Metatrader 4 aur Metatrader 5 main kya fark hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Metatrader 4 aur Metatrader 5 main kya fark hay?
    Asalam-o-alikum.
    Mera aap sab doston se sawal hay kay Metatrader 4 aur Metatrader 5 main kiya fark hay aur Metatrader 4 ya Metatrader 5 main sy kon sa trading kay ly best hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear mt4 aur mt5 mein basically koi khas difference nhi hy keun k mt5 mt4 ka new version hy jis mein thori bahot changing hy khas tor py hedging k hawaaly sy k is mein hedging allow nhi hy aur merey khayal sy is mein bonus amount sy trading bhi allow nhi hy is mein khud sy investment krna parrti hy
    • #3 Collapse

      MT 4 terminal trading platform key bad MT 5 terminal platform ko introduce karya gia, wakt guzarny key sath MT 5 terminal me changing ki gai or sath me MT 5 terminal me currencies pairs me trading key sath stock pairs me trading karny ko be yakeeni banaya gia.
      • #4 Collapse

        Metatrader 4 aur Metatrader 5 men Farq

        MetaTrader electronic trading platform jo Trading k liy istimal hoty hein
        MT4: ye July 1, 2005 ko released howa tha.
        MT5: ye June 1, 2010 ko released howa tha.


        Supported Markets:
        MT4: ye forex trading or CFD trading k liy use hota hai
        MT5: ye forex trading or CFD trading k ilawa futures, stocks or bonds liy use hota hai

        Timeframes:
        MT4: MT4 men 9 different timeframes hoty hein
        MT5: MT5 men 21 different time frames hoty hein

        Pending Orders:
        MT4: ye 4 Tyes k pending order ko accept kerta ha
        1. buy limit
        2. buy stop
        3. sell limit
        4. sell stop
        MT5: ye 6 types k pending order ko accept kerta ha
        1. buy limit
        2. buy stop
        3. sell limit
        4. sell stop
        5. buy stop limit
        6. sell stop limit

        Technical Indicators:
        MT4: is men 30 types k technical indicators hein
        MT5: is men 30 k ilawa 8 types k or technical indicators hein

        Graphical Tools:
        MT4: is men 31 different graphical tools hein
        MT5: is men 44 different graphical tools hein

        Trade Handling:
        MT4: is ki database ten million trades ko handle ker sakti hain
        MT5: is ki database unlimited trades ko handle ker sakti hain
        • #5 Collapse

          Dear Mt4 aur MT5 main ascha kash fark hay kuch tools wo MT4 main hai aur MT5 main nai hai aur kuch tools MT5 main hai aur MT4 main nai hai kuch trade hum MT5 pay laga sakty hai lakn MT4 pay nai laga sakty hai main ap ko ya link send kar rah hon ap as ko chak kar ka apna knowledge main hazfa kar sakty hai ka MT4 aur MT5 main fark kya hai
          Click and see this post Metatrader-4-vs-Metatrader-5
          Last edited by ; 20-06-2018, 07:17 AM.
          • #6 Collapse

            Metatrader 4 and metatrader 5 booth trailer are the best platform for working karne ke liye Kitna working Karenge Hum market Ka Pata Lag Jayega konsa platform accha aur konsa platform achha nahi hai Main Toh Dono platform used Ki Hai Mere Saath Jo log new hair new members logo ko chahiye ke pehle metatrader 4 working carriage itne acche se kaam Karenge Tumko Pata Lag Jayega Kyun Ke Paas bhi kam karne ka kuch experience Hota Hai Jiski Haar Woh market ko metatrader 4 easily samajh Jayenge Jis Par kam karne ka patha Sani se lag jata hai
            • #7 Collapse

              bhai main meta trador 4 use karta hun meta trador 5 ka mera koi expiernce nahi hai es liye main mt4 k bary main knolwedge rakhta hun yah aik trading softwear hai jis main hum apni trading karty hain es main mojjod pairs hoty hain jo k har do currency par mushtamil hoty hain js ko ayse sequence k sath set kiya hota hai k hum un main trading karty hain es main trading k charts bhi mojood hoty hain jin se hum market ki situaon ko bhi chek kar sty hain es liye mt4 main har traha ka trading material milta hai jis k liye ap apni trading kar skty hain es liye yah softwaer aik boht acha softwear hai jis se hum trading karty hain forex main trading k liye es softwear ki boht zarort hai mt4 k bad ab mt5 bhi hai jis main trading ki jati hai
              • #8 Collapse

                my dear brother mary kahayal ma mt5 or mt4 dono him log ko trading ky kuch future milty ha jin ko istmal kr ky him log trading krty ha ager him logo ko in future ki smj a je to hi him log is ma trading kr sky gye
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  Assalamu alaikum bhai Mere Pyar Mein MT4 or MT5 ma kuch future different hai aur kuch bhi nahi humlog mt5 maybe trading kar sakte hai aur Mt4 maybe trading kar sakte haiH jo hum logo ko Aasaan Lenge Hum logo Wohi istemal karna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Metatrader 4 aur Metatrader 5 main kya fark hay?

                    meta trader 4 aor meta trader 5 main koi khas farq to nhi hain wasy main nay abhi tk meta trader 5 ka istmal na kia hay kion kah meta trader 5 abhi tak hm use hi nhi krty hian is liay forex trading main zyada tar meta trader 4 hi trading ka terminal hay is laiy is ko use krta hon aor meta trader 5 main ho skta hay kuch new future update kiay gai hon lakin jahan tak mujhy lagta hay meta trader 4 hi bhtr ha trading kay liay aor is main analysis krna aor market ko smjhna easy hay kion kah yeh old terminal hay is main hmara experience howa hay meta trader 5 main ab kia new updation hay is ka koi pta na hay jb use main ae ga to phr meta trader 5 ki smjh ay gi kah ab is main kia kia tools best updated kiay gain hain jahan tak main nay suna hay aor knowledge hay to in main koi khas fraq nhi hay taqriban sab tools same hi hain meta trader 4 aor meta trader 4 main to hmain abhi apny meta trader 4 pr tawaja dana hay aor is ko smjh kr trading krna hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Metatrader 4 aur Metatrader 5 main kya fark hay?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                      Asalam-o-alikum.
                      Mera aap sab doston se sawal hay kay Metatrader 4 aur Metatrader 5 main kiya fark hay aur Metatrader 4 ya Metatrader 5 main sy kon sa trading kay ly best hay?
                      metatrader 4 or metatrader 5 major the difference nahi hai metatrader 4 old version Hai jabki metatrader 5 latest version hack metatrader 4 Mein Woh facilities Hai new metatrader 5 maybe hai lekin metatrader 5 major traders co facilities Di Jati Hai Woh metatrader 4 mein nahi hai Yadav traders aajkal trading karne ke liye metatrader 5 use kar rahe hain
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Metatrader 4 aur Metatrader 5 main kya fark hay?

                        assalamu alaikum bhai Main Hoon Main Karti Hoon ki aap khairiyat se Honge by actually Main Duniya Hoon aur new user hone ki wajah se mujhe jyada Maloom baat nahi hai lekin Jahan Tak Mujhe Maloom Hai mt5 or mt4 yeah Nikki metatrader 4 metatrader 5 Main Koi Khaas baat nahi hai qk metatrader 5 metatrader 4 ka new version hai yeh Koi Alag sea separate value Nahi Rakhta main Umeed Karti Hoon ke aapko Mere is message Se Zyada nahi Tu thoda Hi Sahi par benefit zaroor Mila hoga course aapke knowledgemain izafa Hua hoga Shukriya Allah Hafiz
                        • #13 Collapse

                          Re: Metatrader 4 aur Metatrader 5 main kya fark hay?

                          brother meta trader 4 or meta trader 5 jin ko ham mt4 or mt5 bhi kehtay hain inn main koi khaasa difference nahin hay bas mt5 main kuch zyaada facilitaion dee gayi hay lekin meta trader 4 zyaada user friendly hay jiss ke wajah say yeh zyaada use hota hay meta trader 5 ya kissi bhi or terminal kee nisbat btother dono trader main zyaada farq nahin hay approximately same hi hay dono bas meta tradr 5 main kuch time frames zyaada hay or iss main stock zyaada hay or user friendly meta trader 4 4 zyaada hay or main baat yeh kay mt4 single threaded hay jab kay meta trader 5 multi thraded trading terminal hay uss kay ilaawa jo main differences hain woh yeh hain jesa kay:Click image for larger version

Name:	Screenshot_2.png
Views:	2
Size:	43.8 کلوبائٹ
ID:	12321704Click image for larger version

Name:	Screenshot_1.png
Views:	2
Size:	216.2 کلوبائٹ
ID:	12321705
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                            Asalam-o-alikum. Mera aap sab doston se sawal hay kay Metatrader 4 aur Metatrader 5 main kiya fark hay aur Metatrader 4 ya Metatrader 5 main sy kon sa trading kay ly best hay?
                            Meta trader 4 or Meta trader 5 mian jo main bara fark hai woh yeh hai kay meta trader old version hai jab kay meta trader 5 latest version hai. Jis mai jo pehly meta trader 4 main jo tools thy woh ab advance level mai ap ko meta trader 5 mian mil jaty hain. or es kay sath sath ap ko jo main fark nazar ata hai woh yeh hai kay ap custom indicators meta trader 4 main instal kar sakty hain jab kay ap meta trader 5 main custom indicators ko install nahi kar skaty hian. ap ko pehly meta trader 4 ko seekh kay meta trader 5 ko sahi tarha seekh kay achi earning kar sakty hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X