Price action learning ka faida?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Price action learning ka faida?
    Price action ki learning indicators signals or trading strategies se zeyda important hota hay,
    jab app price action ko learn kar lety hey to es ka matlab hay key app market ki next movement ko asani se samaj sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex pe kam karne ke liye Hamare Paas price action movement Ka Pata hona lazmi hai itna Jyada price action movement Karti Ho Gaya Mara market Mein working experience for standard increase Ho Jayega Jab Se Hum yaha par kaam karte Jayenge market ki movement ke Sabse Badi cheez hoti hai ki Tumhe bas thoda sa market par confidence ke saath kaam karna hoga Itna Jyada Hum Yaha per second ke saath kaam Karenge Tumhara yaha par basic information on learning program bahut jyada increase Ho Jayega Hame iske sath sath kuch learning and Management kar sakte hain time ke saath saath
    • #3 Collapse

      forex trading main price action se hmain market ki value ka andaza lgaty hain es se hmain har pairs k strong or weak hony ka andaza hota hai or boht se trador price action se analsy karty hain market ki sort e hal ka jaiza lety hain es liye hmain price action se hum os pairs ki market k up down main jany ka anada hota hai or es main hum apni trading k liye analsy karty hain or apni trading karty hain es se hmain market k bary main har trah ki maollmat price action se hasil kar skty hain q k market ko jub hum achi trah se analsye karty hai tab he hum apni trading ko bhatr tarky se kar skty hain or har trador ko jub price action ka pta chal jata hai tu wo apni trading k liye strong ban jata hai
      • #4 Collapse

        my dear brother forex market ma price action him logo ko market ki value ky bary ma batata ha jis sy him log kafi fida hasil kr skty ha or acha profit bna skty ha or forex ko kamyabi sy trading kr skty ha
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          Assalamu alaikum bhai Mere Pyar Mein price action learn karne ka hum bahut sara fayda hota hai agar Hum Log price action ko samajh Lete Hain Hum Log market Mein Se Accha profile nikal sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Price action learning ka faida?

            forex trading main price action boht important hota hay price action ko trading nay smjhna hota hay aor trader ko chhay keh woh forex trading market kay strong signals ko follow karay aor trader ko forex trading main aisi trading strategies ko use krna hay jo kah price action ko smjhny main helpful hon aor trader ko price action ka understand krna aor forex trading market main experience hona important hota hay aor trader ko market kay next price movement ko smjhny kay liay price movement ko smjhna zrori hota hay aor trader ko forex trading main learning krna ro indicators say market kay strong signals ko smjhna boht zyada important hota hay is liay trader hmasha price action ki good profitable trading strategies ko apni trading main use kia kray takah trader ko forex trading main market ki right price movement ki smjh ho aor trader trend ko follow kr kay trading kr kay profitable trading kray.
            • #7 Collapse

              Re: Price action learning ka faida?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              Price action ki learning indicators signals or trading strategies se zeyda important hota hay,
              jab app price action ko learn kar lety hey to es ka matlab hay key app market ki next movement ko asani se samaj sakty hey.
              price action Ek bahut Jabardast indicator aur bahut sara traders trading karne ke liye price action indicator ko use karte hain Hame price action ko use karne ke baare mein zaroor learning Karni chahiye Kyunki yeh ek bahut Jabardast indicator hai lekin traders ko ek baat Apne mindmanager Nahi Chahiye koi bhi indicator 100% right nahi hota aur Hume indicators for use Karke bhi loss Ho Sakta Hai Is liye apni trading ki planning proper kare
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Price action learning ka faida?

                Ji forex price action markete ki movement ka analysis ha jo aik trader krta ha koi b trade open krne se pehly aur is ka faida ye ha k is analysis se trader ko indication milti ha trend ki k wo abi kis tarah apni trade ko manage kre jis se use zyda profit ho sakta ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Price action learning ka faida?

                  Assalamualaikum bhai kaise hain aap Umeed Karti Hoon ke aap khairiyat se Honge main is Waqt 1 new user Hoon Leja Mujhe Kuch Khaas maloomat nahi hai lekin Meri maloomat ke mutabik price action learning ka fayda bahut jyada Hota Hai price action learning sirf seniors hi to ho sakti hai juniors ko iska idea nahi ho sakta price action learning Jab Kisi Ko hoti hai tovo easily trading ki next movement ko samajh sakta hai joke Aage trading mein bahut Ziada yeah fruitful sabit hoti hai bauhat kam juniors aise hote hn Jo price action learning se consciously aware yani shauri tor pr Agah Hote Hain aur woh trading Main Ek Kamyab traders sabit Hote Hain Umeed hai ke aap mere jawab se agree Karenge Shukriya Allah Hafiz
                  • #10 Collapse

                    Re: Price action learning ka faida?

                    forex trading main price action ki boht ahmiyat hai q k hmain price ko follow karty howe market ko analysis karna hota hai es liye aghr um es ki leraning ki bat karen tu boht zarori hai q k jub hum price action ko analysis kar skty hain tu hum apni trading k liye market trend ko find out kar skty hain or jub en points ko hum follow karty hain tu hum apni trading ko kafi had tak ansan bna skty hain tu zarori hai k hmain price action ko smjhny ki ability honi chahye jis se ap apni trading ko profotable bna skaen price action ka ik sub se bara faida yah hota hai k hum apni trading ko market k according kar skty hain or hmain es main acha prfofit bhi earn kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Price action learning ka faida?

                      Assalam.o.Alaikum dear. Ji ap ne bohat achi baat ki hai dear forex main trader price action ko dekhty hain jo bohat zrori hai trading ke liye or market situation ke liye because price action se hum pairs ka pta lagwa sakty hain or market analysis kar. Skty hain because market analysis bohat zrori hai because market up and down hoti rehti hai isi liye price action se hum market ki situation up and down ka pta laga sakty hain isi liye har trader ko pta hona chahye price action ka ye bohat xrori hai
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Price action learning ka faida?

                        Assalam.o.Alaikum dear. Ji ap ne bohat achi baat ki hai dear forex main trader price action ko dekhty hain jo bohat zrori hai trading ke liye or market situation ke liye because price action se hum pairs ka pta lagwa sakty hain or market analysis kar. Skty hain because market analysis bohat zrori hai because market up and down hoti rehti hai isi liye price action se hum market ki situation up and down ka pta laga sakty hain isi liye har trader ko pta hona chahye price action ka ye bohat xrori hai
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Price action learning ka faida?

                          forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain forex mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex trading students or house wife's or job less mans or poor mans ky liye bohat ache job hain forex aik real business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Price action learning ka faida?

                            New traders Jab wedding menu hote hai tu bahut free mistakes karte hain Jaisan Ke Jab new trailers Marg Ke Khet Mein trading karne Lagte Hain 2019 ko jaldi jaldi profit Banane Ke Chakkar Mein loss ho jata hai isliye unko samajhkar trading Karni chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Price action learning ka faida?

                              In order to remain profitable in the Forex market, you need a trading method that allows you to take advantage of the ever-changing market conditions, whether the market is fluctuating (price is converging and moving in a horizontal direction) or directionally (price rises or falls in a vertical direction) Forex is an active market and sometimes it becomes unstable to carry out trading
                              If your trading style in this market mainly involves the use of indicators such as the "Manstochastic", the "MACD Index", the "Relative Strength Index" or any other set of indicators, you are likely to put yourself in the worst position possible to take advantage of the movement of Forex market prices .
                              The problem with the use of such indicators after the event is that they interact leisurely and delayed for the movement of the market price, that is, after the formation of the traffic signal and moving from its position significantly marked the next indicator of the event will send the signal of entry, and often these indicators send an entry signal Is too late at a moment when the market is about to reverse its downward trend or vice versa. When you are trading in the Forex market using simple price action strategies, there is no delay, whether the price model is formed or not, and there are a few great price action models that can alert you to the impending price movement in the Forex market as it occurs, Time after the start of the movement.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X