types of idicators
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    types of idicators
    dear forum members trading mein jitny indicators use hoty hain wo 3 different types k hoty hain
    1.lagging indicators
    2.leading indicators
    3.confirming indicators
    aur trading k dauraan jb bhi ap koi indicator use krny lagein to apko pata hona chahiey k ye kis type ka indicator hy aur kia ye meri help kry ga ya nhi aur koshish yehi krein k leading indicators ko use krein keun k ye market k future behavior k baary mein btaty hain aur lagging indicator jo market situation hoti hy ussi ko hi show krty hain for example moving average indicator etc
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear indicators humen market ki technical suratehal ka bta skty hain yeh aik prediction hoti hai jis sy hum andaza lga skty hain ky market kahan tk move ly skti hai humen market ki key support aor key resistance ka pta chal jata hai jub ky indicators sy hum apni trading strategy muratib kr skty hain aor management kr skty hain.
    Acha kaam achy daam
    • #3 Collapse

      thank bahi ap na bohot acchi post shair ki hai agr sab members sis tahra post shair karta rahin to kafi fida ho ga new members ko indicator ki different aksam hain laken bahi har andicator different type s use hota hain is lia ap kisi ake indicator ko use nahi kar sakta
      • #4 Collapse

        Dear indicators k baary mein ap ny kafi achi information share ki hy aur yehi problem merey saath bhi rehti hy k main ny maximum indicator check kiey hain jin mein sy aksar jo market behavior chal raha hota hy ya phir jo trend chal raha hota hy sirf ussi ko show krty hain aur future k baary mein ziada nhi bataty jo hamari requirement hoti hy
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: qasimbaloch پيغام ديکھيے
          dear forum members trading mein jitny indicators use hoty hain wo 3 different types k hoty hain
          1.lagging indicators
          2.leading indicators
          3.confirming indicators
          aur trading k dauraan jb bhi ap koi indicator use krny lagein to apko pata hona chahiey k ye kis type ka indicator hy aur kia ye meri help kry ga ya nhi aur koshish yehi krein k leading indicators ko use krein keun k ye market k future behavior k baary mein btaty hain aur lagging indicator jo market situation hoti hy ussi ko hi show krty hain for example moving average indicator etc
          Dear aap name Bahut Achi information share Ki Hai Mujhe Forex trading ke trade indicators ke baare mein essay information nahi thi lekin aap ki post Se Mujhe information Mili Hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            forex market main differnet kisam kay indicators use hoty hay agar hum en indicators say acha result lena cahhty hay to humay enki theak say setting karna seekhna chahiey tab he hum forex trading main acha result lay sakty hay es business main khoob time dainay main he fiada hota hay tab he hum safe earning kar sakty hay
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Bhai jo indicator hain wo current bataty hain k kya ho raha hy jo ap kudh bhee check kar sakty hain kyo k mai ny boht check kiya hy jo ye signal 5 hours ya day ka dety hain aksar galat hota hy pehly mai use karta tha indicator magar jab mai ny deakh loss ho raha hy tou mai ny chor diya aur kudh sy graph ko study karny k bad trading lagana shuru ki jis mein mujhy faida bhee hova

              اب آن لائن

              Working...
              X