No stragty no indicator just mony managment....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    No stragty no indicator just mony managment....
    Trading k liye bahot se indicators ko use kia jata hai aur bahot si stragties ko test kia jata hai lekin loss phir bhi ho jata hai, uski waja manasib mony managment ka na hona hai, agar ham har cheez ko chor ker mony managment ko important le lete hain to mere khayel men ham kafi had tak kamyab ho sakte hain.....
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Je bhi ap ne bilkul theek kaha main ne bohat se aese trader dakhy hain jin ke paas strategy to bohat normal se hoty hai lekn money managment rules itne tough hoty hain jis ke wajah se wo at the end success hasil karty hain
    • #3 Collapse

      Khair indicators aur analysis to hamari trades open ya close karny kay ly hoty hai lekin money management ye hai kay un trades main lot size kitna hoga aur Take profit aur Stop loss kitna rakhna chahey aap kay account capital ka kitna percent aap risk ly rahy hain es farha ke cheezin money management maa aati hain.
      • #4 Collapse

        Apki bat(no indicator) yahan tk to thek he magr strategy wali bat se thora ikhilaf he, money management bhi bahot compulsery he magr trading k liy strategies bhi to required hoti hen
        • #5 Collapse

          Gee bhai aap ne bahut achi baatain ki hain jo kay bilkul theek hain money management trading mein bahut zaroori hai agar aap kay account mein balance kam ho aur aap trade bari laga detay hain tou aap ka account wash ho sakta hai
          • #6 Collapse

            dear main apki bat sy completely agreed nhi houn jahan tk indicators ki baat hy to un k bagher trading ki ja skti hy lekin agr ham strategy ki baat krein to chahy apki kitni bhi achi money management keun na ho agr apki strategy ghaly hy to apka successful hona bahot mushkil hy
            • #7 Collapse

              My kehta ho k ar ham ya indicater use krnacgor dyty hy to ham kamyab ho jaty sab indicater k pechy bhagna agr chor dyty to sab k sab kamyab hoty kio k pgr sab mhnat jrty our bhot zeada apni lerning hasil krty phr sab thek ho jata sab ki trading thek ho jati phr
              https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
              • #8 Collapse

                Dear ap ny apny hisaab sy thread post kia hy aur mera haw nhi banta k main apko ghalat kahoun lekin main yahan sirf itna kehna chahoun ga k forex mein jo basic requirement hoti hy wo forex k knowledge ki hoti hy aur trading mein successful hony k liey money management k saath best strategy ki bhi zroort hoti hy keun k isky bagher kamyabi mumkin nhi
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  agar hum forex trading main differnt kisam kay indicators ko use karty huway trading karen gay to hum market main bohat achi earning karna seekh sakty hay es business main money management karty huway he kam karna chahiey tab he humari trading achi aur behtreen ho sati hay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X