Forex trading kub start Hui?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading kub start Hui?
    Dear members forex trading kub start Hui aor iska idea kis ka tha?
    Acha kaam achy daam
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading computer kay zamanay se bhi bohot pehlay ki ha, forex trading ki history mein "Gold standard system" bohot important event ha. Gold standard system se pehlay mukhtalif countries trading kay liye simply gold ya silver use kiya kartay thy lekin is system ka sab se bara masla gold aur silver ki supply aur demand tha. Gold standard ka matlab ye tha kay governments is baat ki guarantee dein gi kay wo currency ka kuch hissa gold mein convert karain gy. Bohot se countries na gold reserves rakhna start kar diye aur currency ka kuch hissa gold mein convert kar diya. Time guzarny kay sath sath 1 ounce gold ki qeemat mein farq kisi bhi 2 currencies kay darmiyan farq ban gaya aur ye pehli official currency exchange ha.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: hassanraja پيغام ديکھيے
      Dear members forex trading kub start Hui aor iska idea kis ka tha?
      Forex trading 1874 may start hui thi Jab Gold Standard System car Ek event hua tha Jo bahut hai zaroori tha us time Bahut Si countries aapas Mein gold or silver pay trade Kiya Karte The Forex trading ke start hone ki basic Wajah gold thi Aur gold Forex trading Mein Ek bahut and commodity hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: hassanraja پيغام ديکھيے
        Dear members forex trading kub start Hui aor iska idea kis ka tha?
        Forex trading 18 so Jaate Hue start hui thi Jab Gold ke related Bahut Si countries main meetings ki Gayi Thi Aur gold ko ek trade acid ke Taur par use Kiya gaya tha or tab a business online nahi tha Waqt Ke Sath Sath is business mein battery Aarti aur ye better Se Bada Hota ja raha hai
        • #5 Collapse

          world war II jab khatam howa to Western governments ko global economy me apny system ko stabilize karny ki zarorat ti, 1875 me trading history ka first event ki ibteda howi, gold ko first time Standard Monetary System banaya gia,

          Bretton Woods Agreement ne currency rates ko change karny me madad ki es se pehly gold or silver me hi international payment ki jati ti,

          1971 me bretton agreement khatam hogia to yahi se modern foreign currency exchange ki ibreda howi, es key bad computer ka dor aya to trading platform ki ibteda ho gia or ye business or be zeyda popular ho gia.
          • #6 Collapse

            forex ki history bohat old hay yani forex exchange bohat old business hay Gold standard system ye naam ka jab aik even huwa tha uskay baad sey log zyada tar gold and silver mey he trading keya kartay thay uskay bad se bohts ey mukhtalif currencies bohat sey mulk ess mei involve hogay
            :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

            PLEASE VISIT HERE
            • #7 Collapse

              is main tou boht say log kam karty hain or is forex nay boht hi kam time main achi promotion ki hai so hamain makret main is k baryy main pahly learning karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur trade karny say pahly is k movement ko dekh k hi trade karnai ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur trade karny k liye boht hi experience ka hona boht hi zarori hota hai aur hamain makret main greed ko avoid karna ho ga ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur is main trade karny say pahly apni pips ko dekh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky ga ta k achi earning ho saky gi
              • #8 Collapse

                is ko start hoye tou boht sayy saal ho gay aur hamain jis bi materail main bi trade karni hoti hai aur hamain is k bary main experience hasil kar k hi hum real main achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain is nay boht hi kam time main achi trade kar k boht hi acha bnus hasil kar sakty hain aur hamain market main greed ko avoid kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain makret main analyse kar k hi trade karni ho gi ta k hamain makret main kam karny main bi fadia ho saky ga aur hamain is main demo main practice karein gay tab hi hum real main achi trade kar k hi hum run karien gay aur faida ho saky ga
                • #9 Collapse

                  forex main trade karny k liye hard work karni ho gi ta hi hum run karein gay aur is forex main trade karny say pahhly is k bary main experience hasil karna ho ga tab hi hum run karein gay aur is main boht say log kam karty hain so hamain kam karny say pahly is k bary main plane kar k hi trade karni ho gi aur hamain is k bary main hard work kar k hi hum run karein gay aur kam deposite rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum real main acha perform karny k kabil ho sakty hain aur is forex main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k hi hum real main perform kar sakty hain
                  Last edited by ; 06-10-2018, 05:37 PM.
                  • #10 Collapse

                    forex trading ka business aik andazy k tehat 1990 main organised kiya gaya tha or es main jo trading oppertunities thi wo waqt k sath sath increase hoti gai or os waqt se ly kar ab tak es main trading ki ja rahi hai or lakon log es main trading kar k apni eraning bna rahy hain yah aik worl wild business hai jis main ksisi bhi trah ka koi bhi dhoka nahi hai or es main boht se log aony future ko bhi brght ban rahy hain es liye yah aik boht bara business hai jis main tehnology ko use karty howe gher bethy he trading ki ja rahi hai or roz he es ki values main izafa hota ja raha hai es liye forex ki agly umer main or taraki k chances hain or pori duniya main phelny ki umeed ki ja skti hai
                    • #11 Collapse

                      dear is forex main abhe new hai is any boht hi kam time main promotion ki hai is forex main plane kar k hi trade karni ho gi aur forex main trade karny say pahy is k bary main learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur rules ko mind main rakh k hi trade karni ho gi aur market main kam karny say pahhly is k bary main learning karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur is main hum part time main bi job kar sakty hain aur full time main boht hi log is main kam karty hain so hamain is k bary main trend ko use karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur market main greed ko avoid karny main bi koi mushkil na ho saky gi it is best job for all
                      • #12 Collapse

                        market main kam karny say pahly is k bary main learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur kam start karny say pahly is k bary main planing karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi tab hi hum is forex main kam karny say pahly is k bary main infoarmtion hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur forex trade main trend ko use karna ho ga aur trend say bi hum market main trade beest kar sakty hain so hamain is forex main emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum real main achi trade kar k hi hum run karein gay aur market main profit hasil kar k hi hum profit hasil karein gay
                        • #13 Collapse

                          bhai forex trading aik anady k motabik 1990 ko start hoi thi or tab se forex tading business chal rah hai pahly tu forex trading ko boht kam molkon main jana pahchana jaat atah ab tu forex posry molk main pahchana jata hai es trah forex main daily base par bpoht se member add hoty hain or ab forex main boht se tador add ho gy hain jo k apni trading se oht faiada hasil kar rhay hain es liye boht se logun k mind main yah dar hai k forex kuj dinu tak hai yah k kisi ko pta nahi hai k yah kub tak business rahy ga tu bhai hum es bat se he andaza laga ksty hain k es ko salon ho gy hain trading ko es se boht se log apna future set kar chuky hain tu be fikar ho jaen q k yah itny salun se hai tu aghy bhi itny salun tak rahy ki ummed ki ja skti hain
                          • #14 Collapse

                            is forex main sab kam kar sakty hain aur trade karny say pahly is k baryy main learning kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur markt main is k bary main greed ko avoid kar k hi hum run karein gay aur is main kam k arny say pahly is k bary main planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur mind ko fresh kar k h itrade karni ho gi ta k loss kam ho saky gi aur market main enter hony say pahly is k bary main greed ko avoid karny main bi asani ho saky gi aur markt main is k up aur down ko dekh k hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur market main analyse kar k h ihum real main trade karein gay it is best job
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex ka business 1 online business hai Jisko aap kabhi bhi kisi bhi time par use kar sakte hain Yeh week may 5 days working Karta Hai is time par aap kabhi Beech Mein investment kar sakte hain aapko bus Pata hona chahiye kya aap jisse position par kaam kar rahe hai kya ye scheme peak level ki position Hai Aap Yahan Se acche se earning kar sakte hain aur aap ko yahan se profit ho sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X