Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?
    Hedging ka lafz forex market mein bohot suna jata ha, ye kiya ha aur is kay faiday aur nuqsan kiya hain? Hedging aur Scalping kiya aik hi cheez hain ya different hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
    Hedging ka lafz forex market mein bohot suna jata ha, ye kiya ha aur is kay faiday aur nuqsan kiya hain? Hedging aur Scalping kiya aik hi cheez hain ya different hain?
    Hedging traders market ka Trend dekhne ke liye istemal Karte Hain hedging 1 strategy Hoti Hai jis mein traders ek hi currency pair Ja commodity may buy or sell pe equity trade Lagate Hain Aur phir market ke trend ko pehchante Hain Ki market up Jayegi ya down hedging karne ka Bada benefit Yeh Hai Ke Kisse se traders coin market Gaye trend Ka Pata Chal jata hai
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Hedging yeah hoti hai ky ap kisi bhi pair main kisi bhi point per both sell aur buy ki trades open ker lety hain tou market kisi bhi direction main move kerti rehy aik open trade main profit hasil hota rehta hai aur aik main loss tou ap kisi bhi waqat profit wali trade ko close ker ky loss wali ko profit main aany tak continue rakhty hain so hedging ky faidy bhi hain aur nuqsan bhi jesy agar market continue one direction main move kerti hain tou hedging sy bahot bary loss sy bacha ja sakta hai but iska nuqsan yeah hai ky jab tak hedging continue rehti hai tou spread wala loss bhi pura nehi ho sakta aur jab ham profit wali ko kisi point per close ker dety hain tou yeah pata nehi hota ky market kitni aur movement kery gi same direction main so jab tak market reverse move nehi kerti tou loss ka darr hi laga rehta hai
      • #4 Collapse

        Agher hum koi trade open karty hai aur us pay boht zyda loss ho jata hai to pher hum apnay account ko hedge karty hai ta kay humra account aur loss say bach saky aur hum apna account recover kar saky lakn apnay account ko hedge karny ka bi ap tarka hai kuch log ya sajty hai ka hum nay hedge laga dya hai aur pher jo humri trade profit main hai us ko close kar ka pher humri trade ko loss main hai us ko jab profit main aa gi close kar dia gay lakn ya galt hai agher hum as trah karty hai ka profit wail trade close karny ka bad market humri favour main jati hai ka nai ya galta hai agher hum jah say hedge lagta hai aur wait karty hai ka market humri hedge potion pay aa to humra hedge close ho to us say humy fyda ho ga humy hedge wali trade profit main close nai karni chahaya baly waite karna chahayaur thek potion ka intzar kar ka apny account ko reciver karna chahay
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: IFX786 پيغام ديکھيے
          Agher hum koi trade open karty hai aur us pay boht zyda loss ho jata hai to pher hum apnay account ko hedge karty hai ta kay humra account aur loss say bach saky aur hum apna account recover kar saky lakn apnay account ko hedge karny ka bi ap tarka hai kuch log ya sajty hai ka hum nay hedge laga dya hai aur pher jo humri trade profit main hai us ko close kar ka pher humri trade ko loss main hai us ko jab profit main aa gi close kar dia gay lakn ya galt hai agher hum as trah karty hai ka profit wail trade close karny ka bad market humri favour main jati hai ka nai ya galta hai agher hum jah say hedge lagta hai aur wait karty hai ka market humri hedge potion pay aa to humra hedge close ho to us say humy fyda ho ga humy hedge wali trade profit main close nai karni chahaya baly waite karna chahayaur thek potion ka intzar kar ka apny account ko reciver karna chahay
          yes my dear sir apne bilkul theek kaha ha me apki baat pe agree krta hon k forex trading ap hedging na krain to acha kiuy k apko us se loss ho sakta ha wo ie liye ye km sienior trader ke new treder ko loss ho sakta ha
          ALWAYS BE HAPPY
          • #6 Collapse

            HEDGING
            Hedging aik trading
            strategy hai jis ma hum same pair ya instrument py same lot ki 2 trades lgaty hain jo aps ma opposite hoti hain mean buy aor sell ki trade lga dety hain pehly trade jub profit ma ati hai wo close kr den phr dosri trade ko reverse ma profit ma aty he close kr den lkn yeh strategy har waqat kamyab nhi hai jub market range ky andr phansi hui ho tb yeh strategy kamyab rehti hai wrna trend ma market py yeh strategy nhi use krni chye
             
            • #7 Collapse

              HEDGING SYSTEM :
              hedging trading mein aik tareeqa hota he jo keh trader istemal kr ke trading mein losses ko control krne ke koshish krta he hedging is ko kehte hien agr hm ne eurusd ko buy kia aur kuch dair bad dekha to buy order boht zyada loss mein ja rha he aur hmein smjh nhe a rhe market ke sahih trend ke to hm eurusd ko same use lot size ka sell order laga dete hein to es trah se hm loss ko control krte hien aur jb sell wala order boht zyada profit mein a jata he to phr sell ko phle close kr dete hien aur phr market ke trend ka wait krte hein aur jb hmara order buy wala profit mein a jata he ya overall hmein kuch profit ho rha hota he to hm buy ka order bhe close kr dete hein aur dosre bat jo scalping method he us mein zyada risk hota he aur scalping aur hedging donon alg alg method hien aur scalping krna hr trader ke bs ke bat na he es lie scalping ka tareeqa zyada istemal mien nhe lana chahe kion keh scalping method mein short time mein zyada risky lots laga kr trader profit earn kr leta he ya phr trader ko boht zyada loss ka samna krna pr jata he.
              • #8 Collapse

                Hedging forex market m trades market ka trade dykhny ky liye use hota hy trading k doran forex trade hedging k zariye yeh patta laga sakta hy k market ka buy sell level kiya hy market ka rate up hoga ya down new trade ko Senior members ki tarah is m b loss ho sakta hy is liye is ky bary m janna or experience rakhna buhut zarrori hy hedging ko use karna market k bary m janna or phir mazeed phir is py work start karna chahiye ..
                • #9 Collapse

                  Hedge trading strategy ko loss ko recover karny aur mazeed loss se bachny key ley use kia jata hay, same pair me buy aur sell order ko hedge trading strategy kehty hey hedge trading strategy ko agar right time me use na kia jaye to es ka nuksan ye hay key jo trade profit me ho wo be loss me ja sakta hay, agar planing key sath hedge trading strategy ko use kia jaye aur support and resistance level se buy aur sell orders place kar dey jaye to loss ki recovery asani se ho sakti hay aur hamy dono orders me profit ho sakta hay magar 1 order ko right time me close karna bahot hi zarori hay.
                  • #10 Collapse

                    yahan say haam loog apanaay account ko auchy say manage kar skty hhan jis ki wja say hamary account ko kafi support b mill skti ha or hamary account ki wqusity b daily base par increase ho skti ha oar ahamary account say managment b auchy say ho skti ha yahan sya
                    • #11 Collapse

                      Forex market mian hedging ka matlab hay kay jab kisi bhi pairs main trade open karin to ya bye hoti hay ya sell to hedging mian ek hi pair mian dodno sides pe trade open kar di jati hay is se na nuqsaan hota hay aur na hi profit kiusn kay jitna profit ek side waly order say ho raha hota hay us jitna second side waly order pe nuqsaan ho raha hota hay hedging ka nuqsaan koi nai hay bus ye time consuming activity hay jab kay faida ye hay kay aksar auqaat market ki movement direction ka pata nai chalta jo kuch dair main jab clear ho jata hay kay kay market kis side pe move kary gi to second sode wala order loss main close kar kay open order say loss recover kia ja sakta hay
                      THKS
                      • #12 Collapse

                        bhai forex trading main jo hadging or scalping hai yah do alag lag tecniquse hain about trading ki tu es main ham differnt way main trading karty hain es liye hum pahly scalpning ki bat karty hain yah wo method hai trading ka jis main hum time farme ko sshort set arty howe trading karty hain es main apni trade ya tu kuj min k liye lgai jati hai ya aik do gnty k liye lagi jati hai jub k hadging main jub hum trading karty hain tu es main hum time frame ko long set main set karty hain es se yah hota hai k hum apni trading ko lambhi time k liye lga dety hain jis k bad hmain trading ka status milta hai or yah hum par depend hotahai k hum kis techniques main trading karna pasnad karty hain
                         
                        • #13 Collapse

                          jahan tak mera khayal hai main ye samjhta hon k forex main hedging ye hote hai k apne ek account pai ek buy ki trade lagaye market k trend ko dkhte howe aur phr ap ko lagne laga k k market ka trend apki trade aganst ban raha hai to apne ek sell ki bhe trade laga dai buy bhe chate rehne di aur apka net profit zero hojaye trade ap k risk ko kam karte hain aur aise trade se profit zaia hota hai is khte hain hedging k ek trade up and ek trade ek he time main buy pai laga dana jab k bonus account pai jahan tak mera khayal hai hedging allow ni hote hai apka accout block ho skata hai q k ak forum k bonsu program k rules main saf likha hai k agar ap ek tarde open karain to us k 5 min tak apkao next trade open karan allow ni hai so is lie ye nuqsan dai sabit ho skate hai ap k lie
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
                            Hedging ka lafz forex market mein bohot suna jata ha, ye kiya ha aur is kay faiday aur nuqsan kiya hain? Hedging aur Scalping kiya aik hi cheez hain ya different hain?
                            Salam Bhai Mary khayal ma AP ny bhot hi bath ki ha or bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma hedging trading mein aik tareeqa hota he jo keh trader istemal kr ke trading mein losses ko control krne ke koshish krta he hedging is ko kehte hien agr hm ne eurusd ko buy kia aur kuch dair bad dekha to buy order boht zyada loss mein ja rha he aur hmein smjh nhe a rhe market ke sahih trend ke to hm eurusd ko same use lot size ka sell order laga dete hein to es trah se hm loss ko control krte hien aur jb sell wala order boht zyada profit mein a jata he to phr sell ko phle close kr dete hien aur phr market ke trend ka wait krte hein aur jb hmara order buy wala profit mein a jata yaha treka ha profit hasil krna ka
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              hedging ak technique hai is main plane kar k hi hum achi trade kar sakty hain auur market main haar jeet tou hoti hi rahti hai so hamain is k bary main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur is forex main planing kar k hi hum achi trade lga sakty hain aur market main is k bary main knowldge hasil kar k hi hum real main acha perform kar sakty hain aur market main is k bary main experience ho ga tab hi hum achi trade karein gay aur us say avoid karna ho ga jis say hamain loss kam aur learn kar k enter hona ho ga tab hi hum achi trade lga sakty hain auur market main trend ko use kar k hi hum real main profit hasil kar skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X