Robot trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    dear robort mai programing hoti hai ais se ap ko khud kaam ni karna parta ap kay account mai auto pe trading hoti rehti hai aor ap bas dekhty hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      robot trading baz dafa achi bi hoti hai aur baz dafa khatarnak hoti hia so mein to robot ki trading buht sensible rehti hai
      • #63 Collapse

        forex main robot trading woh hoti hey jo hum automatically trade kartey hain aur robot ko on karne ke bad apko khud se trade nahin lagani parti hey balkeh robot khud trading karta hey aur is main apko loss bhi ho sakta hey aur profit bhi.
           
        • #64 Collapse

          listen dear according to my knowledge forex trading manual perfect hoti he traders ke lye, because robot trading me zeyda tar traders ka loss he hota he, men robot trading me believe nhi karta men just manually trading karta hon jo ke safe he mere lye and meri investment ke lye bhi...
          • #65 Collapse

            mai reboot trading ko bilkul like nahe karta q k ais sy muj ko profit to malay ga magar muj ko trading ky baray mai knowledge nahe malay ga ais leay hum ko khod trading karney chaye
            • #66 Collapse

              ye ap per hi depand karta he agaar ap forex trading ko manually karna chahte hen to isko manually karen and agar ap robot trading karna chahte hen to robot se hi trading karen but robot trading se trader ko loss hi hota he kabhi profit nahi howa he so ap robot ko demo per use kar sakte hen agar apko suit kare to ap real pe use karen otherwise ap manually trade karen
               
              • #67 Collapse

                Well agar robot apne khud se banaya hai to ap use multiple times test kren usse or agar kisi ka banaya hoa robot use krrahe hai to bhi back testing zarori hai. Lekin tamam batoon k bawajood main yahi kahonga k ap trading khud se kren to behtr hai robot kabil e bharosa nahi hote.
                • #68 Collapse

                  Bottom upon me pesonally i'll state which anyone that's utilizing automtaic robot in order to induatrt tat's continues to be mistake to do which which means you should be careful therefore lath you'll usually help to make great improvement all the time.
                  • #69 Collapse

                    bhai rebot trading thek ni hoti ha agar ap na rebot trading karni hai to koi acha sa rebot lo jo fundamental k time bhi sahi kam karey aur apko ak acha profit dy.kuch rebot fundamental k tyme kam ni kartey....
                     
                    • #70 Collapse

                      Robot trading aik asa metho hai jis se na hi new trader ko faida hota hai aur na hi old traders ko yeh aik bohut hai bekaar se method hai is mein na hi appkey skills improve hotey hain aur na hi appko koi real account ka experience meltha hai aur is mein loss b hundred precent hota agar aik do bar profit ho b gayee tab b app ko loss hoga hi hoga...
                      • #71 Collapse

                        bhai jan in robots ki trading me bohat nuqsan hai or ye aap ko kabhi bhi market ki direction nahi bataen gay. Robots automated trading softwares hain jo kay appko sirf nuqsan hi de sakty haen ye profit bhi dety hain magar buhat kam. In robots/Expert Advisors se behtar hai kay aap khud trading kar lain or in se ziada profit gain kar sakaty hain.
                        • #72 Collapse

                          mujhe robot trading dekhny me bohat interesting lagti hai or me robot trading ki madad se achi tarha se trading kar ke kama sakta hun lekin mujhko khud forex me naam kamana hai isi lye me learn kar ke manually trading karna chahta hun .
                          • #73 Collapse

                            Not at any value, if I doing so, I would be making a mistake. Robot trading is an old concept, you should try believe in your own trading, in your own trading skills not on any Robotic Trading.
                            • #74 Collapse

                              bohat se trader robot ko use kerte hain or achi earning bi hasil ker lete hain magar agar ap iss ko use kerna chete hain to ap ko achi learning ki zaroort hi then hi ap iss main kamyab ho sakoo gye iss main bohat ahteat ki zaroort hoti hi then hi ap iss main kamyab hote hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                i think dear ke nai mein yahe samjta hon ke forex mein robot profitable software ha q ke ya aik automatic software ha r is mein ap ko borasa nai karna chaye is se beter ha ha ap manual trading ha jis mein ap apni strategy be use kar sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X