Trading market ma term liquidity Kya hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading market ma term liquidity Kya hai?
    Members market ma aik term use hoti hai liquidity yeh Kya hai iska asal purpose Kya hai aor hum kisi pair ki liquidity kesy find kr skty hain?
    Acha kaam achy daam
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear bhai hum trading ki term ko asani se dekh sakte hein hume pair ko fallow krna chaiye ye hamre liye sab se acha business hai hume is main menat k sath kam krna chaiye
    • #3 Collapse

      Liquidity ka matlab hay kay market kitni active ha. Market active honay se murad ye ha kay kitnay traders actively trading kar rahay hain aur un ki trading ka volume kitna ha. Liquid market mein aik currency pair ya commodity ya koi bhi trade able cheez apni price mein bohot bari kami ya ziyadti kay baghair buy ya sell ho sakay, dusray lafzon mein liquidity ka matlab demnad aur supply bhi ha. Liquidity aur volaitlity ka bohot gehra taluq ha because koi currency pair mein jitni liquidity hogi, us ki movement utni smooth hogi aur price action ya koi bhi strategy us par effectively apply ho sakay gi.
      • #4 Collapse

        Dear members liquidity ka mtlb hai ky traders ki lots size kitny matket ma bullish ya buyers ky hain aor kitny traders ki lots size sell hain markrt ma jdr liquidity zeyada ho market udr move kr jati hai asal bat volume ki hoti hai demand and supply py currency move krti hai jdr demand zeyada ho markrt udr he move krti hai.
        • #5 Collapse

          Dear members term liquidity ko h7m aisy define kr skty hain ky market ma agr buyers ka volume sellers ky volume sy high ho jay to hum kahen gay ky market ma liquidity bullish ya buy ki hai aor liquidity providers ki ratio shares ki up ho jati hai aisy he agr volume down ho to sellers ki ratio ki waja sy liquidity nechy chali jati hai market ma liquidity bht mayter krti hai liquidity ko is sy acha define nhi kia ja skta i th8nk
          • #6 Collapse

            TRADING MARKET MEIN TERM LIQUIDITY

            Trading market mein term liquidity se murad yeh hota he keh woh asset ya security jo forex market mein trading ke wqt koi trader forex market market mein kse pair ko selling ya buying ke lie security ke toor pr rkhta he aur es security ya asset pr koi asr nhe prta he aur na he es security aur asset ko kse ke qbza mein dia jata he blkeh yeh sirf zamnat ke toor pr trading mein istemal hote he es ko term liquidity kehte hien aur yeh term liquidity big professional traders ke lie hote hein aur hm jaise small level ke traders ke lie nhe hein aur liquidity ke boht sare types hote hien jen mein term liquidity, breaking down liquidity, market liquidity aur accounting liquidity waghare hein aur in sb chezon ko trader ne smjhna hota he aur apne trading mein jo bhe market ke zyada istemal hone wale chezein hein in ko smjh kr apne trading krne hote he phr trader ko trading mein success hote he.
            • #7 Collapse

              trading market main term liquidity bhi boht ahm hai aor is main trader ko apny assets security pay rkhny hoty hin aor in main time frame dia jata hay aor trader term liquidity ko use kr skta hay trader kay pass small amount invested hota hay aor trader forex market main zyda trading lots ka use is waja sy kr skta hay kah is main term liquidity shamil hoti hay aor trader ko chhy kah trading main market ki hr term ko smjha kary aor trader forex market kay right ways ko must follow kray aor trader ko forex market kay asal purpose ko smjhna hay aor trading main aik best trader boht earning karta hay aor trader little amounts kay use say high profitable trading karta hay to yeh forex market main term liquidity ka tarf hay aor term liquidity small amount waly trader aor big account holder sb ko broker provide krta hay aor is ka use trading main important hay aor is kay wajah say trader ko high profitable trading karnay main help milti hai
              • #8 Collapse

                liquidity market supply or demand ko b kehaty hain jis ka matlab ha eurusd me order zada open hain or eurusd ki liwuidity zada ha or nzchf me bohat kam order open hain or is me liquidity sub se kam ha
                ap market me kisi b pair kay vulume ko dekh kar andaza laga sajty hain kay kis pair me kitni zada liquidity ha
                jub market me liquidity hoti ha market uper nichay move karti rehti ha agr luquidity na ho to market stuck ho jati ha
                • #9 Collapse

                  trading karnay k lye ap k pass ak auchy wala basic knowledge hona lazmi ha jitna zayda ap k pass knwoldege hasil karo gay tu ap ka skill level utnaa he zayda increase ho skta hah jyahan say ap ko faida mill sktaa hah yahan say ap koo pata hona chiye
                  • #10 Collapse

                    Ap ko trading krnay k lye yahan pr jitni zayda liquidity ho ap yahan pr itna zayda capital yahan pr invest kr skty han kaam krnay k lye ap k pass suport and resistance level ka hona lazmi ha jis say ap ka capital auchy say manage ho skta ha
                     
                    • #11 Collapse

                      Forex market liquidity move karti hay Liquidity ka matlab (Lachak dar ya Mayya) key hoty hey, market 1 side me kabi move nahi karti kabi up aur kabi down esi waja se market trend ko liquidity kehty hey, market ki esi liquidity condition ko samjny key ley traders plans aur strategies ki zarorat hoti hay, agar market 1 line me move karti to trading me har traders hi profit earn kar sakta magar market swing hoti rehti hay, agar ye kaha jaye key market me traders market key esi liquidity ki waja se trading se earning kar sakty hey to ghalat nahi ho ga.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: khadijaa پيغام ديکھيے
                        TRADING MARKET MEIN TERM LIQUIDITY

                        Trading market mein term liquidity se murad yeh hota he keh woh asset ya security jo forex market mein trading ke wqt koi trader forex market market mein kse pair ko selling ya buying ke lie security ke toor pr rkhta he aur es security ya asset pr koi asr nhe prta he aur na he es security aur asset ko kse ke qbza mein dia jata he blkeh yeh sirf zamnat ke toor pr trading mein istemal hote he es ko term liquidity kehte hien aur yeh term liquidity big professional traders ke lie hote hein aur hm jaise small level ke traders ke lie nhe hein aur liquidity ke boht sare types hote hien jen mein term liquidity, breaking down liquidity, market liquidity aur accounting liquidity waghare hein aur in sb chezon ko trader ne smjhna hota he aur apne trading mein jo bhe market ke zyada istemal hone wale chezein hein in ko smjh kr apne trading krne hote he phr trader ko trading mein success hote he.
                        My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma ager him logo ko market ky 3 no term ky mutabk trading krni Chaya is Sy him log acha profit hasil KR skty ha him logo ko sirf or sirf mhnat krna hoti ha is leya him logo ko zayada sy zayada mhnat krna hoti ha kau ky jtni zayada mhnat itna zayada profit
                        • #13 Collapse

                          Market Main Jeena capital investment hota hai aapki current liquidity kya haal Aati Hai Itna Jyada aapke paas investment Hoga usko sab Ko Sab Ko chahiye kya market me invest kar dena Jyada market Mein ayega capital ayega uski wajah se market Mein uski movement Oru bheegara Speed ke sath Freed up ho jayegi aur kaam karna aur Bhi Jyada Pareshan ho jayega
                           
                          • #14 Collapse

                            market main trade karny say pahly is k baryy main learning karni ho gi aur hamain is k bary main experience hasil kar k hi trade karni ho gi aur hamain makret main is forex k bary main hard work karni ho gi aur short term main bi trade kar sakty hain aur long term main bi trade kar sakty hain aur but hamain trade karny say pahly market main hony wali movement ko dekhna ho ga tab hi hum sucess hon ga aur hamain makret main experience ka hona boht hi zarori hota hai so hamain market main analyse kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain is say kam karny main bi faida ho saky ga aur loss kam ho saky ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ye bi hamain makret k bary main hony wali movement ka hi btaty hain so hamain is k bary main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main is k up aur down ko dekh k hi hum real main acha earn kar sakty hain aur hamain market main is k rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur market main pips move karti hi rhti hai so hamain is k bary main analyse kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k hi hum real main acha perform kar sakty hain aur hamain market main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X