Trust on your self not only on your luck
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trust on your self not only on your luck
    Dear members forex mein agr kisi trader ki luck achi hy aur woh kafi bar apni luck ki wajah sy kamyab hua ho lekin hamesha apni luck py ziada trust nhi krna chahiey balky apny ap py aur apni planning & strategy py ziada bharosa krna chahiey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Busniess mainkhod per trust karna parta hai aur aisa karny ke apni mehnat se yeh proof larns parta hai ke waqei main yeh busniess ya ksm karny ke qabil hon sirf luck ke saray bethy rahny se busniess nai hoty aur wesay bhi ajkal competion ka dour hai luck per barosa karny wala zamana guzar gia hai yahan khod ko manwany ke ley ala se ala knowledge hasil kar ke kamyabi ko yaqeeni bnya ja raha hai
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: QasimKhan0601 پيغام ديکھيے
      Dear members forex mein agr kisi trader ki luck achi hy aur woh kafi bar apni luck ki wajah sy kamyab hua ho lekin hamesha apni luck py ziada trust nhi krna chahiey balky apny ap py aur apni planning & strategy py ziada bharosa krna chahiey
      Haan ji bhai jaan aap bilkul Reti keh rahe hain traders ko Apne ladke Mujhe Apni strategies aur apni abilities Pe Yakeen karna chahiye is Seth traders kar Khud Pe trust Jyada Hoga Aur Woh achchi confidence se trading kar Sakenge
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        forex maen mery dost wohi trader kamyaab hota hai jo us main hard work kerta hai our humean bhe us time us main real success milay ge jab hum us main us ki learning ker k knowledge our experience gain ker k live account main trading kreain gay
        • #5 Collapse

          I think trading m Apni tarf se to fully effort karni chiey jitna o sky menhat karni chiey Anylsis kr k trading kary lekan khee Na khee luck ka b aml dhkal a
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: QasimKhan0601 پيغام ديکھيے
            Dear members forex mein agr kisi trader ki luck achi hy aur woh kafi bar apni luck ki wajah sy kamyab hua ho lekin hamesha apni luck py ziada trust nhi krna chahiey balky apny ap py aur apni planning & strategy py ziada bharosa krna chahiey
            Yes dear brother aapne bilkul theik baat ke. Agar hamary main self belief nahi hoga to ham kabi bhe sirf luck k sahary profit nahe kama sakty hain. Mane bhe note kiya hay k as a beginner mery main apny aap pe yakeen nahe hay aur main trade ko tp hit hony se pehly he close kar deta hun jis ke wajha se mujhy itna faida nahe hota ha. Aur baad main wohi tp hit ho jaata ha aur main pachtata rehta hun. Es ly apny aap pe yakeen aur ALLAH pe bharosa rakhna chahey.
            • #7 Collapse

              han je dear bilkul asa he hota hai k hum bus andha dhun trades lagate rehte hain k humara luck hume win karwaega layken asa her bar hota ni hai q k luck k sath sath hume apnay analyse ko zada se zada strong bana chahe jiski waja se hum bht zada profit hasil kr skte hain.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                g bhai ap ny bilkul sahi kaha hy k hamein apni planning aur strategy py ziada confident rehna chahiey na k apny loss aur profit ko sirf luck k sahary hi chorr dena chahiey keun k agr ap forex mein sakht mehnat krein gy to apki luck khud bakhud apka saath dey gi

                اب آن لائن

                Working...
                X