beginner ki trading strategies kia honi chaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: beginner ki trading strategies kia honi chaye?

    bilkul sahi Kaha beginner ke liye Zaruri Hai Ki Woh first open current account mein accha work start karen Kyunki demo account Aisa Kaun Hai Jisme acchi practice Kari Ja sakti hai aur first aapko Forex ki basic learning Ka Pata Hona bahut jaroori hai Jab aap basic learning ko achi Tarah Hasil kar lenge uske baad aap hard practice ke sath Forex Mein Kamyab earning kar sakte hain isliye basic experience demo practice aur accha hardwork bahut jaroori Hai new user then achchi earning kar sakta hai aur Kamyab trader Ban sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: beginner ki trading strategies kia honi chaye?

      forex trading main jitny bhi new mambers hoty hain sub ko chahye k wo apni trdaing main risk ko kam se kam rakhen q k un ka trdaing expiernce kam hota hai jis ki wjha se un ko loss hony ka bhi khtra hota hai tu boht zarori hai k apni trading strtgy boht he simple rakhen jis se apko loss na ho skay forex trading main new mambers ko sub se pahly apni trading ability ko strong karen or es ko proper demo par practice karen q k demo par ap apni trading skills ko bhi strong kar skty hain sath main real account main trading karny main asani hoti hai tu improve your trdaing ability
      • #18 Collapse

        Re: beginner ki trading strategies kia honi chaye?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        beginners ko simple trading strategies use kar key trading karni chaye,

        jab market overall direction me chali jaye to waha se buy ya sell order open kary, trend follow system key ley buying or selling signals ko banaya gia hay, jesy use kar key achi trading ki ja sakti hay esy bahot se method designed key gey hey jes se market trend ko start or end ko identify kar sakty hey.
        Assalamu Alaikum Forex trading business ko jo log join kar chuke hain unko toh pata chal Hi Gaya Hai Ke Forex trading Ek bahut hi critical business hai aur Main To ek baat hi kahunga Ke Jab Hum Forex trading co join karte hain tu hamesha sabse pahle Jo strategy used Karni chahi Hua Chatterjee 5050 honi chahiye Mere Kehne ka matlab yeh hai ki Apne capital car 50% trade Mein Lagaye aur 50% core loss recover karne ke liye save Rakhe Aage market ki different movement hone ki vajah se loss ho jane ki Surat Mein Hum use recover karne Ke Kabil Hoon agar aap pura capital invest kar denge to loss recover karne ke Koi chance nahi bachenge
        • #19 Collapse

          Re: beginner ki trading strategies kia honi chaye?

          Beginners Ko First Of All Forex Ko Ache Se Learn Karna Chaiye Hy Then Signals Or Strategies Or Use Karna Chaiye Hy. Q Ke Ziada Ter Beginners Ko Stop Loss And Take Profit Tak Ka Nai Pata Hota Hy. Agye Jakr Proper Trading Karein Aur Then Strategies, Indicators Ko Use Karein. Kuch Nai Tou Beginners Ko Lot Size Kam, Khas Selected Pairs Per Trading, Time Frame Same Rahna Zarrori Hy. Ziada Experiment Na Karein Ke Time Frame, Lot Size, Pairs Ko Change Krkr Ke Check Karein Ya Experiment Karein. Knowledge And Experience String Karein Jitna Ziada Ho.
          Other Wise Rsi, Average And Other Indicators Hain.
          # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
          • #20 Collapse

            Re: beginner ki trading strategies kia honi chaye?

            Ji bhai jan ap nay bohat hi acha sawal kia hay Forex trading main this time bohat say traders bohat pehlay say trading kar rahay hain aor un ko bohat ziada experience bhi hasil ho chuka hay qun k in old traders nay Forex trading main profit and loss donon ko face kia hota hay aor in traders nay kai best strategies tiar ki hoti hain aor in ko apply kar kay Forex main achi earning ki hoti hay beginner traders kun abhi tak Forex trading main expert nahi hotay aor na hi un ko Forex ka poori taran knowledge hota hay in ki learning main bhi kisi had tak kami hoti hay un kay liay best strategies banana kisi had tak mushkil hota hay behtar to yeh hay k woh first of all Forex trading ki achi taran learning karan aor Forex trading ka knowledge hasil karan aor phir demo pay Forex trading ki practice karan demo pay practice say un ko kisi had tak strategy tiar karnay ka idea bhi ho jay ga first of all to beginner ko kisi expert trader ki strategy ko apply karna chahiay ta k loss say bacha ja sakay bad main apnay experience say khud say lay amal tiar karay
            • #21 Collapse

              Re: beginner ki trading strategies kia honi chaye?

              g han bhai jan ap ny boht achi bat ki hai or main apki bat se sehmat krta hun forex trading main jo new mambers hain un ko chahye k apni trading ko simple startgy k sath karen q k jub wo siple startgy k sath trading karty hain tu wo apni trading main risk ko bhi mange asani se kar lety hain q k abhi wo bara risk afford karny k qabil nahi hoty hain tu aghr wo apni trading kos atrt main he low risk k sath karen tu wo boht achi trading kar skty hain or jub hum apni trading main risk kam karty hain jub un ka expiernce gain ho jta hai tu barry risk ks ath trading kar k achi eraning gain kar skty hain
              • #22 Collapse

                Re: beginner ki trading strategies kia honi chaye?

                AP apni theek Baat kahi hai ki Jab Tak Hum Apne seniour se health nahi lete Apne seniour scho Pehle nahi karte hain toh main bhi yahan par long time kaam karne se Kuch Bhi Nahi Milta Hai long time kam karne ke liye Hamesha Apne seniour score for loan karte rehna chahiye him se Hamesha Apne account ke liye guideline lete Rahna chahiye Jiski wajah se main apne account ko Kafi Jyada stronge and stable bana sakte hain without any type of analysis Kyunki Agar Hum accha kaam Karenge to achi Mein Raat Ho Gayi Yahan Par
                 
                • #23 Collapse

                  Re: beginner ki trading strategies kia honi chaye?

                  Forex trading business mai begginers ko bohat mohtaat tareeka ikhtiaar kerna chaiye takay start mai he achi trading say introduce ho jaey.Hamesha trends ko daikhna or samajhna zaroori hai takay agar trade open kerni hoto pehlay say samajh lia jaey kay kon sa entry point behtar rahey ga.Trade open kernay say pehlay agar news ko parha jaey or phir kisi bhi pair ki last limit kay near honay pay reverse order place kia jaey tab faida ho sakta hai. New traders ko lot size or apna account balance daikh kay trading kerni chaiye.Risk or chance aisi cheezain hain jo traders ko loss daiti hain iss liye inn say bachna bhi bohat zaroori hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: beginner ki trading strategies kia honi chaye?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
                    Pehly tou beginners ko khud sy forex market main kisi pair main bhi trade open nehi kerni chahiay balky indicators ko learn kery aur phir same indicators sy help ly ker trade open kery jesy RSI indicator hai ky jab same indicator main market 30 ya 70 ko cross ker jaey tou reverse order main trade open ki ja sakti hai aur aesi trade main profit hasil hony ky kafi chances hoty hain ya phir beginners ko pehly kisi expert ky analysis ko read ker ky trade lagany chahiay but expert analysis ko read kerny ka tareeqa bhi ana chahiay ky aksar traders expert analysis ko misread ker jaty hain aur trade open kerny per loss ho jata hai sath hamesha start smallest lot size sy lena chahiay ky agar loss bhi hota hai tou woh balance ko bahot zyada effect na kery
                    Assalamu Alaikum pahle Tu beginers Ko Khud Se forex market mein kisi pair par trade open nahi karni chahiye bol ke kisi bhi indirect Akola karna chahi aur fir se min director in directors se help Lekar trade open Karen Jaise Rs I in director hai Tejab SIM in Director main market 30 ya 70 ko cross kar Jati Hai tourism border Mein trade open ki Ja sakti hai Asi trade mein profit Hasil karne ka chance Jyada Hota Hai ya FIR beginners ko pahle Kisi expert se analyses ko read Karke trade Lagani chahiye lekin expert ko read karne ka analyses Ka Tarika bhi aana chahiye K Akshar traders expert analysis ko miss read karte hain aur trade open karne par loss ho jata hai Saath Hamesha start smallest load sahi se Lena chahi kya girl loss bhi hota hai tu Hua balance ko bahut jyada effect na Karen Shukriya
                    • #25 Collapse

                      Re: beginner ki trading strategies kia honi chaye?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      beginners ko simple trading strategies use kar key trading karni chaye,

                      jab market overall direction me chali jaye to waha se buy ya sell order open kary, trend follow system key ley buying or selling signals ko banaya gia hay, jesy use kar key achi trading ki ja sakti hay esy bahot se method designed key gey hey jes se market trend ko start or end ko identify kar sakty hey.
                      Dear friend forex trading main beginner k ley best strategy ha k sab sy pehly wo sab sy small lots size ka istamal karny trade open karny sy pehly analysis karny or or us k mutabiq take profit or stop loss istamal karny ta k account safe ho or isi tahra humy loss ni hon is k alawa bi dear candle candle chart sy support level or resistance level find kar k ache trading kar sakty han trend ko follow kareny warna loss kar sakta ha is ley humy trend ko foll ow karna chae ha or aik time main aik trade open karny to is sy ziada fayda ho sakta ha or forex trading main kamyab ho sakty han
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: beginner ki trading strategies kia honi chaye?

                        aik new trader ko chaheay ky sab sy pehly market main chart reading ko samjhain aur candle stick ko samjhy aur support aur resistance ko samjhy aur ju bhi h1 hour ky pechly din ky support aur resistance high aur low hoty hain un py horizental line lga kar un ky breakout hony pay trade karain aur uss say pehly market ky tredn ko bhi dekhain ky market main current trend kia chal rha hai aur trend ki tarf kam kary aik new trader ak es chez ko follow kary ga tu usy umid hai ky end main uss ka month loss main close nahi ho ga es lea support aur resistance level market main bohut he importance rakhty hain jiss ki waja say ham en main kam kar ky aik achi earning kar sakty hain market en level ko bohut ziada respect daiti hai aur aik new trader ky lea samjhna asan ho jata hai ky ey level kis tara say find karty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X