Robot trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1246 Collapse

    Re: Robot trading

    forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain ap setting say use karty hain to ye useful hai or hum is kay use say bhi earn kar sakty hain.main mostly robot use karta hun or manuallyskty hain laikn mujy robort pe trust nahi ha so me menual trading hi karta hu apny experince se
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1247 Collapse

      I CAN EXPLAIN ROBOT TRADING IN FOREX ROBOT TRADING Robot trading jise Forex trading mein Algorithmic trading ya bhi kaha jata hai, ek aisi technology hai jismein computer programs ya robots currency exchange market Forex par automatically trade karte hain. WORKING Ye robots trading decisions automated algorithms par based hote hain. Ye algorithms predefined rules aur indicators ka istemal karte hain jo trading ke liye set kiye gaye hote hain. BENEFITS Speed Robots bohat tezi se trading decisions lete hain, jo insano se zyada tez ho sakti hai.Emotion-Free Robots mein koi jazbaat nahi hote, is liye trading decisions neutral aur consistent hoti hain.Trading Ye robots aapki trading account ko 24 ghante, 5 dinon tak trade kar sakte hain. Algorithms ko historical data par test karke unki performance ko improve kiya ja sakta hai. CHALLENGES Technical Knowledge Robot trading ke liye technical knowledge zaroori hai.Risk Management Agar algorithms theek tarah se set nahi kiye gaye to nuksan ho sakta hai. Market mein tabdeeliyon ke samay robots ki performance par asar ho sakta hai. CONCLUSION Robot trading Forex trading mein aik powerful tool ho sakti hai, lekin iske istemal se pehle aapko achi tarah se tayyar ho kar iska istemal karna chahiye. Ye ek taqatwar aur tez tareen tareeqa ho sakta hai trading karne ka, agar sahi tarah se istemal kiya jaye.Technical Knowledge Robot trading ke liye technical knowledge zaroori hai.Risk Management Agar algorithms theek tarah se set nahi kiye gaye to nuksan ho sakta hai. Market mein tabdeeliyon ke samay robots ki performance par asar ho sakta hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #1248 Collapse

        ROBOT TRADING Dear Freinds, Aaj hum Robot trading k baray mi discus krygy. Agar aap siraf robot ko setup kar k rehnay daity hain to woh apny hisaab sy trade ko open or close karta rwhtaa hain. ess tarh na tu amount ya risk management baki rehti hai or na he teek tarha sy account ko manage kia ja sakta hai. Moreover, Manual trading main jis qadar ap ka trade open karny ka procedure or management best hogi us kadar woh ap ka experience or profit both expend kar sakty hain jo k hmary liay faida mand hoga. [/COLOR] ROBOT OR MANUAL TRADING? I think k humko manaul trading karni cahaiye aur robot trading nahi karni cahaiye q k manual trading karny se profit ho ga aur wo ye k agar hum khud trading karain gay tu hum forex trading business main learning knowledge experience gain kar saktay han js sye humforex trading business mein profit kamaa saktay han aur agr robot se trading karain gay tu hum learning knowledge tajruba gain nhi kar saktay or kbhi b market mi ik acha tradet sabit nahi kar paaty DIFFERENCE BETWEEN ROBOT AND MANUAL TRADING Freinds, jo main difference robot trading and manaual trading main hain o ye k robot trading main trading ko aasani sy profit kamaa sakty hai jab k manual trading main trader ko khod kafi mehnat sy kaam krna hota ha market ko analysis krna hai and market ko well judge krygy tab jaa k trader ko profit earn hota hain robot mery khial mi best hai is sa profit earn kia jayy q k s mi ziada risk nahi hota.

        اب آن لائن

        Working...
        X