apke mind k mutabiq forex main greed kise khate hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apke mind k mutabiq forex main greed kise khate hain
    Friends har kisi ka apna point of view hota hai main apse pochna chata hon apke mutabiq forex main greed kis tqrah ki jati hai ya kaonse ayse techniques hain jo greed main jati hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear gread aik aisa emotional factor hai mean is ko lalach kaitay hain.or greed main bnda trades bot he bari laga daita hai jis waja say kabhi na kabhi strategy fail ho jati hai or hamara account blown off ho jata hai.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Muddasar ahmed khan پيغام ديکھيے
      Friends har kisi ka apna point of view hota hai main apse pochna chata hon apke mutabiq forex main greed kis tqrah ki jati hai ya kaonse ayse techniques hain jo greed main jati hain
      forex trading men greedy pan ye hota hae k aap ik trade aisi lagaty hain jo apki stretigy k motabic banti b nahi hae ya phr aap ik trade setup dekh k lalich men aa k ziada lot open kr dety hain ya phr jaisy jaisy apko koe trade setup nazar ata jata hae to aap baghair money management k trade py trade lagaty jaty hain jb k apka account apko ijazat ni dyrha hota.greedy pn ki bahot c misalen hain jin men sy chand ko main ny bian kia hae.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        forex mai greedy es ko khtay hai jis mai ap zadasay zadaearning hasil krnay kay lye over trading krtay ho yaphr ap apnay emotion ko control nahi krtay tou es ko greedy khtay hai. es tarah say ap forex market mai earning nahi hasil kr sakty. behatr ya hai k ap es market mai trading krtay waqat emotion ko control kay.

        اب آن لائن

        Working...
        X