Forex trading ma Pakistan keun shamil nhi hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex card business poser important business hai isme sab log Jyada Se Jyada working karne ke liye Aate Hain lekin Pakistan mein bahut kam logo ki awaj Itni Jyada Pakistan mein kam investment Hai Iski wajah se Pakistan mein working bhi acche se nahi hoti hai market related information on market related knowledge for learning bhi yaha par post article tracking karne ke liye kya karna padta hai market Mein Hum Yahan Par stable business code generate karne ke liye regular kaam karna hota hai market Mein kaam karna Hota Hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear brother forex trading major currencies main ki jaati hay yaani jin countries ki currencies strong hoti hai unn mai hi trading ki jaati hay yeh baaat to aap jaantay hi hain kay paakistani economy bohat ziyaada weak hay or din ba din currency value girti jaaa rehi hay to low currency value ki wajah say rupees main trading nahin hoti hay lekin USDPKR ka pair mojoud hay haan ager aap chahtay hain kay aap rupees main trade kerain to pakistan main brokers khul chukkay hain yeh pakistani brokers hain or rupees main trading kernay ki facility detay hain sab ko ager kabhi future mainn hammari economy bhi achi ho jaati hay to shaayad rupees main trade mumkin ho jaaye lekin abhi aisa nahin hay.
      • #18 Collapse

        Assalamu alaikum bhai mere ghar mein aapne bahut accha? Kya hai Hum logo ko Pakistani currency trading karna chahiye Is Tarah Hum logo ko ho sakta hai aur Hum Log nahi kar sakte hain lekin Forex Pakistani currency Is trading allow nahi karta trading
        • #19 Collapse

          bhai forx ma hhim log pakistani currency ma trading nhi kr skty ha kau forex broker ya allow nhi krty ha kau ky pakistani currency bhot down ha laken ager pakistan currency ma trading kr skty to him log isis ma trading krty
          Removed by Moderator.
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading ma Pakistan keun shamil nhi hai?

            Kyun Kay yah ek international online business ha is liye forex may currency 💱 dollars may hai forex may bonus bhi humain bonus ki shakal may milta hai hum easily skrill account ko help say acha profit kama sakty hain monthly dollars currency bohat ziyda high jati hai or hmri sell ko easily profit may Convert kar dyti hai forex trading business may be shak dollars may k karty hum... Hum kisi b pair may trade kar Kay achi earning kama sakty hain or sath sath hain chahye Kay hum market ki situation ka bhi analyze karty rahain or trade lagai or profit ka wait karty rahna chahye..
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading ma Pakistan keun shamil nhi hai?

              Pakistan ki currencey ko forex trading mai iss liye nahi shamil kia jata kiyu kay humari curencey say koi international market run nahi hoti aur abhi tak hamari currencey ki itni value nahi hai kay humari currency dollars,pounds ya euro wagaira kay muqabalay mai ziada value say kaam ker skaey. forex trading mai international market mai tradings hoti hai aur jitni bhi cuurencies ki ya companies kay shares ki trading hoti hai, gold ,silver aur oil ki trading hoti hai uss ka baqayada aik registration ka nizaam hai. Jisay bohat say international idaray monitor kertay hain aur unn ki approval say he unhain international trading ka hissa banaya jata hai. Jo companies ya currency pairs market ka hissa bantay hain unki securities deposit bhi hotay hai takay wo market mai collapse na ker jaey. Ye aik marboot aur mukammal nizaam hai jisay hum trading ka naam daitay hain aur ghar baithay ya laitay huay iss ka hissa ban jatey hain. Humain instaforex pay fakhar aur shukirtya ada kerna chaiye jiss nay humain iss ka hissa bana diya hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading ma Pakistan keun shamil nhi hai?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: hassanraja پيغام ديکھيے
                Dear members forex trading market ma Pakistan keun nhi shamil hota humen Pakistani rupees py trading krny ki facility keun nhi hai?
                Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main Pakistani currency available ha ye ap k broker pe depend karta ha k wo is ko trading k ley allow karta ha k ni q k sab kuch ap ko broker provide karta ha agr wo allow kary to ap trading kar sakty han Pakistan ki currency week ha jis waja sy is ka USD k sath pair main movement both kam hoti jis ki waja profit loss ki ratio both kam hoti ha is ley humy broker is main trading allow ni karty han both sy broker hon gy jo ap ko Pakistani currency main trading allow karty hon gy par is ki movement both kam ha jis ki waja sy ap ko koi fayda ya loss ni hota ha is ley is main trading na karny to behtar ha ap is main tab trading karny jab ap ko confirmation ho

                اب آن لائن

                Working...
                X