How much education is enough?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How much education is enough?
    G dear wese to koi officially shart nahi hay kay kitni education ho lekin phir bhi wesay kitni education ya learning honi chahiye kam say kam achi trading kay liye or forex start kernay say pehlay?
    Hit Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex market main trading kerny ky liay wesy tou kisi special education ki zarurat nehi hai kei uneducated traders bhi forex market main acha business ker rehy hain just apko trading techniques learn kerni hoti hain aur ap trading start ker sakty hain but agar ap ny ko special degree hasil ki hui hai kisi economical field main MBA kia hua hai then apko bahot asani ho jati hai ky ap bahot jald forex market main trading ko learn bhi ker jaty hain aur bahot jald ap achi earnings bhi start ker lety hain forex trading ky liay kisi education ki requirement tou nehi hai but forex trading expert banany ky liay education ka hona bahot ehmiat rakhta hai aur agar koi forex related specilized education ho tou same education apki success main apki bahot help kerti hai aur ap forex trading ko hi as a full time business continue ker sakty hain
    • #3 Collapse

      Dear market ma trading krny ky leay humen English prhna smjhni aor likhni ati ho humen net chlana ata ho aor humen computer chlana ata ho aisy kam aik matric education wala bnda aram sy kr skta hai forex market ma mazeed mehnat krni prti hai zeyada tr mavad english ma hota hai is leay apko kam az kam matric krna chye
      • #4 Collapse

        Forex trading main trade karne ke liye aapko itne Jyada knowledge Ki Zaroorat Nahi Hoti Agar apke Paas thoda sa knowledge Bhi Hai To Yeh Bhi Forex trading ke liye bahut hai Kyunki Kyunki Agar Hum Chahte Hain Kya Main Jyada Se Jyada profit Ho Tu mere paas bhi hai Hum Itna Jyada loss Karenge aur mere paas Jitna Radha knowledge or experience Hoga Hume Itna Jyada property profit hoga isiliye how make battery incredible Ban sakte hain
        • #5 Collapse

          Traders ka education jitna high ho es ka faida traders ko ye hota hay key wo asani se market ko samaj sakty hey aur news ko samjny key ley be education zarori hay, mera expernice hay key education ki kami ki waja se traders news ko read nahi kar sakty esy traders ko achi trading ki umeed nahi rakni chaye, educated person ko ye advantage hota hay key wo worldwide economic news par nazar rakty hey jes ki waja se esy traders key ley trading karna bahot hi easy ho jata hay yahi advantage use ko successful hony me bahot zeyda help karti hay.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
            G dear wese to koi officially shart nahi hay kay kitni education ho lekin phir bhi wesay kitni education ya learning honi chahiye kam say kam achi trading kay liye or forex start kernay say pehlay?
            Hit Thanks
            My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma forex trading ma education ki zarort nhi hoti kau ky is ky leya zayada sy zayada experience ki zarort hoti ha jtna zayada experience itna hi zayada profit hasil KR skty or experience ky leya demo account py practice krna hoti ha
            • #7 Collapse

              forex tading ko bhatr karny k liye hmary liye yah zarori hota hai k hmain smjhna bhi hai or sikhna bhi hai es liye hmain apni trading main yah behad zarori hai k hmain likhna or parhna bhi ana arori hota hai jis k liye aghr qulaifictaion count ki jay tu matric honi lazmi hai q k es ka hmain he fiad hota hai es k liye hum apni trading ko achi trah smjh skty hain r sikh skty hain ab bat aghr posting ki jay tu es main beshak urdu language hoti hai maghr es k liye yah bhi arori hota hai k hmain ilm ho k yah kis type ki bat ho rahi hai or kis point ko dscus kiya ja rha hai tu matrik ki education kafi ho skti hai itna kuj karny k liye
              • #8 Collapse

                assalamualaikum dear forex trading k liye aducation ki zarorat nai hy uneducated traders bhi forex market main acha business ker rehy hain just apko trading techniques learn kerni hoti hain aur ap trading start ker sakty hain but agar ap ny ko special degree hasil ki hwi hy kisi economical field main MBA kiya huwa hai to apko bahot asani ho jati hai ky ap bahot jald forex market main trading ko learn bhi ker jaty han
                • #9 Collapse

                  Re: How much education is enough?

                  I'm trading mobile par Karen ya FIR computer par usse Koi Jyada difference Nahin Hota Jaise computer traders co trading karna Aasan Lage unko Waise Hi trading Karni Chahi Mai to Forex trading Mein Ek Saal se kam kar raha hoon Aur Main Hamesha trading mobile par hi Ki Hai Mujhe mobile par trading karna bahut Aasan lagta hai Kyunki ispe market par chat ko aasani Se samjhao Ja sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: How much education is enough?

                    Trading k liye koi khas education nahi chahiye lekin phir b mery kheyal sy trading ko sahi tarha sy seekhny k liye Matric hona zroori hai agar is sy kam hai to b trading ho sakti hai.
                    Lekin agar ap ki education kam ho gi to ap ko kai techniacl issue aye gy trading k doran ap ko kai cheezy smjh nahi aye gi q k wo english me hongi or ap ka knowledge b kam hoga.
                    Is liye trading karny k liye jis sy ap ko profit ho or ap ko market ki smjh ajaye kam az kam matric zroori hai or us sy zeyada jitni ap marzi apni education increase kar lo.
                    • #11 Collapse

                      Re: How much education is enough?

                      Dear forex ko join krny k liay ap ko khas education ki zrort ni hoti ap k pas itni education honi chaiy k ap kam az kam forex ko smj skan forex ko learn Kar skan ap agr posts krna chahty han to ap k pas thori bot education ka hona bot zrori hy or agr trading krna chahty han to ap kam education m b trading kr skty han ap ko sirf smjny ki zrort hoti hy k forex m trading ka kya or kasy krna hy kasy lots or kb lgani han anylyses ko study karna hota hy k kb market up ja ri hy kb down us k mutabiq kb trade kis trf k mutabiq lgani han forex trading m successful hony k liay ap ka hardworking hona b zrori hy agr ap hardworker han to kam education m b trading kr k successful ho skty han forex ko join kr k ap easily apni life m agy barh skty han
                      • #12 Collapse

                        Re: How much education is enough?

                        Agar Hum Logon Ko forex market se kamyabi Hasil karni hai to hum Logon Ko Apne education ko increase karna hoga Hum logo ko Apne knowledge ko increase karna hoga Jab Hamare Paas Jyada knowledge hoga to Fir Hum Log kamyabi Se Accha profit hassil kar sakte hain
                        Removed by Moderator.
                        • #13 Collapse

                          Re: How much education is enough?

                          12 karte rehna chahiye kya Kaise time batayega Hamare Atit karne ke chances Yahan Par Aur Bhi Jyada increase Sochenge skills for strong balance Sona Tu hota hai Hamare Paas kaam karne ke liye Jis Se Hum Kafi Jyada information generate kar sakte hain aur Hamesha nuksaan hone se ya Kafi Jyada se bhi kar sakti hai hamein chahiye kya apne account ko Aur Bhi Zyada save Rakhe kam karne ke liye yahan se
                          • #14 Collapse

                            Re: How much education is enough?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
                            G dear wese to koi officially shart nahi hay kay kitni education ho lekin phir bhi wesay kitni education ya learning honi chahiye kam say kam achi trading kay liye or forex start kernay say pehlay?
                            Hit Thanks
                            Dear friend forex trading main knowledge or experience hona both zarori ha jab tan humary pass knowledge or experience ni ho ga to hum forex trading main kamyab ni ho sakty han or apny loss karwa sakty han is ley humy maximum learning karni chae ha
                            Forex trading main proper learning or practice karni ho ge jis sy hum knowledge or experience hasil kar sakty han or ache trading sy ache earning kar sakty han life ko behtar bana sakty han
                            Forex trading main humy ziada sy ziada learning karni chae ha analysis seekeny chae han jab hum achy analysis seek lan gy to forex trading main aram sy kamyab ho sakty han is ley humy apny knowledge or experience k mutabiq trading karni chae han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: How much education is enough?

                              dear baaz daffa aisa bhi hota hay k bahut barray barray experts bhi lose aisay krtay hain jaisay unk pass koi knowledge tak nai hay aur wo markeet ko jantay tak nai hain k unhone krna kia hay aur kaisay kaam krna hay q k markeet kabhi kabhi aisa bhi rukh laity hay k kuch samjhna aur kuch samjhnay ka moukka he nai milta hay k kab kia aur kaisay krna hay is liye ham is markeet main kuch bhi fix nai kr saktay hain k markeet main hamaray pass kitna knowledge aur kitna experience lay kar kaam ko start krna hay hamaray pass jo jitna knowledge hay hamko usk mutabik kaam ko start kr laina chaye aur baaki sath sath honewlay lose say aur earning say hamko seekhtay rehna chaye q k asal main wahi asal knowledge hota hay jo ham apnay aap saseekhnay main success hotay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X