Forex Market Fluctuations ki kiya waja ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Aapne Dekha Hoga ke market me sometime market ki movement for Speed ke Saath Ho Rahi Hoti Hai sometime market Mein movement na hone ke barabar Hoti Hai market ki direction bhi kisi bhi time par change ho sakti hai isliye aapko market Mein kaam karne ke liye Jyada Se Jyada information ke saath kaam karna hota hai market ki traction ko acche se nikal Lena Hota Hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khayal ma is ky Barry ma mj ko kuch PTA nhi or Jo dosry bhio NY information shear ki ha is ka mj ko bhot hi Zayada fida ho ha or Mary knowledge ma ezafa howa ha
      • #18 Collapse

        Re: Forex Market Fluctuations ki kiya waja ha?

        chahy dunya ki koe bhi markit ho us main utar charhao ata rehta hy kbhi woh nuqsan ki traf move karti hy to kabhi wohi markit naffy ki traf move kar rahi hoti hy to is utaar charhao ky bhi kuch asbab hoty hain to ise trah forex markit main bhi utar charhao atta hy kabhi to forx markit move karti hy naffy ki traf to kabhi yahi markit move kar rahi hoti hy nuqsan ki traf to is ky move karny ky bhi chnd asbab hain jes man sy 1sabab yeh hy keh forex markit ka zeyada tr wasta hy curancis sy jaisy hi curancis ky rits main utar charhao ae ga to zaher ci bat hy forex markit main bhi utar charhao lazmi ae ga or is ky elawa agr mumalek ky forex markit ky bary main agr rabty hon gy thik to forex markit move kary gi naffy ki traf or jab apas main taeloqat thik ny hon gy to us waqt bhi forex markit move kary gi nuqsan ki traf to ise trah sara sal markiton main atta rehta hy
        • #19 Collapse

          Re: Forex Market Fluctuations ki kiya waja ha?

          Forex trading aik Worldwide business ha jo countries ki economy pe chalti ha jahan kisi bhi countries ma jo bhi developments hoti hain to is ka affect forex market pe padta ha is wajah se forex market ma is particular currency pair ma upset utar chardao hota ha jis ko fluctuation ka kaha jata ha jis ki bhat sari reason ho sakti hain jis ko fundamental reasons ya news ki waja affect ho sakti ha likea. High profile news ka anay ki waja se market fluctuation hoti ha. b:GDP ki waja se, c. unemployment rates ki waja se, d. uncertain situation ki wajah se like terrorism activity ki waja se. d. Natural disaster ki wajah se bhi e. Technical fault ki waja se marke upset ho jati ha
          • #20 Collapse

            Re: Forex Market Fluctuations ki kiya waja ha?

            1. Apk pehle sawal ka jawab ye hai k Market mein aik andaze k mutabik rozana ka five (5) trillain dollar ka lain dain hota hai jis mein pori dunya se trader is international market mein trade kerte hain. Itne zyada logon ka aik waqt mein buy sell kerna market ko bahut achi trah move kerne per mojboor ker deta hai. Jab bhi demand bahut zyada hogi to market fluctuate kre gi kion k trader is mein active hote hain aur jab supply zyada hoti hai to market aram kerti hai, iska matlab hota hai k trader ka koi interest nahi hai is mein.
            2. Apk dosre sawal ka jawab bhi pehle jawab k under mojod hai jis mein jab bhi koi trader trades kerta hai to usk is market mein enter hone ki waja se market ka volume barh jata hai jis ki waja se us trader ki trade market k move kerne ki waja se profit mein ya loss mein aati hai. Traders ki trade ki waja se market fluctuate kerti hai jis waja se iska volume 5 trillian dollars se bhi barh jata hai.
            • #21 Collapse

              Re: Forex Market Fluctuations ki kiya waja ha?

              Payary bhai forex market boht bari market hay aur puri dunia kay sab say bary aur powerful investor is market main trading karty hain. Forex market puri dunya kay taraqqi yafta aur mazboot maeeshat waly countries ky siasi, smaji, moashi halaat pay depend karti hay, joon hi kici superpower mulk kay siasi, smaji, moashi halaat main change ati hay to forex market main foran hal chal shuru ho jati hay aur investor preshan ho jaty hain , aisi surat.e.hal ko fluctuation ka naam diya jata hay. Jab bhi kici mulk ka sarbrah koe speech karta hay ya phr kici bhi mulk kay central mulk ka sarbrah koe bhi policy ka elan karny lagta hay to forex market main fluctuation hony lag jati hay kay pta ni kia hony wala hay.
              • #22 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ramzan7 پيغام ديکھيے
                My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khayal ma is ky Barry ma mj ko kuch PTA nhi or Jo dosry bhio NY information shear ki ha is ka mj ko bhot hi Zayada fida ho ha or Mary knowledge ma ezafa howa ha
                Dear market jab up ya down bhout zaida hona shoro ho jaye tu es ka matlub yeh hota hai kay market sy paisa nikal raha hai ya phir a raha hai. es kay sath news bhout importance rahkti hai. News ko ap ager follow karty hai tu ap ko pata chalta hai kay jab achi news ati hai tu bhout sary investor es mai invest karty hain. or jab news achi nahi ati hai tu investor paisa nikalty be hai. es leye yeh sub learn kar kay ap har traha ki market sy achi earning kar sakty hain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  FOREX MARKET ME FLUCTUATIONS:





                  Forex market mein fluctuations honay ki kayi wajahat hoti hain. Yeh market ek tezi se tabdeeli pazeer aur pur complex financial market hai, isliye uski chalne phirne par asar dalne wale mukhtalif factors hotay hain. Kuch ahem wajahat niche di gayi hain





                  FOREX MARKET ME FLUCTUATIONS KI WAJUHAAT:-

                  Sood Dar (Interest Rates):
                  Central banks apni monetary policies ke teht interest rates tay karte hain. High interest rates aam taur par foreign investors ko attract karte hain, jisse kisi mulk ki currency ki value strong ho sakti hai.

                  Rajnitiy Ghatnayein (Geopolitical Events):
                  Siyasi instability, conflicts, elections, aur doosre rajnitiy ghatnayein kisi mulk ki currency ko prabhavit kar sakti hain. Uncertainty aksar currency ki kamzori ka sabab hoti hai.

                  Bazaar ke Bhavna (Market Sentiment):
                  Traders ke bhavna aur bazaar ke manobal currency movements ko asar dalte hain. Traders ki perceptions, expectations, aur emotions jaldi jaldi price swings ko janm dete hain.

                  Tippani (Speculation):
                  Forex market par traders aur investors speculation par adharit trading karte hain. Unka future price movements par bharosa, jo market fluctuations ko badhava deta hai.

                  (Trade Balances):
                  Kisi mulk ki trade balance, yani exports aur imports ka balance, uski currency par asar dalta hai. A positive trade balance aksar kisi mulk ki currency ko mazboot karti hai.

                  Takneekhi Factors (Technical Factors):
                  ​​​​​​​
                  Takneekhi tafseelat, jaise ki support aur resistance levels, chart patterns, aur moving averages, bhi currency movements ko asar dalte hain.
                  Last edited by ; 03-11-2023, 07:32 AM.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X