You can do it
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear aap jis kaam ko kernay ka mazboot iraada kerain ore mihnet kerin to zaroor kaayaabi hoti ha ore mihnet kabi raaigan nai jaati.is liay dear aap mihnet kerain reguler practice kerain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      i am agree to your question and i can do it bro.there is always loss and benifits in any trading business and to get ride of loss you need full attention and forex gives him good education for trading.he is good.
      • #18 Collapse

        bharti hoi berozgari our jobs ki kami ne sabka haal bura kar diya hay forex business he aik esa rasta hay jis say ap bohat achi income genrate kar sakty hain our is me apki koi invest b nai hay trading is much better then jobs
        • #19 Collapse

          yes main ap k sath agree krta hu k koi b job ho kaisi b ho agr banday k pas experience hai hosla hai aur positive mind hai to wo har kam kar sakta hai chahay wo forex trading hi kyu nai hai
          • #20 Collapse

            agr ap apni intentions bana le aur apna attitude positive rakhe tu ap is kam ko zaror kisi na kisi makaam tak le ja sakhte hai duniya mein bohat saare aise kam hai jo ke challenges hai lekin impossible nhn hai ke koi kr hi na sakhe is traha forex bi ek possible kam hai bs is mein efforts and struggle hai aur agr ap is kam ko right direction mein le jaye tu phr ap ko kamyab hone se koi nhn rook sakhta hai
            • #21 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
              Every sort of job involves some challenges as forex trade however when you have an attitude that yes, i can do it then you can accept any challenge and finally it can lead you to a successful experience of the trade.

              main Samajhtaa hon K insaan ko Apnay opar yakeen honaa Chahiyee k ye Buisness bhi Sab insaan he Kar Rahay hain or Sekh KAr kar Rahay hain Tou hammain Bhi pehlay dil laga Kar Sekhna Chahiyee or Apnay Aap ko kehnaa Chahiye k yes i Can do it... main Samajhtaa hon K Forex Trading Main kamyabi Ki key Sirf or Sirf learning hai
              Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
              • #22 Collapse

                apko kisi b business me lose or profit hota ha but apko humsaha koshish krni choye k ap isko kr sktay hain na k disheart ho k beth jayen ku k koi b kaam asa ny hota jo na kiya ja sakay apko humasha khud pe yaqeen hona chiye kuch krne ki jb apne kaam ko soch samjh k kroo k tu profit he ho ga isliye jb ik dafa kuch b krne ka soch loo phr kuch b namumkin ny hota
                • #23 Collapse

                  of course my spouse and i believe anone in cae you key in just about any employment and tyen you will need yo deal with 6he down sides nevertheless while usign passeg of your energy should you be a new hrdworker along with get intrest as part of your employmsnt and then you may be your successfull memeber of these buisinss. very same similar to throughout currency trading operatechallenging along with recognize your challengs.
                  • #24 Collapse

                    mai ap ke baat sy mutafiq hu,hamara irada or hosla he hamain kaam yab krta h,or forex trading mai b ham isi tarha kaamyab hosakty hain
                    • #25 Collapse

                      forex mai koe bhi kaam mushkil nahi hai khas tor pe ye ak asa buisness hai jisko join karne k baad ham na sirf ache treder ban sakte hain bal k ham ghr beth kar is buisness ko phela bhi sakte hain
                      • #26 Collapse

                        yes forex main bhi yehe hota hai.forex main experience aur awareness chaiye hote hai.market ke trends ko samjhna ana chaiye.sahi time per trade main enter hona chaiye aur sahi time per exit hojae market se.thanks
                        • #27 Collapse

                          yes you are right brother, ye ek aisa business hy jha log kam waqt mai acha paisa kama sakty hy or sab sy bari bat hum jitna is business ko learn kary gay hum utna he profit kamay gy or mehnat kr ky rules follow kr ky and sharp mind hu kr he sucessful trader ban sakty hy.
                          • #28 Collapse

                            bhai ager har banda apna ye moto bana le k main kar sakta hun tu koi bhi kaam kisi k liye mushkil nhi hai, or trading tu har banda kar sakta hai sirf thori aqal ki zarurat hai or knowledge or practice ki tu ham achay se trading kar saktey hain.
                            • #29 Collapse

                              bilkul har banda kar sakta hai aghar woh waki hardworker ko chizoo ko maintain karna janta hoo knowledge rakhta hoo ,trade karnay kay liyay yeh chizain bohat zarori hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yes mere dost ma ap ki baato se agree ho jab ham koi new job karty ha tu ham ko start ma kuch problems ka samna karna parta ha tab waqat ka sath ham un problem ko slove kar letay ha aur ham hardworking kar ka apni job ma success ho jaty ha is tara forex trading ma b ap kar sakty ho aur koi b challenge accept kar sakty ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X