over trading say accoutn wash ho janna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    over trading say accoutn wash ho janna
    agr hamre pas 500usd ka account hain or hum us pay over trading karte hain tu accoutn wash ho skta hain vo is tara k hum lalach main aa jate hain or big big lot ki bhot c trade opan kar dete hai or jaaab account wash ki taraf aaata hain tu pher kehte hain k hum ne over trading kar k ghalti kar di hain hum ko chaiye k hum 500usd k account pay over trading na kare and kam say kam lot use akre jis say hum apne accoutn ko wash hone say bana le
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Over trading me waqai loss k chances zeyada hen lalach me na paren single trade best he, over ka nam hi over he to isko under control krny ki koshish na krenkren aikk hi trade pr total focus rakhen
    • #3 Collapse

      Assalam alaikum respected members of Pakistan forex forum yes forex business me jab ap over trading karna start kar dety hain to ap apna risk capital zada kar dety hain jis se ap ka account wash hony ka khtra 100 percent brh jata hy
      • #4 Collapse

        bhai bat yah hai k account man 500$ hon ua 5000$ hon agir money management thek nhi hogi to sub loss ho skta hai agir ap 500$ sy bhi ashi money management sy trading krty hain to profit kr skty hain 500$ deposit bhi koi kam amount nhi hai is sy aap easily 100$ - 200$ manth man profit kr skty hain is sy zuada ki try krty hain to loss he milta hai
        • #5 Collapse

          Friends ma ap ke bat sy 100 % agree karta hun over trading forex ma bohat he nuqsan deh hoti hy kiun ka banda jb over confidence ho jata hy to phir loss k chances barh jaty hen ye bohat he nuqsan deh cheez hy is sy bachna chaye
          • #6 Collapse

            g han dear forex mein ap achi earning krny k sath sath is mein acha balance bhe hasil kr sakty ho lekin is mein over trading k sath apka account wash bhe easy ho jata ha is liye kabhi bhe is mein over trading nahi krna stop loss k sath he work apko behtar earning dila sakti ha
            • #7 Collapse

              Over trading k kafi nuqsaanat hain aur ziada tr new traders ya jo traders thory sy profit py laalach mein aak over trading krty hain woh zroor loss ka saamna krty hain aur kuch traders k to account tk wash ho jaaty hain is liey koshish krein k kabhi bhi over trading na krein
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Madihasaeed پيغام ديکھيے
                agr hamre pas 500usd ka account hain or hum us pay over trading karte hain tu accoutn wash ho skta hain vo is tara k hum lalach main aa jate hain or big big lot ki bhot c trade opan kar dete hai or jaaab account wash ki taraf aaata hain tu pher kehte hain k hum ne over trading kar k ghalti kar di hain hum ko chaiye k hum 500usd k account pay over trading na kare and kam say kam lot use akre jis say hum apne accoutn ko wash hone say bana le
                Agar Hum over trading karte hain toh Hamara account was so sakta hai hame chahiye Ke Jab Bhi fad Kare Toh Kuch capital margin free Chod de Jis Se Agar Hamari trade loss maybe Jayegi Toh Hamara account was nahi hoga
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  bhai over lting kro gay to zahir se bata hn ek apk loss hoga ab 1 kamre me 5 bando ke rehne ki baja hn lekn ap osme 10 bandoko ghusa rhe hnt o akhud batae kia hoga kapme vo 10 bande a hi ni saktey hn isis taah agar 100$ se account me 0.01 ki jaga 0.1 ki lot lagao gay to account phat gae ga au washed ho ga ga :)
                  • #10 Collapse

                    agar hmara account chota ha tw hmain small volume use karna chahiyay agar ham big volume use krain gain tw is main hmara account wash hony k bh chances zaida hu gain is liyay hmain aik proper strategy sy kaam laina ho ga aur proper analysis kr k he trades lagani prain ge
                    • #11 Collapse

                      je han bilkul over trading bht he danger hai es se hume bachna chahe or small lot k sath trades lagaye wo bhi kam trades lagaye jin se hum acha profit gain kare q k jitni zada number of trades honge hume utni he tention rahegi enhe lekr.
                      • #12 Collapse

                        Dear kisi cheez mein bhi over ho jana theek nahin hai agar aap ka balance itna zayada hai tou uss ko thanda kar kay khao aur thora thora profit hi sahi tou loss se tou behtar hai kay aap ko thora thora profit hota rahay bajaye iss kay kay account wash ho jaye
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                          Dear kisi cheez mein bhi over ho jana theek nahin hai agar aap ka balance itna zayada hai tou uss ko thanda kar kay khao aur thora thora profit hi sahi tou loss se tou behtar hai kay aap ko thora thora profit hota rahay bajaye iss kay kay account wash ho jaye
                          jeee main apki baaat say agree karti ho hum ko chahiye k hum over trading na kare agar hum apne balance ko dekh le k ye acha bouns hain ya hamara balance acha han tu hum ko chahiye k hum long time forex k sath chaly main ne bhot dekha hain k log long time forex k sath chalte hain big account pay small lot use kar k
                          • #14 Collapse

                            Kio k lalach krty hh to pgr ehsa hi hona gota hy lalach ka injam bora hota hy ya to hamny bachpan my ahaniya bhi prhi hy books my ab is pr hamy dyhana dyna chiya lalch nai krna chiya over trading kbhi bhi nai krni chiya our sahi apny mind ko active rakh k trading krni chiya
                            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X