Trading strategy (Hikmat amli) kaise develop karen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    apni stretgy ko learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hhon gay aur is forex k baryy main learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is forex k bary main hard work kar k hi trade karna ho ga tab h hum kamyab ho sakty hain aur is forx main emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum real main run karein gay aur mind ko fresh kar k h ihum achi trade karein gay aur is say hamain fiada ho saky ga aur jab tak hum is ko use nai karein ga is main trade karny main koi bi problem nai ho saky gi aur market k bary main greed ko avoid kar k hi hum real main profit hasil karny k kabil ho sakty hain aur is say run karein gay it is best job for all
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex trading main hitmat e mali yahi hoti hai k hum apni trading main aghr koi strtgy ko set karty hain tu osi k according main chalna cahye q k aghr apki strtgy ap k liye fiad mand hai tu apko osi ko follow karty rhana chahye es k bad jub ap apni trading main os strtgy se loss ly rahy hain tu apko osko cange kar lena chahye or apki har strtgy ko apni trading main loss or risk donu kam se kam hun os k bad apko es main pani hitmat e mali ka yah muzahria dekhna chahe k hum aghr es motod ko use kar k trading kar rahy hain tu hmain loss bhi hos kta hai or proft bhi hos kat hai tu mera khyal hai k aik boht he achy sequence k sath hmara trading business cahl skata hai
      • #18 Collapse

        My dear friend him log ki forex trading ma jtni achi planning ho gye him log Itna hi acha profit hasil KR skty ha him logo ko bas mhnat krna ho gye wo bi zayada sy Zayada mhant or phir itna hi Zayada profit hasil KR skty
        • #19 Collapse

          indicater ka forex ma bhot hi ahmeyat hoti ha kau ky is him log use kr ky acha profit hasil kr skty ha or achi earning bi kr skty ha ya kamyabi ti neshani ha or is ka boht hi zayada fida ha ager him log is ko istmal kr ty ha to
          • #20 Collapse

            Agar aap Yahan Par Ek achi wali strategy banana Chahte Hain planning karna chahte hain to aapke Pas makiki direction to find karne ka analysis hona chahiye aapke paas experience hona chahiye Jitna Radha aapka experience Hoga market Mein kaam karne ka aapki strategy aap ki planning bhi yaha par Itni Jyada acche se Hogi aur aapki working bhi Itni Jyada increase karti hui Nazar Aayegi
            • #21 Collapse

              Yahan Par market Mein kaam karne ke liye aapke paas acche wale hit mat hona chahiye aapke paas ek long time working karne ke liye planning hona chahiye yeah planning Aapke Kaun me strong level Tak working Kare aur jahan tak ho sake yeah planning aap ko nuksaan se bacha sake confidence ke sath planning karte hain aap se earning kar sakte hain Apne Gaon Mein Management kar sakte hain aur working kar sakte hain
              • #22 Collapse

                Re: Trading strategy (Hikmat amli) kaise develop karen?

                expensive foreign exchange mein agr ap okay pas koi strategy hy to pehly ap usay demo account py test krein aur agr woh approach kamyab rahay to usay real mein appy krein aur agr us mein koi development ki zroort ho to us mein plus minus kr ok enhance krein lekin kabhi bhi koi bhi new strategy immediately actual account mein apply na krein
                • #23 Collapse

                  Re: Trading strategy (Hikmat amli) kaise develop karen?

                  dear agr ap k pas koi achi startegy hai tu sb se phay ap usko apnay demo account per apply kr k dhakin na k seeday apny real account pr try krian.agr ap k demo accoun pr wo startgey kamyab hai phir usay apnay real account pr apply krian.agr demo per thk rehti hai phir he apko faid hoag warna ap apna loss krwa skty ho koi b startgy use use krny k lia uski bar bar partice bht zrori hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading strategy (Hikmat amli) kaise develop karen?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Profit Man پيغام ديکھيے
                    Trading strategy (Hikmat amli) kaise develop karen?



                    Forex par apni trading hikmat amli ko thik tariqe se kaise bnayen?
                    Asalam o alikum friend ap ny both acha question kea ha forex trading main jab tak ap planning ya strategy k sath ni chalty Han to AP forex trading main successful ni ho sakty Han is ley sab sy pehly strategy ye honi chae ha k humy proper money management sy trading karni chae ha small lots use karny or aik time main 2 ya 3 sy ziada trade open ni karni chae han lalich kabi bi na karny or jtna ho candles ko samjny or un pe trading karny is k alawa ap ko chae ha ziada sy ziada knowledge or experience hasil kar k trading karny ta k ap ko Maximum profit ho or ap ko loss na ho
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading strategy (Hikmat amli) kaise develop karen?

                      my dear jab bhe app kisi bhe business ko join kernay ka plan bnaty hain to phelay app apni pocket ko diekhty hian apny bank balance ko diekhty hain pher app profit our loss ko diekh k risk ko manage kerty hain chahy koi bhe kaam app start kernay ja rahy hoon app pher back up ko diety hain k loss honay ki soraat main kesya recover kerna hia ye sab aik trader bhe trade kernay say phelay ager plan ker k chalta hai to pher he successful trader ban pta hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading strategy (Hikmat amli) kaise develop karen?

                        Forex mai strategy ki jitni ehmiat hai utni investment ya account ki bhi nahi hoti hai. Forex trading business mai traders ko strategies develop kernay kay liye bohat si baatoo ka khayaal rakhna hota hai. Professional traders jabb bhi koi strategy banatay hain tou uss iss Tarah say banatay hain jo real trading kertay huay execute bhi ho sakey. Kiyu kay aisi strategy ka koi faida he nahi hota jo execute he na ki jaa sakey. Forex traders ko strategies bananay kay liye achay knowledge aur learning ki bohat zarurat hoti hai. Forex traders ko aik kaamyab strategy bananay kay liye market pay gehri nazar rakhni hoti hai. International news aur aisay contracts ka bohat khayaal rakhna chaiye jinn ka direct impact market ki movements pay ata hai. Inn sub say he achi strategy nikalti hai kiyu kay Agar traders ko market ka pata he na ho kay uss mai development kia ho rahi hain tou strategies aur planning bhi aisi nahi bann sakti jo qaabil e ammal ho
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Trading strategy main ap ko start mai jab trading ka aghaz karty hain bana laini cheye. Us ka ap ko faida yeh hota hai kay ap start sy he apni trade ko sahi sy manage karna seekh jaty hain. Ap ko cheye kay jab be ap trade karty hain tu ap us ko sath main ap ko pata chalta hai kay kis cheez pay ap ko mehnat karni hai o rkis cheez pay ap ko zaida focus karna hai. yeh time to time ap apni trading mai kar kay achi earning kar sakty hain. Jis sy ap ko bad mai faida ho sakta hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X