eid ki moka per forex ki movement
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    eid ki moka per forex ki movement
    Salam members eid ul fitar jo k puri dunya mn manai jati hy mera swal ye hy ky kya is eid ka forex market ki movement py koi asr hota hy ya bilkul b ni. Q k mera khya hy k muslim mumalk mn to in dino bht km trading ki jati hogi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AssalamoAlaikum respected members of Pakistan forex forum me apko aj is thread me batana chahta hun k chonky Pakistani stock exchange international exchange nai hy kisi b international broker K pas hmari psx nai hy islye eid ka koi khas efdect traidg pe nai prta
    • #3 Collapse

      No effect bhai q k ya aik international bunis hy aus waja sy ais ka koi effect ni ho ga just do your simple work no taje tension of market in eid
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Cm1 پيغام ديکھيے
        Salam members eid ul fitar jo k puri dunya mn manai jati hy mera swal ye hy ky kya is eid ka forex market ki movement py koi asr hota hy ya bilkul b ni. Q k mera khya hy k muslim mumalk mn to in dino bht km trading ki jati hogi.
        Mere Khayal Se Eid ka Forex trading Pinku Asar nahi padega Kyon Ke Eid sirf musalmano ka event hai Aur Zyada Dard badi badi countries non-muslims hai isliye market on hi Rahegi
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Dear brothers Eid ki chution ka forex forum koi affect Ni pry ga q k Eid to sirf Muslim countries m mnai jae gi jb k forex m Jo main kirdar ha wo us countries ka ho Jo k Eid Ni mnaty.isliye Eid p koi khas changing Ni hony wali.
          • #6 Collapse

            Je bhai jase senior members apko bata chuke hen k eid k moqa per insta forex market ki eid ki waja se koi khas movement nahi hoti islie ap routine work jari rakhen.
            • #7 Collapse

              Assalam o alaikum.
              Agar forex ko eid k hawaly se daikha jay to chonkeh eid muslims celebrate krty hain aur forex pa international logon ka bussiness ha aur yeh all over the world deal kr rahi hoti hai to iska eid ka koi khas effect ni ha.
              Thanks dear members.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Cm1 پيغام ديکھيے
                Salam members eid ul fitar jo k puri dunya mn manai jati hy mera swal ye hy ky kya is eid ka forex market ki movement py koi asr hota hy ya bilkul b ni. Q k mera khya hy k muslim mumalk mn to in dino bht km trading ki jati hogi.
                Eid ke mauke pe Forex trading market Pe Koi Asar nahi Padega Forex ka kaam Puri duniya mein kiya jata hai aur Eid syrup Muslims Ka tehwar Hota Hai
                • #9 Collapse

                  Forex par eid ka asar pare ga koun ke eid sirf pakistan main nai balke puri dunia main manaei jati hai aur is roz market main busniess ka rojan km rahny ke imkan hein aur kal ki nisbat market slow rahay gi is ley trader ko advice hai ke is bat ko mind main rakh kar trading plan ki jay
                  • #10 Collapse

                    Forex par agr dekha jay tu eid ke zaida nao tu thoray bahat asrat zaror parein gy koun ke eid sirf Pakistan main nai balke all over the world manaei jati hai aur jis se market down rahny ke kafi imkan pay jaty hein. Eid ko dekhty howay trade main safety ko mad e nazar rakh kar apni trading karni chaye koun market ke halat ke bare main qabal az waqat kehna monasib nai ho ga
                    • #11 Collapse

                      Bro forex aik international market ha so eid ul fitar ka kam he effect pary ga or wo bhi just itna k buyer or seller kam ayen gy market me baqi koi khas impect ka mera ni khiyal k asar ho ga
                      • #12 Collapse

                        dear ni forex international market hai or esme zada tar amal dakhal angrezo ka hai khas kar k america ka or americans logo ka so es lia esme eid ka koi fark ni parne wala hai so esme sub wesa he rahega eid ul fitar par
                        q k ye tehwar muslims ka hai na k angreezo ka.
                        • #13 Collapse

                          Eid jaise bade Deva Ram park market close Ho Jati Hai Kyunki market par koi bhi nahi Manju Dota Agar market Eid Kehta Hai Bahar Wale Din Bhi open Rahe to market ko Jyada Se Jyada nuksan hota hai aur kam fayda hai Hota Hai ISI liye Hame ISI liye Hame Eid par sada sada trading nahi karni chahiye tachyon Jada Jada last se bhi Bachche ke
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            forex frum intrnatiol market hy eid ki wja sy market bnd nhi hoti Wesy hi movement krti hy Pakistan m km hoti hy treding lekin market ksi k liy nhi rokti market apny hisab sy hi movmnt krti hy q k pori dunya m ye beznus in hy es liy eid ki wja sy movmnt nhi rok sakti hm treding km Karen gy tu forex ko koi Fraq nhi pary g q k pori dunya m treding usi hisab sy ho g

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X