Crypto currencies ka market ma ana hard currency ky leay risk hai Kya?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G nahi dear market me crypto currencies key any se countries aur companies ko ye fadia ho gia hay key digital currencies ki transaction asani se ho jaye, aur esi maqsad aur asani key ley market me crypto currencies ko lunch kia gia hay, digital currencies ki apni hi 1 importance hay aur hard currencies ki apni ehmeyat hay, crypto currencies key any se kesi kisam ka koi nuksan hard currencies ko nahi hay aur na hi koi nuksan hona chaye, ab market me asani se digital currencies me khareed o farokhat ho rahi hay aur sath me hard currencies be es key sath touch hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Cryptocurrencies Bolero Speed ke sath kaam Karti Hai Iski movement Bebo Speed ke sath hoti hai lekin Aaj Kal cryptocurrencies Ki Kitni Zyada movement chutti hui Nazar nahi aa rahi hai Jiski wajah se is pe log investment B nahi kar rahe hai isliye Log Yaha Se Kisi Aur currencies ki taraf transferred hoge hai aur wahan par investment kar rahe hain kuch Log Yahan Par gold Mein working kar rahe hain
      • #18 Collapse

        assalamu alaikum bhai ji mere saath mein bilkul aisa nahi hai Kyunki Agar Hum logo ko cryptocurrency hard copy mein chahiye toh uske liye Hum Logon Ko hard copy Hai Le Na Hoti Hai Na Paye Hum Log cryptocurrency Mein Koi cheez by yourself kar sakte hain isliye Kiska hard currency main kuch bhi asar nahi hota
        • #19 Collapse

          Agar aap yahan par cryptocurrencies mein working karna chahte hain to aapko Yahan Par Baatein karte hue ye bhi dekh lena chahiye ke other currencies ki yahan par kaise movement Hoti Hai Agar Aa Bhi Ja by other currencies ke hisab se bhi kaam Karenge to cryptocurrencies baby aap ko kam karne mein koi Jyada difficulty nahi hogi aap yaha par kaam karta hai aur aapko market ki development osculation position kya aapko Pata Lag jayega kya papa kaise kam kar sakte hai
          • #20 Collapse

            bhai him logo ko forex ma currency ma trading krni chaya phir him logo ko acha profit hota ha or him log kamyabi hasil kr skty ha forex sy him logo ko bas mhnat krni hoti ha or kuch nhi
            Removed by Moderator.
            • #21 Collapse

              Crypto currencies ke market say abhi laghata nai hai key Crypto currencies fiat currency ya hard currency ke liye kisi kism ke threat ban sakti hai. Dunyia ke sari currency iss ke back majood country ke strong economics , trust ke waja say he kamyab hoti hai. Aur inn foctor aur chand degahr factor ke waja say market inke price ko define b karti hai. Jab kay Crypto currencies mai abhi iss tarh ke sorat hal nai hai ke inn per user trust kar sakty hon .abhi kuch arsay pehlay in ko regularize karny ka kam start he hoea hai tu in ke prices aik dam neechay ghar gyie aur laghta hai key yeh abhi aur b neechay aayin ge.
              Mujhy lagta hai jab koi country apni Crypto currencies launch kary ga tu phir he Crypto currency ka survival mumkin hai . warna yeh abhi kafi asray tak lagta nai hai key yeh hard currencies ko replace kar sakin.
              • #22 Collapse

                Re: Crypto currencies ka market ma ana hard currency ky leay risk hai Kya?

                Cryptocurrencies aur hard foreign money mein bunyadi farq sirf digital aur actual ka hota ha, cryptocurrency electronically to be had hoti ha jab kay tough foreign money physically bhi availabe hoti ha, cryptocurrencies ko bhi tough forex ki tarhan alternate kiya jata ha, cryptocurrency mein bhi shopping for promoting hoti ha same jis tarhan difficult foreign money mein bills hoti hain. Cryptocurrency aur difficult currency aik hello tasveer kay do rukh hain aur cryptocurrency se difficult foreign money ko koi khatra nahi ha balkay ye aik dusray kay liye faidamand hain because jab crptocurrency ko hard currency mein ya tough currency ko cryptocurrency mein convert kiya jata ha to in rate liquidate hoti ha.
                 
                • #23 Collapse

                  Re: Crypto currencies ka market ma ana hard currency ky leay risk hai Kya?

                  NAHE easi koi baat nahe hai her currency ki apni value hoti hai crypto main traders boht kum like kerty hain trade kerna jab k best currency like major oour cross pairs ko samjha jata hia us main eurusd hai gpbusd usdcad hai our her aik to us country ka central bank control ker raha hota hia to koi risk nahe ho ga koin un ke apni value hai kbhe bhe koi bhe bank us ko devalue nae honay dita hia same commodities main alag say tradeers ahin jo k un o like kerty hain our un ki best strategies hain our wo un main trade ker k acha profit banty hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Crypto currencies ka market ma ana hard currency ky leay risk hai Kya?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: hassanraja پيغام ديکھيے
                    Dear members Mera yeh sawal hai ky crypto currency market ma aa hai hai Kya yeh hard currency ky leay big risk hai ya nhi ap is bary ma Kya views rakhty Hain.?
                    Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main ya wasy bi overall crypto currency chal rehe han currency hard main ho ya crypto currency ho itna farq ni parta ha srif ye ha k ap ki country in ko accept karti ho agr ap ki country in crypto currency ko accept ni karti ha to phr ap ko tohra masla ho sakta ha exchange karny main otherwise koi masla ni hota ha ap crypto currency rakheny ya hard currency rakheny wasy bi digital dhoor chal raha ha har jaga card use ho raha ha or hard currency ahsta ahsta kam ho rehe ha
                    • #25 Collapse

                      Re: Crypto currencies ka market ma ana hard currency ky leay risk hai Kya?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: hassanraja پيغام ديکھيے
                      Dear members Mera yeh sawal hai ky crypto currency market ma aa hai hai Kya yeh hard currency ky leay big risk hai ya nhi ap is bary ma Kya views rakhty Hain.?
                      Assalamu Alaikum hum sab log Jante Hain Forex trading business Ek bahut hi critical business hai isme Agar Hum kamyabi Hasil karna chahte hain to Hamein laalach Ko Chhod Kar isme trading karna Hogi aapne cryptocurrency ke bare mein baat ki hai agar aap ek digner Hain To aapko chahiye ki abhi cryptocurrency par trade na Karen balke dusri currency trade Karen Jab aap Forex trading ke knowledge ko Hasil kar lete hain aur aap ko samajh aati hai ki market ki movement kaise ho rahi hai aur Forex chat par Hamein Kaise Pata chalega ok next moment Kaise Hone Wali Hai tab hi aap cryptocurrency aur metal aur oil par trade Karen
                      • #26 Collapse

                        Re: Crypto currencies ka market ma ana hard currency ky leay risk hai Kya?

                        Cryptocurrencies aur hard currency mein bunyadi farq sirf virtual aur real ka hota ha, cryptocurrency electronically available hoti ha jab kay hard currency physically bhi availabe hoti ha, cryptocurrencies ko bhi hard currency ki tarhan trade kiya jata ha, cryptocurrency mein bhi buying selling hoti ha same jis tarhan hard currency mein payments hoti hain. Cryptocurrency aur hard currency aik hi tasveer kay do rukh hain aur cryptocurrency se hard currency ko koi khatra nahi ha balkay ye aik dusray kay liye faidamand hain because jab crptocurrency ko hard currency mein ya hard currency ko cryptocurrency mein convert kiya jata ha to in price liquidate hoti ha.
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: Crypto currencies ka market ma ana hard currency ky leay risk hai Kya?

                          aj kal developing ka door chal rahy hain phelay us forex market main E currencies theen abhe us main Crpto currencies din ba din izafa hoo raha hai ap ki baat kise had tak theek hai k us main hard currencies k leay mushkil ho sagti ha koin k logoun ka rujhaan crypto currency main lain dain ka izafa ho raha hai traders us mai kafi interest show ker rahy hain jesay k phelay BTC the abhe lite coin bhe facebook ki bhe apni currency lunch honay wlai hai to us k barey main market makers ko souchna ho ga
                          • #28 Collapse

                            Re: Crypto currencies ka market ma ana hard currency ky leay risk hai Kya?

                            crypto currencies k market ana se hard currency par koi farq ni parta q kay crypto currency electronicly market main available hai is k zira ap market main online sale or purchase kr skaty hain or hard currency market main physically hoti hai is ka hard currency pr koi asar nai parta balay yeh ek dosary kay lia faida mand hai.or is main time ki b bachat hoti hai koin k online ap sale or purchase kr skay ho.
                            • #29 Collapse

                              Re: Crypto currencies ka market ma ana hard currency ky leay risk hai Kya?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: hassanraja پيغام ديکھيے
                              Dear members Mera yeh sawal hai ky crypto currency market ma aa hai hai Kya yeh hard currency ky leay big risk hai ya nhi ap is bary ma Kya views rakhty Hain.?
                              Dear friend ap ny both acha question kea ha crypto currency ka market main aany sy hard currency pe ko farq ni parta ha is ley humy ziada sy ziada apny knowledge or experience tawaja dani chae ha q k is sy hum ache trading kar sakeny gy or humy ziada fayda ho sakta ha crypto currency ka apna roll ha or hard currency ka apna roll ha is ley humy is sy parshan na hon or ap apni tuwaja apny knowledge or experience pe dan or demo account main practice pe or apni learning Ziada sy ziada karny or ache trading karny ki kosish karny ta k hum easily kamyab ho sakeny jtni mehnat kar k crypto currency ka movement ko seek sakeny
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Crypto currencies ka market ma ana hard currency ky leay risk hai Kya?

                                Mein nahin samjhta hun keh crypto currencies ka baqi kisi bhi currency par koi impact nahin par sakta hey kioun keh agar aisa hota to hamen Maazi mein aisa bohot kuch dekhne ko mil jata jab crypto ka rate kafi ziada high chala gaya tha aur ab jabkeh kafi ziada down bhi achuka hey aur yehi wajha he keh har currency apni hi aik limit mein chal rahi hey aur yeh country ki apni hi economy se related hey is mein crypto ka koi asar nahin hey aur mein jab se forex mein aya hun mene kabhi bhi crypto par work nahin kiya hey mujhey is par koi khas aitabar bhi nahin hey bas yeh chal rahi he aur isko kabhi dekha tak bhi nahin hey mein Apne Major pairs and ziada se ziada Gold ko hi follow karta hun aur baqi dosto ko bhi yehi mashwara dunga.
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X