Economical factors jo forex per effect kerty sakty hein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Economical factors jo forex per effect kerty sakty hein
    Wo kon se economic factors ho sakty hein jo forex market per effect ker sakty hein ya market k trend ko change ker sakty hein?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai political events natural diseasster economic events effect krty hain market ko fomc meet rba meeting minutes ECB PRESS CONFRENCE MEETING MINUTES ETC INTEREST RATE DECISIONS INFLATION REPORTS INTERNATIONAL RELATIONS
    Acha kaam achy daam
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: asia najam پيغام ديکھيے
      Wo kon se economic factors ho sakty hein jo forex market per effect ker sakty hein ya market k trend ko change ker sakty hein?
      Forex trading market pe buddy buddy countries ke economicals factors bahut zyada effect Karte Hain Jani Nagar USA ki economy strong hoti hai aur dollar ka rate Bhi Jyada hota hai to usse gold week hota hai aur commodities baby farak padta hai aur Jin par isme US dollar ka combination hota hai usko Hum buy Karke profit bana sakte hain
      • #4 Collapse

        Dear esy bahot se economic factors hey jo key Forex financial market par effect kar sakty hey, currencies value ka increase ya decrease hona economic factor par hi depend karta hay, kesi be country ki terms us key export prices ko increase kar sakty hey aur yahi wo reason hota hay key us country ki currency ki value ko be higher kar leta hay, export prices me agar kami kar di jati hay to country ki currency value me be kami yakeeni ho jati hay yahi wo main factors hey jo key financial market me currencies key up down ka reason banty hey.
        • #5 Collapse

          Economical Factors ka effect :

          Economical factors forex makret pay boht effect kartay hian aor trader ko chhy kah woh hamsaha say economical issues ko smjha karay aor trader ko world ki sbhy countries kay economic problems ko smjhna hota hay aor trader ko must hay kah woh trading market main up to date rahay takah trader ko forex trading market pay honay walay economical effects ky time pay understanding ho aor trader in economical factors ko smjh kar market kay trend ko clear karnay main kamayb hota hay aor trader ko market main update rahna hay tab ja kar forex trading market main sahi profitable trading ho gy aor trader professional trading kar sakay ga.
          • #6 Collapse

            Assalamu alaikum bhai Mere khayal Mein Kisi bi countries ke economicals factors bahut zyada effect Karte Hain Jani Nagar USA ki economy strong hoti hai aur dollar ka rate Bhi Jyada hota hai to usse gold week hota hai isliye Hum Logon Ko Mahinat ticket nahi chahiye tha Ke Hum Log chup raho Na Sake
            • #7 Collapse

              Most economical factors Anju market Mein Mar investment Kohima account core stability Hamare ko Kabhi Jyada important speech Rehte Hain economic status Hame Pata hona chahiye economic data kab aata hai aur kab changing ho sakti hai yeh kahan tak market ko Vash karne mein Hame long time working karne ke liye Mare account ko bahut jyada health provide kar sakta hai usko samjh kaam Karenge investment Karenge business help Karega long time kam karne ke liye uske sath sath marketwatch karna bahut jyada important Hota Hai
              • #8 Collapse

                The forex market is primarily driven by overarching macroeconomic factors. These factors influence a trader's decisions and ultimately determine the value of a currency at any given point in time. The economic health of a nation's economy is an important factor in the value of its currency
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: asia najam پيغام ديکھيے
                  Wo kon se economic factors ho sakty hein jo forex market per effect ker sakty hein ya market k trend ko change ker sakty hein?
                  Bahut Sare economic factors for explaining pair effect Karti Hoon for example Agar us economy decrease ho jaye aur us me and Employment increase the same Forex trading market affect dollar value coming Aayegi aur commodities ki value increase ho jayenge aur traders dollar ko chodkar currency score Karenge aur dolichocephalic Karenge economic factor Forex trading market pair effect Karte Hain economic factors
                  • #10 Collapse

                    dear member boht si cheezien hain jo market ko bhi and economy ko bhi effect karti hai forexampale kisi bhi country ky aaps ka talukaat aor kisi bhi mulk ki currency ka strong hoona aor week hoona dono he market ko effect karty hia ais tarah dollar ka strong hoona and weak hoona bhi market per asaar andaaz hoota hia aisi tarah oil ki market py bhi political haalaat aor dono mulkoon ky haalaat asaar andaaz hooty hia ais tara oil produce karny waly mulk jab production kam kar daity hia to us ki price bhi high hoo jati hai jesy ky haal he main Amerca ny jo sanctions lagaee ky us nai bhi market ko effect kiya hia aisi tara employment bhi asar andaaz hooti hai market py
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Economical factors jo forex per effect kerty sakty hein

                      Kisi bhi country ki economic k hawalay se different point of view se ham dekhain to woh is ma involve hoti hain agar un ma koi kami beshi ho gi to economically woh country effect ho ga is lye chand aik factors yeh hain
                      a. inflation; gurbat aur berozgari ki wajah se bhi kisi mulk ki economy effect hoti ha
                      b. natural disaster: floods, rains, storm, earthquake, qeht sali ki wajah se economics pe asar pata ha
                      c. terrorism: yeh sab se badi wajah ho skati ha jo economic pe asr dalti ha
                      . Countries relationships: relationships ashay houn gay to mulk taraqi karay ga
                      e. import and export: export ko ziadah hona chaye
                      d. US dollar: US dollar ki strength bhi effect karti ha
                      f. Foreign Debt: debt boaht badi wajah h economics pe asar andaz honay wali
                      g. Taxes: taxes k increase honay ki wajah se bhi economics pe asr pata ha

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X