Forex trading ko join kerny or chorny ki wajohar kia hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading ko join kerny or chorny ki wajohar kia hain?

    I think, bhai Forex ek asan karobar nhi hai is ko proper tareeke se karne ke liye buhat si skills aur knowledge ki zarurat hoti hai, to forex ko jald bazi main wo log chorte hai jin ko apni knowledge aur skills pe etemad nhi hota.

    Aur jaha tak is karobar ko join karne ki bat hai to, aj kal Forex trading ki her taraf jis tarha promotion hoti hai to us se log buhat ziyada mutasir ho jate hai aur un ke dimag mein yahi beth jata hai ke is karobar main munafa hi munafa hoga aur is ko join karte hi ameer ho jae ge, is liye log Forex ko join karne mein jaldbazi karte hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading ko join kerny or chorny ki wajohar kia hain?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: asia najam پيغام ديکھيے
      Ap ki nazer men forex ko log join kerny or chorny men jaldi q kerty hein??? is k pechy kon kon si wajohat ho sakti hain...
      Yeh Mere mry kheal me forex business ko wahi log_chorty hai jinko frax business ke bare mein s zyda knowledge Nahin Hoti_ aur unko forex business me loss hota hai tu Raat business Ko Chhod Dete Hain but Aisa bilkul bhi nahi karna chahi kyon Ka loss to hamari life ka hissa hai agar hum ek baar forex business ko join karne tum Hamen forex_bussniss ko ni_chorna chahiy
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading ko join kerny or chorny ki wajohar kia hain?

        Bbai ma to kehta hon ke wo insan hi bewakoof he jo forex ko chorta he aik samjhdar insan kabhi bhi forex me aane ke bad isko nai chorta he kyun ke agar ma bat karu apni to ma ne kafi bar forex ko chorne ka socha he lekin ma isko kabhi bhi nai chor sakta kyun ke forex jese meri zaroorat ban geya he k ma khana to chor sakta hon lkin forex ko kabhi bhi nai chor sakta.
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading ko join kerny or chorny ki wajohar kia hain?

          Ap ki nazer men forex ko log join kerny or chorny men jaldi q kerty hein??? is k pechy kon kon si wajohat ho sakti hain...
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading ko join kerny or chorny ki wajohar kia hain?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: asia najam پيغام ديکھيے
            Ap ki nazer men forex ko log join kerny or chorny men jaldi q kerty hein??? is k pechy kon kon si wajohat ho sakti hain...
            Forex trading ko join karne ka ek to reason yah hai ki ismein bahut small amount ke sath 8 8 trading start ki Ja sakti hai aur bahut Sare log is business ko is vajah se bhi join Karte Hain Ki unko trading Karke jaldi se profit Hoga aur vah apne paise ko double kar lenge lekin unko yah Nahin Pata Hota ki yah bahut risky business bhi hai FIR Jab Aise Logon Ko loss hota hai to vah Forex trading ko left kar dete Hain
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading ko join kerny or chorny ki wajohar kia hain?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: asia najam پيغام ديکھيے
              Ap ki nazer men forex ko log join kerny or chorny men jaldi q kerty hein??? is k pechy kon kon si wajohat ho sakti hain...
              Forex trading ko join karne ka bahut Sare reason ho sakte hain Forex trading Mein kam bahut aasani Se Kiya Ja sakta hai aur isko join Karke Ham isase bahut Jabardast earning kar sakte hain Agar mehnat Karke kam kiya jaaye Forex trading mein bahut Small amount ke sath trading start ki Ja sakti hai isko left karne ka reason yah Hota Hai ke bahut Sare log is business ko bahut easy samajh lete hain Bina soche samjhe kaam karte hain aur unko nuksan Hota Hai
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading ko join kerny or chorny ki wajohar kia hain?

                Kyunki yah ek risky business loss hony ke vajah se kafi log isko chhod Kar chale jaate Hain yeh aisa business hai agar fayda ho to paisa double ho jata hai Forex trading ko log jyada munafa hasil karne ke liye join karte Hain FIR jab unko loss hota hai FIR wo es mein interest Nahin rakhte
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading ko join kerny or chorny ki wajohar kia hain?

                  Forex trading main loss ki bari waja yeh hai trader Forex ki base ko nahi samajty hain or woh join karny kay bad short cut ki taraf lag jaty hain.or finally un ko loss hona shoro ho jata hai esleye koshish karain kay ap apni trading main short cut ki taraf na jain or woh kam karain jis se ap ka experience ko knowledge increase ho esi mai ap ki kamyabi hai.
                   
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading ko join kerny or chorny ki wajohar kia hain?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: HuzaifaRehman پيغام ديکھيے
                    Kyunki yah ek risky business loss hony ke vajah se kafi log isko chhod Kar chale jaate Hain yeh aisa business hai agar fayda ho to paisa double ho jata hai Forex trading ko log jyada munafa hasil karne ke liye join karte Hain FIR jab unko loss hota hai FIR wo es mein interest Nahin rakhte
                    Dear jo trader Forex ko gambling ya phir judgement ki base pay trade karta hai tu us ko finally kuch hasil nahi hota hai or woh loss kar jata hai. jo be trader es field mai ata hai us ko cheye kay woh apni trades ko behtar manage karny kay leye apni trades ko practically prepare karay. apni strategy banaye or apni money management kay sath ap trade karain. ap demo pay loss karain no issue lekin woh he mistake ap live account mai na karain. apny profit earn karny kay leye koshish karain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X