Trading Provide Enough Time For Prayer(Namaaz)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Provide Enough Time For Prayer(Namaaz)
    Har business ki tarah hum forex mein dunya(paisa)to kamaty he hain es k sath sath akhrat kamany k leye ibadat ka bhe kafi time mil jata hai.jab k dosry kamon mein kabhi boss ko asignment jama karany ki waja se namaz time pe ada nhi hoti to kabhe kisi aur waja se.mere khayal mein sub se bara faida ye hai k hum aasani se namaz k leye time nikal sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    brother jub insan ko business start karta hai tu who khud nahi karta hai who Allah us ki support kar k hi who start kar leta hai tu hum kesay apnay business time may apnay piyaray Allah ko bholl ja may nay bahot say log dekay hai jin k shope our bhot say trade online hotay hai jub b koi b namaaz ki azan hoti hai tu
    • #3 Collapse

      bat kafi had tak theak har business main insan apni akhrat ko sawarna bhul jata hai kyu boss ko khush karny main jo apka asal boss jis k hum mulazim hain us k huk ko tal dyty hain jis humari dunia b aur akhrat b khrb hojati hai is Forex trading main ap kisc k gulam nai hoty aur apni akhrat b sawar skty hain time py namaz prh skty hain aur dusri ibdat kar skty hain
      • #4 Collapse

        Salam friends, :rolleyes: Forex trading is a great business if you are just free 15 minutes free in the whole day, even still you can trade and get profit, but for this you need skills and knowledge to trade, you should practice Forex trading daily to gain experience and knowledge.
        • #5 Collapse

          aap nay bilkul thk kha hai namaz hamaray deen nay hum pay farz karar de hai aur hame is business ko b band kar k nemaz kada karni chahye jea k hum dosray businesses me kartay hain.
          • #6 Collapse

            Forex trading me namaz ka time eaily nikala ja sakta hai. Allah kay hawaly jo bhi cheez kar di jay us me barkat hi hoti hai nuqsan nahi hota. Agar real me dekha jay tu forex me konsa hum ne kuch karna hota hai market ka kam hai ye sara wo khud hi run hoti hai hum ne usko pakar kar run nahi karna. Hamara decision or order lagany ka kam sirf 30 minutes ka hai or order close bhi khud hi ho sakta hai targets de kar. Is liay me nahi samjhta kay forex kay samny beth kar Allah ko bhool jaya jay. Nimaz ki pabandi honi chahiay ye kam aram se apko time de sakta hai
            • #7 Collapse

              Forex trading ap ko bound ni kerti keh ap dosri activities bi chor dein ni aysa ni hay ap ki apni merzi hoti hay ap ko real mein namaz ke liye bhi boht time mil jata hay aur agar ap ne game kehlena ho tu wo bi ap khel skty hain its depend on you
              • #8 Collapse

                jaha tak ahmy aysa kuch karna para ha yah aka bohota chi job abn choke ha jsi ko ap yah kah sakta ha yah ak boht achi job ban choka ho sji ko hamy aysa kuch hota ha.
                • #9 Collapse

                  mera bahi forex is tara business ha ka is ma jis time ap chia Allah ko yad kar sakta ha forex ke business 24 hours hota ha is ma ap ko jo time sut kara ap ka lya acha ho ga
                  • #10 Collapse

                    yes i fully agree woth you in forex trading we can easily offer our prayers and as well as we can also do other work we in forex trading it depends onus that how much time give time to forex trading in forex trading we have not follow the orders of other so foex trading is nice business in which we can offfer prayer and can do other work...
                    • #11 Collapse

                      forex is a world wide online trading business bohat hiproftioable online business hai iss main aap 24 hours kaam ker sakte hain jab chahian rest bhi kr sakte hain iss liye bohat skoon se apni pnamaaz ada sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        bilkul janab yahan haim acha time mil jata hai apni namazon k lya aur ibaadat k lya main samajhta hon k trading sa yah aik buhat bada faida hai aur is sa hamain Allah ko khush rakhnay ka bhi moqa mil jata hai jis ki waja sa hamari income main bhi barkat hoti ha
                        • #13 Collapse

                          alertness, interest, knowledge, news and other's opinion are the key resources which may keep you safe from loss in any business activity especially in forex trading. trading is not the game but a way to earn and learn wisely and gain knowledge.
                          • #14 Collapse

                            mere hisab se forex trading is lehaz se best hai k ye hmen prayer (namaz) l kiye time provide karta hai hum dunya or deen ko sath le k chal saktey hain q k agar taraki chaiye to khud ko 5 wakt yaad karna us se dua karna behad zarure hai Allah hum sab ko aik acha musalman or trader banaye Aameenn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Any business / trading losses and gains have not always. to get ride of the damage at the right time and the right way requires full attendtion and good judgement if you do not complete loss of time money and other resources will be for a man who always try.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X