Trailing stop kiya ha aur is ko kesay use karain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trailing stop kiya ha aur is ko kesay use karain?
    Forex trading mein aik to usual stop loss ha, jis ko place karnay kay baad jab price stop loss tak aa jati ha to trade close ho jati ha LEKIN ye trailing stop kiya ha, ye aam stop loss se different ha ya nahi? aur is ko kesay use kartay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
    Forex trading mein aik to usual stop loss ha, jis ko place karnay kay baad jab price stop loss tak aa jati ha to trade close ho jati ha LEKIN ye trailing stop kiya ha, ye aam stop loss se different ha ya nahi? aur is ko kesay use kartay hain?
    Trailing stop market major traders trade kar rahe hote hain Unki 1 strategy Hoti Hai trailing stop Lagane se traders ki trade loss Mein Nahi Jati trailing stop PC repair laptop pe use or sakta hai trailing stop, mobile pe use nahi kar sakte trailing stop traders ki ek bahut acchi strategy hai
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      dear triling stop ek bobhat he acha tools ha is sy bohat he acha faida pohanchta ha q k agar hum manualy trad ko close kreen to market ki movement py loss e khaty hein lekin tralling stop ki wja sy market ki movement fast bhe ho to trad apny lagaye howy pips py auto cclose hoti ha or zayda sy zyada profit dy kr jati ha
      • #4 Collapse

        Trailing stop forex trading main aik aesa option hain ky isky liay apko tp select kerny ki zarurat nehi perti jab aik dafa apki open trade profit main chali jati hai tou ap apni marzi sy kuch pips ka trailing stop laga dety hain jesy agar apki open trade main apko fifty pips ka profit hasil ho gia hai aur ap sochty hain ky market same direction main bahot zyada movement ker sakti hai tou ap 10 pips ka trailing stop laga dety hain so jab tak market same direction main move kerti rehti hai tou apka same open trade main profit add hota rehta hai aur jab bhi kisi point sy market 10 pips reverse order main movement kerti hai tou apki trade profit main hi close ho jati hai yeah option bahot profitable hai agar market continue apki favour main move ker rehi hai tou kafi profit hasil ho sakta hai aur hasil shuda profit per loss ka koi risk bhi nehi rehta
        • #5 Collapse

          G trailing stop mean ap ka trade profit mn ja rha ho n ap ny trailing stop lgaya huwa hey tou ye take profit ke tarah he kam krta h mgr market move krty jaye t ap ka trailing stop b sath extend hota jata hey jb market reverse honey lagay gi ye phir order close ho jaye ga
          • #6 Collapse

            Trailing stop ak bot ascha option hai as ko use ka kar ka hum apni trade ko profit main close kar sakty hai trailing stop ko set karty wqt hum point seclect karty hai ka humri trade katni point pay close hao jani chayay agher hum nay jag say hum nay traliling laga hai agher market humry fever main jati hai to humy zyda profit hota jay ga trailing stop ka option mt4 main hota aur agher ap S/L pay right click karty hai wo wah pay trailing stop ka option ata hai wah pay hum apa point set kar ka trailing stop laga sakty hai Click image for larger version

Name:	Screenshot_8.png
Views:	1
Size:	39.9 کلوبائٹ
ID:	12318354
            • #7 Collapse

              Dear
              trailng stop yeh hota hai ky ap aik trade lgaty ho jub wo profit ma ajati hai to ap apna stop loss chang kr ky trade ky start py ly aty ho aisy he jesy jesy apki trade more profit ma jati jati hai ap apna stop loss bhi profit ki taruf krty jaty ho
              E.g. agr apki trade 50$ profit ma chl rahi hai to ap apna trailing stop 35$ py ly ain gay aor jub apki trade 100$ profit ma chli jay to ap apna stop 80 dolloer py ly ain gay aor jub apki trade 150 doller profit ma chli jay to ap apna stop 140 py ly ja8n gay ky agr market reverse ho bhi to itny profit ma trade close ho jay
              • #8 Collapse

                Forex trading m trailing stop b hoti hy? Yeh ap logon ky comments dekh k andaza lagaya ja skta hy ager apki post 50$ trade tak hy jo ap posts karty hn un ka profit level 50$ tak hy to ap apna trailing stop 35$ tak ly ayn yeh sub market k levels up down py depend karta hy or hamary legals py b ku ky ager market hamary favour m hogi to hamyn hi sub sy ziyada faida hoga
                • #9 Collapse

                  TRAILING STOP :
                  forex trading mein trailing stop aik bhtreen stop he jo hm apne trade mein manage kr ke apne order ko profit mein rkh skte hien aur trailing stop ko sahih points pr manage krna hmein lazme hota he aur trailing stop, stop loss ke trah nhe he blkeh yeh stop loss se different he aur es ko use krna boht asan he jb hm order laga lete hien to us order pr right click krein ge to hmare samne trailing stop ka option menu mein nzr a rha hota he aur jb hm us pr jaein ge to boht se points likhe howe hote hien un mein se kse bhe point ko set kr ke hm apna trailing stop laga skte hien aur agr hm apne mrze ke points ka trailing stop lagana chahte hein to hm trailing stop mein custom pr jaein ge aur wahan se apne mrze ke points ka trailing stop laga kr apne trades ko profitable bna skte hien.
                  • #10 Collapse

                    Forex business me esy orders jes me hamy profit ho jata hay es ki protraction bahot zarori hoti hay MT 4 me ye tools profit ko protract karta hay aur profit waly orders me zeyda loss nahi hony deta, agar ham apni traidng me take profit aur stop loss ko use kar sakty hey to profit ko be loss hony se bachany key ley trailing stop ko use karna chaye, market condition ka koch be pata nahi hota kesi be time hamary profit waly orders ko loss me change kar sakti hay es waja se terminal key es tools ko use karna bahot faida de sakta hay.
                    • #11 Collapse

                      ap yayhn sya kafi aucy kuch samjh kar skty han jjis say sab ko ap ki support k mutabik kaam karna par skt aha jis say hamari kaam ko kafi asaani k sath hamm kar skty han jis ki waja say hamry trend level ko find out kiya jaa skta ha jis sya hamari mangement kafi auchy sya ho skti ha yahan say
                       
                      • #12 Collapse

                        Forex market main trailing stop ka ek boht hi zabardast option hay is main ye option us time use kia jata hay jab koi opened order profit main ho aur pata ho kay us per ki maximum move kis point tak ho gi aur kitna profit expect hay training stop ka sab say bara benefit te hay hay training stop order ko loss main nai janay day ga jis point pe ham ne training stop set kia how hay wo us point pe close ho jaye ga ye feature bary traders use karte hain ji ko idea hota hat kay is point tak market confirm jaye gi ham ye keh sakty hien kay profit kay baad mazeed bonus hasil karnay kay liye trailing stop use kia jata hay kay lag gaya to theek warna koi masla nai ye boht hi zabardast option hone kay bawajood mobile metatrader main mojood nai hay ye sirf PC waly metatrader main available hay
                        THKS
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
                          Forex trading mein aik to usual stop loss ha, jis ko place karnay kay baad jab price stop loss tak aa jati ha to trade close ho jati ha LEKIN ye trailing stop kiya ha, ye aam stop loss se different ha ya nahi? aur is ko kesay use kartay hain?

                          Bhai AP ny bhot hi acha question poucha ha ha Mary khayal ma forex trading mein trailing stop aik bhtreen stop he jo hm apne trade mein manage kr ke apne order ko profit mein rkh skte hien aur trailing stop ko sahih points pr manage krna hmein lazme hota he aur trailing stop, stop loss ke trah nhe he blkeh yeh stop loss se different he aur es ko use krna boht asan he jb hm order laga lete hien to us order pr right click krein ge to hmare samne trailing stop ka option menu mein nzr a rha hota he aur jb hm us pr jaein ge to boht se points likhe howe hote hien un mein se kse bhe point ko set kr ke hm apna trailing stop laga skte hien aur agr hm apne mrze ke points ka trailing stop lagana chahte hein to hm trailing stop mein custom pr jaein ge aur wahan se apne mrze ke points ka trailing stop laga kr apne trades ko profitable bna skte hien.
                          • #14 Collapse

                            jitna yaahn par ap kaam karty han is k againsst ap ko yahan sya ak auuchy walay bonus diya jaa skta ha jis ki waja say ap ka kaam karna or b yaahn pr asaan ho jata ha jis say ap ko apnay kaam ka kafi faida mill skta ha or adventage b nazar aa skta ha yaahn say
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              is main hum apni trade ko stop loss laga k loss say bachh sakty hain aur market main trade karny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main is k up auur down ko dekh k hi hum real main trade kar sakty hain aur market main is k bary main greed ko avoid kar k hi hum kamyabb ho sakty hain aur market main stop loss lga k hi hum is forex main achi trade karny k kabil hho sakty hain aur is say fiada ho saky ga aur market main is k bary main emotion ko kaboo main rakh k hihum real main achi trade lga sakty hain aur is say faida ho saky ga ta k achi earning karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur profit hasil karein gayy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X