Konse currency pairs trading ke liye behtareen hai? major pairs ya cross pairs?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Konse currency pairs trading ke liye behtareen hai? major pairs ya cross pairs?
    Dear members main thora app k sath knowledge share kerna chahoun ga forex main main humery pass 3 tarha k currency pairs hain jin main normal toor py traders do pairs main trading ko like kerty hain aik major our dosarey cross pairshain to app kin pairs ko trade kerna pasand kerty hain main to normally dono ko trade kerta hoon like slow move k leay eurusd nzdusd usdcad and cross pairs main gbpnzd gbpjpy meray favourite hain app ka kiakgena hy apna jawab dain meray pass us k our bhe achy answer hain but phelay app logoun ka maloom kerna chahoun ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahut he useful information share ki ha dear ap nay. Well me to simple trading krta hun kyun k mujhay abi ziyada experience nai hua. Me ziyda tar USDJPY EURUSD and gold pay he trading krta hun. Me 2 pair pay trading ko like krta hun kyun k wo simple bhi ha aue easy bhi
    • #3 Collapse

      Dear forex mein behtr trading k liey major currency pairs hi sahi rehty hain keun k in pairs mein trading ziada hoti hy cross pairs ki nisbat isky elawa major currency pairs ka spread bhi kam hota hy cross pairs ki nisbat lekin agr ap cross pairs mein trading krty hain to koi baat nhi is sy apka experience barhta hy
      • #4 Collapse

        Mery bhae humersay pass kafi currency pairs hain jin k oper hum trade ker sagty hain but jo major USD waly pairs hain un ki movement kum hoti hy but jo k cross pairshain un ki move ache mil jate hy news na bhe ho to wo kafi pips humean day jaty hain to currency koi bhe pair hai wo trading k leay safe hy as per commidities ya cfds to us say hum safe earning ker sagty hain
        • #5 Collapse

          Dear mane abi kuch he arsy se trading suru kee hay aur abi tak jo main pair pasanf karta hun wo sab se pehly GBPUSD us kay baad USDCHF hain ye dono majors hain aur en par trading main prefer karta hun. Aap apna pasandeeda pair zaroor btaaye ga.
          • #6 Collapse

            Hi bro! Baat 2 ya 3 pairs ki nahi hai balkeh asal baat skills aur funds ki hai. Bahut sare pairs main fluctuation bahut ziada hoti hai aur jis tarha profit tezi se hota hai loss bi osi tarha se hota hai aur sometime aap ka trading account ka balance zero ho jata hai. Lakin mere favorite pairs main GBP JPY , USD JPY aur CAD JPY hain. Baqi ye zaroori nahi ke sab Inverstors ki yahi choice ho sab ki apni apni choice hoti hai.
            • #7 Collapse

              Bhai jan mjhy lgta hay GBP k jitnay v pairs hain wo bht ziada quick move krty hn baqi app agar major pairs ko dkhtay hain to wo bhi bht ziada jaldi moves dety hain mere khyal mn yeh chand pairs aisay hain jo bht achi moves dety hain GBPJPY GBPUSD USDJPY EURUSD GBPCHF EURGBP USDCHF XAUUSD aur bhi kch pairs hain jo ice trah k move dety hain jece yeh pairs dety hn
              • #8 Collapse

                jo major pairs hain unhi kay hisab se croos pairs move kartay hain agr ap new trader hain to ap major pairs me trading karay
                majors pairs ki movement bay tarteed nehi hoti ha ap kay sl hit honay kay chance b kam hoty hain
                jis pair me sub se zada order lagay gay wohi pair theek andaaz me move karay ga smoothly
                major pairs ko ap asani se technical analysis kar sakty hain nisbat cross over pairs kay
                cross pairs kuch bohat high movement b kar jaty hain jis ki waja se ap kay account wash honay ka b dar rehta ha
                croos pair me gap b baaz okaat bohat zada ajata hain jo kay mostly high losses ki waja banta ha
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Konse currency pairs trading ke liye behtareen hai? major pairs ya cross pairs?

                  ap ager trading mai new hai tu ap ko mai bata do ap major pairs pay trading karian khas kar bilkul new hai tu EURUSD pay trade karian. es pair ka faida yeh hai kay ap apni trade mai sahi tarha se analysis ko karna seekh jain gy ap kay pair ki movement jo hogi ap us ko seekh sakty hain or ap ko idea ho jaye ga kay es ki range kitni rahy gi or us kay duran ap apna acha profit earn kar sakty hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X