koi aisa indicator hai jo baty ky market ab trend chang krny wali hai???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    koi aisa indicator hai jo baty ky market ab trend chang krny wali hai???
    dear members mera yeh sawal hai sub sy ky koi aisa indicator bhi hai jo yeh bta sky ky market ab redn chang krny wali hai???
    Acha kaam achy daam
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear is baary mein main kafi search kr chuka houn aur issi qism ka aik thread main ny bhi post kia hy lekin mujhy ta'haal na to koi indicator aisa mila hy jo market ko 100% predict kr saky aur na hi kisi ny koi aisa indicator bataya hy aur my is nateejy py pahoncha houn k indicator market ki present movement ko show krty hain na k future ki
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: hassanraja پيغام ديکھيے
      dear members mera yeh sawal hai sub sy ky koi aisa indicator bhi hai jo yeh bta sky ky market ab redn chang krny wali hai???
      Forex trading Mai bahut Sare indicators Hai Jise market ke trend ka andaza Laga Ja sakta hai lekin Hum Sirf ICSE indicator se market ke train ka kaisa laga sakte hain aur woh gas Se Kabhi B hundred percent theek nahi hota indicators go watch karne ke baad Hame market ke Khud bhi analysis karne chahiye
      • #4 Collapse

        Trend trading aik widely istemal honay wali strategy ha jis mein trend kay along trading ki jati ha. Hum jantay hain kay forex trading mein Bearish trend aur Bullish trend hotay hain, market mein kabhi bearish trend hota ha to kabhi bullish, agar trend ka start mein hi pata chal jaye to is se bohot ziyada profit earn kiya ja sakta ha. Trend ko mukhtalif methods se maloom kiya jata ha jesy kay:
        1) Moving Averages: Moving average mein chart mein different lines create ho jati hain, jin se AVERAGE price ka pata chal jata ha kay kis time period tak kiya price thi. Average price time frame par depend karti ha kay kis time frame mein trader chart ko dekh raha ha, MA usually long time frames mein ziyada effective ha.
        Click image for larger version

Name:	Ma.jpg
Views:	2
Size:	41.3 کلوبائٹ
ID:	12318298
        2) MACD (Moving Average Convergence Divergence): MACD indicator zero kay oper aur neechay move karta ha. Is mein dekha jata ha kay MACD lines zero kay kis taraf hain, agar to ye lambay arsy tak zero kay above ha to matlab trend up ha, isi tarhan agar zero kay neechay reading ha to matlab trend down ha.
        Click image for larger version

Name:	MACD.jpg
Views:	2
Size:	49.8 کلوبائٹ
ID:	12318299
        3) RSI (Relative Strength Index): RSI mein bhi reading ko dekha jata ha lekin is mein reading 0-100 tak hoti ha. RSI mein overbought and oversold ko dekha jata ha, jab indicator ki reading 70 se above ho to matlab ha market oversold ha aur traders ko ab bearish trend kay liye tayar rehna chahiye, isi tarhan agar reading 30 se kam ho to matlab ha kay market oversold ha aur traders ko ab bullish trend kay liye tayar rehna chahiye.
        Click image for larger version

Name:	RSI.jpg
Views:	2
Size:	46.3 کلوبائٹ
ID:	12318300
        • #5 Collapse

          market trend line changing ka idea app khud be laga sakty hey app ko indicators ki zarorat nahi, market decisions kab change karti hay es key ley app ko me tafseel se bata deta hon, umeed karta hon app key knowledge me ezafa ho saky,

          1. support and resistance: as a trader app ki ye zemedari hay key daily app jes pair me trading kar rahye hey app ko support and resistance key level ka knowledge ho, market trend support and resistance key level se hi clash karti hay.

          2. candle stick chart pattern: candle stick chart pattern ko jab app learn kar lety hey to asani se app market changing ka idea advance me hasil kar sakty hey.

          3. trend line break: trend line break strategy technically hay or ye bahot hi simple be hay, trend line market moving or trend angle measuring ko dekna ho ga jes se market ki next moving ka andaza lagaya ja sakta hay.
          • #6 Collapse

            Aise Barse Forex trading main indicator Hanju batate Hain kab market Mein sell karna chahiye ya by karna chahiye ya konsa order lagana chahiye Agar Hum Sahi indicator ka istemal Kare Toh Hai Mai bahut jyada profit bhi dila sakta hai aur bahut jyada Humse earning kar sakte hain Kyunki indicator Hame badhata hai ki agar trend cell ka hai toh aap sell kare yeah bhai ka hai tho abbayi kare
            • #7 Collapse

              jab aik indicator hai jo batata hai k market change hony wali hai k nai wo hai candle stick pattern , support or resistance level and trend wo kehaty hai "trend is your friend
              and apka analysis es ko serious lena yah 3 cheezain jis ko pata hai wo samj jata hai k market kis tarif janey wali hai
              • #8 Collapse

                Click image for larger version

Name:	Screenshot_56.png
Views:	3
Size:	273.1 کلوبائٹ
ID:	12318336 ye dekhain sir mera indecter ye bohat hi acha ha jis ko apko ues kia jai to apko bohat acha prift kia ja sakta ha
                ALWAYS BE HAPPY
                • #9 Collapse

                  Dear members forex main market ka trande change hony main pata nai chlta indicator say hum kuch andza laga sakty hai ka market ka trande change hony wala hai ya change ho rah hai lakn 100% ya nai kah sakty hai market ka trande indicator ka mutabk change ho ga jab market slow movement karti hai to us wqt hum indicator ki madad say aur time frome ki madad say hum short time ka lay trande ka andza laga sakty hai lakn jab news ka wqt hota hai to us wqt ap nay daka ho ga market indicator ka signal ka hasb say move ni karti us wqt agher humry kam ata hai to wo hai humra Fundamental analysis jas say hum us pair ka andaza laga sakty hai jas pay hum trade karna chaty hai asa koi indicator nai hau jo ap ko 100% trande ka bary main information dai jas pay ap trade kar saky
                  • #10 Collapse

                    Indicator k baray mey knowledge :-
                    dear members indicators mey bohat qualities hoti hain indicatirs ko smajhna bohat mushkil ha indicator complicated hotay hain bilkul indicator ap ko batata ha kahan sey trend change honay wala ha indicator mei moving average bohat best ha eskay elawa mai ziada baat krungi RSI k mutalik RSI indicator mey aik best indicator ha jo ap ko trend reverse ka knowledge indicate kr deta ha baaki ap ki himmat ha ap ki samjh ha ap oss sey kis tarah sey acha faeda le saktay ho RSI k level 20 aur 80 ap set karay ye candle period 3 rakhen agar ap khaas tor pey 20 aur 90 ko saamnay rakhtay trade karen gay ap ko bohat faida hoga ap apni strategy mey RSI ko shaamil karlo ap ko khod wahan sey acha faeda milay ga
                    • #11 Collapse

                      je haan achay indicators bohat sey ap ko samaj honay ki baat hay jiss tarah RSI boht he acha indicator ha eska 30 aur 70 levels pey trade bohat he achi hoti hain mai khud RSI ka bohat fan hun aur takriban 1 year se use kr raha hun mujhey bohat faida huwa hay RSI sey RSI ki jitni khoobiyan byaan kro utni kam hain
                      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                      PLEASE VISIT HERE
                      • #12 Collapse

                        ON BALANCE VOLUME INDICATOR

                        Dear members on balance volume bht acha indicator hai jo humen price aor volume ky chang sy trend ka bta skta hai bullish ya up market adding sy aor down days ma subtraction sy apko market ka trend ota chl jata hai yeh aisy kam krta hai ky agr apko lgy ky vlume flat proce up ya down hai to market ki price volume ki truf jay gi mean up hai to down ay gi down hai to up ay gi agr apko lgy ky volume up ya down hai kkn orice flat hai to bhi price volume ko follow kry gi mean bullish jay gi ya volume ko follow krty huy beqrish chali jay gi is sy huen yeh pta chlta hai ky volume market ky trend ma aik ahm role ada krta hai
                         
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: hassanraja پيغام ديکھيے
                          dear members mera yeh sawal hai sub sy ky koi aisa indicator bhi hai jo yeh bta sky ky market ab redn chang krny wali hai???
                          Forex trading market se related bahut Sare indicators hai Jeene se Hame market ke Trend ke baare mein pata chalta hai lekin koi bhi indicator 100% right nahi hota isliye Hame indicators ko watch karne ke baad market ke friend ko bhi dekhna chahiye aur Market ki News pe bhi Nazar Rakhna chahiye uske baad trade Karni chahiye
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            INDICATOR

                            Dear indicators hote he es lie hmein keh trader ko market mein ane wale changes ka pta chle aur indicators technical analysis mein istemal hote hien aur jo trader indicators ke istemal se market ko ache trah se technical analysis kr skte hien aur market mein istemal hone wale sb indicators ko ache trah se smjhte hein aur in ke points aur levels ko sahih jaga pr adjust kr ke forex market ko technical analysis krte hein un ko phle se he market ke change hone wale trend ka pta chl jata he aur indicators to sb he bhtr hien market ke ane wale trend ko smjhne ke lie aur in mein sb se ache jo hein un mein moving average aur rsi ko zyada tr trader istemal kr ke forex market ke sahih trend ko smjh jate hien aur market mein apne order sahih jaga pr laga kr apne trading se acha profit hasil krte hien to hmein lazme he keh hm indicators ke istemal mein expert bn jaein to hm asane se market ke change hone wale trend ko phle se smjh jaein ge aur hmein success apne trading mein ho ge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Filhaal toh Achcha koi train ticket nahi hai jo train change on husband hai hame Commission provide Kar Jayenge market cut and change hone wala hai Hum Apni investment market se nikal De
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X