requotes hamesha market ki favour makeun hota hai???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    requotes hamesha market ki favour makeun hota hai???
    dear members jub hum order place krny lgty hain to market humen re-quote ka option deti hai khas kr news time to bht gap ma requotes aa rahy hoty hain isi trah jub order cl0ose krny lgo tb bhirequote ka option aor hamesha humen loss aormarket ki favour ma he requote keun ata hai kya yeh fruad ya cheating nhi hai customers ky sath???
    Acha kaam achy daam
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Requote ka samna har trader ko kabhi na kabhi karna parta ha, ye itna common nahi ha lekin requote hotay hain. Requote ka simple matlab ye ha kay jis broker kay sath ap trading kar rahay hain, woh ap ko current price par market mein enter nahi honay day raha ha, ye tab hota ha jab market mein bohot tezi hoti ha.
    Aik trader jab kisi specific currency ya commodity ko buy/sell ka order karta ha, jab tak ye order broker tak ata ha market bohot agy ja chuki hoti ha. Tab broker ki taraf se aik option ata hay requote ka kay market ye current price ye hay LEKIN kiya ap pichli price par trade open karna chahain gy? Zahir hay ye trade open kartay hi trader ko loss hoga, ye koi fraud nahi ha because broker current price kay sath trader se confirm karta ha kay wo trade open karay ga ya nahi?
    • #3 Collapse

      requote option while executing trade
      Bhai reQuote aik aisa option hota hai ky jub market fast ho hamara net slow ho to market h7men click aor order place ky time ma jo net connecr hota hai to us waqat market ka price chang ho chuki hoti hai is leay market humen requote ka option deti hai jo ky market ki favour ma software manufacturer ny set kia hota hai apko kabi bhi aoki favour ma requote aor order close time nhi price di jati is sy bachny ky leay apko insta forex ka trading software jo ky mobile app ki surat ma bhi ha8 usko use krna chyr tb ap ko close time py bhi aor order place time oy bhi proce chang ka option nhi mily ga
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: hassanraja پيغام ديکھيے
        dear members jub hum order place krny lgty hain to market humen re-quote ka option deti hai khas kr news time to bht gap ma requotes aa rahy hoty hain isi trah jub order cl0ose krny lgo tb bhirequote ka option aor hamesha humen loss aormarket ki favour ma he requote keun ata hai kya yeh fruad ya cheating nhi hai customers ky sath???
        Bhai Jab Bhi Hum market Mein Koi thread Lagate Hain To wo Hamesha Hamari full to side se start hoti hai ya nahi Agar Hum Apne trade by Se Le Jayenge toh Woh selke price se start Hogi aur selfie Le Jayenge toh wo trade Bai ki price se start Hogi
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          RE QUOTES


          Dear aise bat nhe hote he keh requotes hmare favour mien nhe hote hein blkeh hmare favour mein hote hein aur requotes us wqt ata he jb hmare pass internet ka problem hota he ya hamara order market mein instant nhe lg pta he aur es ke waja yeh hote he keh ya to market mein boht teze ae howe hote he ya phr requotes us wqt hmein ata he jb hmara system slow hota he ya jb hmara internet speed slow hote he to market mein requotes se bachne ke lie trader ko chahe keh woh phle se apne order pending mein place kr dia kre ya phr apne system ka setup acha kre takeh trader ko requotes ka option na ae aur trader requotes ke waja se loss mein nhe jata he aur in requotes ke waja se trader ko boht acha profit ho jata he jb market trader ke favor mein chl rhe hote he to hmein requotes ke tension nhe hone chahe aur hmein apne business pr dihan dena chahe aur phle se acha setup bna kr apne trading krein ge to hmein es qsm ke pershani ka samna nhe krna prta he aur requotes ka mqasd koi cheating ya fraud nhe hota he.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: hassanraja پيغام ديکھيے
            dear members jub hum order place krny lgty hain to market humen re-quote ka option deti hai khas kr news time to bht gap ma requotes aa rahy hoty hain isi trah jub order cl0ose krny lgo tb bhirequote ka option aor hamesha humen loss aormarket ki favour ma he requote keun ata hai kya yeh fruad ya cheating nhi hai customers ky sath???
            dear hamn jab bhi koi trade start krty hain to wo hamaray against he lgti hai yani jab ham buy pai trade lgaty hain to wo sell sy count hpoti hai or jab ham sell pai trade lgaty hai to wo buy sy start hota hai market hmary againt he jati hai hamaisha
            • #7 Collapse

              Re quote error any ki waja ye hoti hay key market bahot fast movement me hoti hay agar ham 1 price par order place karny lagty hey to hamary click karny se pehly hi market price change ho jati hay agar market price me changing na aye to re quote nahi aye ga, magar 1 sec key time se be kam time me market price ka change hony se hamary orders place nahi hoty, esi tarha jab ham order close karny lagty hey to re quote any ki waja yahi hoti hay key jes price par ham apna order close karna chahty hey to wo price teeze se change ho jati hay aur ham order close nahi kar paty hey.
              • #8 Collapse

                bhai ayse bat nahi hai jub hmain requots ka optin ata hai tu es main hmain market ki price show ho rahi hoti hai or ayh hmari apni guide line main hoti hai q k es ka yh matlab hota hai k hum apni trading main jo requots set kar rahy hain kiya wo hmary capital k hisab se sai hai k nahi hain or ses e hmari lot ak bhi aik boht bra hath hota hai q k yah hmain offer main msg karty hain k hmain new lot ko lgana hai k nahi es liye hmain es bat ko yah tu reject karna hota hai yah k accpet or yah bat hmari apni marzi par depend hoti hain
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: hassanraja پيغام ديکھيے
                  dear members jub hum order place krny lgty hain to market humen re-quote ka option deti hai khas kr news time to bht gap ma requotes aa rahy hoty hain isi trah jub order cl0ose krny lgo tb bhirequote ka option aor hamesha humen loss aormarket ki favour ma he requote keun ata hai kya yeh fruad ya cheating nhi hai customers ky sath???
                  Bhai AP ki bath sy bilkol agree krta ho or Mary khayal ma AP NY bilkol thek bath ki ha Aik trader jab kisi specific currency ya commodity ko buy/sell ka order karta ha, jab tak ye order broker tak ata ha market bohot agy ja chuki hoti ha. Tab broker ki taraf se aik option ata hay requote ka kay market ye current price ye hay LEKIN kiya ap pichli price par trade open karna chahain gy? Zahir hay ye trade open kartay hi trader ko loss hoga, ye koi fraud nahi ha because broker current price kay sath trader se confirm karta ha kay wo trade open karay ga ya nahi?
                  • #10 Collapse

                    slaam to all forum members...requote mean app ka order place nahi hota kisi waja sa app ko wo order dobra place krna parta ha direct app broker ko is ka ilzan nahi da skta is ka laia ur bhe awmil shmil hota hain jin main iyk to news ka time isa mamala aksr pesh ata ha jis ke waja ya ha ur waqt movement boht tezi sa ho rahi hoti ha app ka oder us point pr place nahi ho pta ur 2nd bari waja jo samna ati ha wo app ka internet connection bhe hota ha baz dafa koi dis connectivity a jye ya slow internet connection ho tab bhe app ka order requote ho jata ha baz dafa bika zyida dfa yahi dekhna main ayia ha ka app ka requote kyia howa order app he ka favor main jata ha is lyia app is sa preshan mat hon apni normal trading jari rkyia app ko nuksan nahi ho ga requote sa....
                    • #11 Collapse

                      Records Hamesha market ki favourite hota hai yeh market ko kam karne mein koi aapko support karne mein bahut yaad aa help provide Karta Hai Isko Karam follow kar le isko Hum Samajh Mein To Hum yahan se bahut yaad aa capital generate kar sakte hain aur maximum earning kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        market main is k sary short cut ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur is forex main jis pair main bi trade karni hoti hai is m bary main learning kar k hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur market main is k up aur down ko dekh k hi hum real main acha earn karny k kabil ho sakty hain aur market is forex k bary main planing kar k hi hum real main achi trade kar k hi hum sucess hon gay aur market main euro aur usd main hi trade kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur market is forex k bary main planing achi trade karein gay aur is sayy faida ho saky ga ta k loss kam ho saky ga ta k loss kam ho
                        • #13 Collapse

                          market mainn rules ko follow kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is forex main plane kar k hi trade karni ho gi aur is k sary pair k bary main learning kar k hi hum achi trade lga sakty hain aur market main experence ho ga tab hi hum sucess hon gay aur is forex main pair k bary main learning karein gay tab hi hum market k bary main acha knowldge hasil karein gay tab hi hum real main perform kar sakty hain aur is k bary main knowldge begair is main sucess hon gay aur is say faida ho saky ga aur hamain market k bary main analyse kar k hi hum achi trade lga sakty hain aur is say hamain bi faida ho saky ga ta k earning karein gay
                          • #14 Collapse

                            market main is k bary main analyse kar k hi hum achi trade karein gay aur is k up aur down ko mind main rakhna ho ga tab hi hum run karein gay aur is forex main pair k bary main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gayy aur is asy faida ho saky ga ta k earning karein gay aur is forex main analyse kar k hi hum a chi trade karein gayy aur is k bary main knowldge ho ga tab hi hum run karein gay aur market main loss say bachny k liiye experience ka hona boht hi zarori hoti hai aur market k bary main anlayse kar k hi hum real main achi trade kar k hi hum real main perofrm kar sakty hain aur is say faida ho saky ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              is forex main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur is ki quotes ko dekh k hi trade karni ho gi ta k acha earn karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur is forex main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is main apni sari mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky ga so hamain is k bary main anlayse karein gay tab hi hum profit hasil karny main bi asani ho saky gi aur is forex main sab kam karny k kabil ho sakty hain aur market main is forex main greed ko avoid kar k hi hum real main run karein gay aur is forex main emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karein gay aur is say fiada ho saky ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X