading bascially unho ney krni kasay study bohat ziada zaroori hoti ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X