traders time or days ka khayal kar key trading nahi karty?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    traders time or days ka khayal kar key trading nahi karty?
    koch traders Friday or Monday ko trades open nahi karty, wo samjty hey key Friday ko market fast hony ki waja se un ko loss ho sakta hay or Monday ko es waja se trading nahi karty key market slow hoti hay,

    jab key mera expernice ye hay key Thursday, Wednesday, or Tuesday ko agar ham market ki condition ko observe karen to Friday or Monday ko trading me be hamy acha profit ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear zaruri ni hai k Monday ko market slow movement hi kre kabhi kabhar market monday ko bhi acha khasa move kr jati hai aur Friday ko agar news ziada na hon to hamen Friday ko bhi trading krni chahiye aisa ni hai k hham Friday ko apni trades close hi rakhen.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Bhae jab tak humeray pass forex ka acha knowledge our demo experience nahe ho ga tab tak hum us business main kabhe bhe ache success nahe ker pain gay pher he humean time our sahe waqt ka idea ho ga k kis time trade kerni chahy ya nahe ou pher hum kamyaab hoon gay
      • #4 Collapse

        Dear wesy to daikha jaay to market jab bhe open ho to aap kisi bhe time trading kar sakty hain. Ab ye depend karta hay kay aap trading short term ke kar rahy hain ya long term ke. Agar long term trading karni hay to phr to aap kisi bhe din trade apny analysis kay mutabik kar sakty hain lekin agar aap scalping kr rahy hain to Europe aur new york session best hota hay. Aur khas din ka asar nahe hota bas news par dehyaan rakha jay baki normal trading ke jaay.
        • #5 Collapse

          yes bhai jan mai bhi app ki bat say 100 % agree hun k k ziada tar log days ko nahi daikhty k ye kon say aur monday ko foran trade oepn kar daity hain jab k asa krna galt hai mondayko markeet sara din wrong move hoti hai aur sham ko sahi hona shuru hoti hai hamain ahmesha wait kr k order lgana chheay jab tak markeet mai taizi na ayy tab tk enter nahi hona cheay aur friday ko bhi kam nahi karna chheay uss din closing day hota hai aur markeet khrab karti hai.
          • #6 Collapse

            Re: traders time or days ka khayal kar key trading nahi karty?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Hania3239 پيغام ديکھيے
            Bhae jab tak humeray pass forex ka acha knowledge our demo experience nahe ho ga tab tak hum us business main kabhe bhe ache success nahe ker pain gay pher he humean time our sahe waqt ka idea ho ga k kis time trade kerni chahy ya nahe ou pher hum kamyaab hoon gay
            Yes dear thek kaha hai ap ne hum trade tb hi lga pay gay jb hum ko is bry me knowledge ho ga tb hi hum trade laga saky gay trading krny se phly hamery pas experience or knowledge ka hona zarori hai knowledge ka baghir hum trade ni kr skty
            • #7 Collapse

              Re: traders time or days ka khayal kar key trading nahi karty?

              G bai main nay khud is ka experience kia hai k jo trader forex ko learn kr k work krty hain wo sub say ziayada kamyab hoty hain aur best earning kry hain. Forex main trading krny k sab say best days Tuesday, Wednesday, Thursday hain aur sub say best time sham 5 say rat 9 bjy tak hai
              • #8 Collapse

                Re: traders time or days ka khayal kar key trading nahi karty?

                Trading kay leye koi khas time fix nahi hota hai trader apnay analysis ki base pay trading time ko set karta hai phir woh es main trading karta hai. jo trader yeh souchty hain woh din ko free hai tu din ko trade kar lain gy tu aisa galat hai. yeh tu ap apny pair kay analysis kar kay he decide kar sakty hain kay ap ko trading day ko karni hai night ko karni hai or kaisi woh trade karni hai like long term ya short term.
                • #9 Collapse

                  Re: traders time or days ka khayal kar key trading nahi karty?

                  dear mare khyal main ager hum 5 days ko mudenazer rekh ker trading krain to hum is se acha profit earn ker sektay hain kuin k friday ko market jhan se close hoti hay monday ko wheen se he to start b hoti hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: traders time or days ka khayal kar key trading nahi karty?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    koch traders Friday or Monday ko trades open nahi karty, wo samjty hey key Friday ko market fast hony ki waja se un ko loss ho sakta hay or Monday ko es waja se trading nahi karty key market slow hoti hay,

                    jab key mera expernice ye hay key Thursday, Wednesday, or Tuesday ko agar ham market ki condition ko observe karen to Friday or Monday ko trading me be hamy acha profit ho sakta hay.
                    Mere khyal mein aisa karne ki koi jarurat bhi nahin hai kyunki kam karne ka waqt vahi achcha aur sahi hota hai jismein hamen market ki surte haal acche tarike se samajh a Rahi hoti hai isliye hamen apni Fox ki talim ke bare mein sochana chahie na ki Ham hamesha yahi sochte rahenge kaise munafa hasil Ho jab acchi jankari hasil ho jayegi to achcha munafa bhi jarur Mil jayega
                    • #11 Collapse

                      Re: traders time or days ka khayal kar key trading nahi karty?

                      han ye hey kuch days or time market favour may nahe hoti hey jis ki wajjah say trader ahtiyat kartay hain or trade nahe kartay jaisay friday ko market ki closing hoti hey ais leay trader mohtat rehta hey trade nahe karta or jab monday market open hoti hey us waqat bhe market may trend bht jaldi change ho jata hey or aik acha trader bht mohtat rehta hey or kuch days aisay hotay koi big news aanay wali hoti hey jis say market risky hoti hey mere nazdeek day or time ko daikh kar he trading karni chahye,
                      • #12 Collapse

                        Re: traders time or days ka khayal kar key trading nahi karty?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                        koch traders Friday or Monday ko trades open nahi karty, wo samjty hey key Friday ko market fast hony ki waja se un ko loss ho sakta hay or Monday ko es waja se trading nahi karty key market slow hoti hay,

                        jab key mera expernice ye hay key Thursday, Wednesday, or Tuesday ko agar ham market ki condition ko observe karen to Friday or Monday ko trading me be hamy acha profit ho sakta hay.
                        Aise traders Jo Yeh samajhte Hain ke Friday ya FIR Mande ko market Mein movement fast Hoti Hai unko ek baat Apne mind Mein rakhni chahie ke market Mein movement pass to use Din Hoti Hai Jab market mein news jyada ho aur Aksar Aisa Hota Hai ke Friday ko news Jyada hoti hain
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: traders time or days ka khayal kar key trading nahi karty?

                          Trading mai day ya night ka concept nahi hota hai yeh ap kay analysis pay depend karta hai kay ap ko trade kab or kis waqt karna chaye han yeh hai kay ap apni trading main pending order ka use kar lain es se ap ko bar bar wait nahi karna paray ga kay kab ap ko trade lagani cheye. lekin sath sath apni trade ko follow karna cheye . yeh nahi kay trade laga kay chor dain.
                          • #14 Collapse

                            Re: traders time or days ka khayal kar key trading nahi karty?

                            G han bhai jan ku6 log Friday ko trade open ni krta wo smjhty hn Q k es din market mn kafi work hota hy es liy wo loss k dar ki waja sy kam ni krty or koi trade ni lagaty likin mera khyal sy baqi din k nisbat sy Friday kafi acha profit hasil ho sagta hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: traders time or days ka khayal kar key trading nahi karty?

                              asal cheez hoti hai analysis karna kay kab kon c news ani hai or kaisy us news pay market nay react karna hai or sath main ap technical analysis ko shamil kar lain us se ap ko yeh faida ho ga kay ap ko pata chal jaye ga kay ap kay pair kay leye kon sa time munasib hai jab ap trade ko open karain gay tu ap ko faida ho ga. esleye in cheezo ko jab ap daikhain gay tu day or night trader ka kiyal nahi aye ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X