Gold mn investment kaisi hey ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Gold mn investment kaisi hey ?

    Real gold Mein investment to acchi hai lekin iske liye aapke paas achha experience Ka Hona bahut jaroori hai aur uske sath sath achha balance backup Ka Hona bhi bahut jaruri hai Kyunki Itna achha experience aapke paas Hoga utni hi aap acchi earning kar sakte hain aur gold Aisa par hai Jisme in Kamyab profit Hasil karne ke liye aapke paas Jyada Se Jyada balance backup Ka Hona jaruri hai isliye kam se kam Ek hazar dollar Agar aapke account mein ho tabhi aap acchi earning kar sakte hain otherwise currency pair pair trading karna behtar hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Gold mn investment kaisi hey ?

      Market main sab say risky pair ki baat ki jeay to pher us main Gold hai main to us main trade nahe kerti hoon koin k us main boht barey barey banks or market makers trade main involve hoty hian pher her trader ki koshsh hoti hai k wo gold ko sell ya buy karey to us main to mujhey boht loss hota hia our mera jab bhe account wash hoa hai wo gold main hoa hia humean us main mehnat kerna ho gee our currency trading hum bonus account holders k leay best hai humean sirf usi main trade kerni cvhahy koin k ye main profit slow hai but risk bhe boht kum hota hia
      • #18 Collapse

        Re: Gold mn investment kaisi hey ?

        Dear God Mein investment bahut hi best hai lekin gold Aisa par Hai se isliye maine kam se kam aap ke paas 1000 dollar ki investment Ka Hona bahut jaroori hai Kyon Ki Kitni acchi investment Hogi utni hi achi earning Kari Ja sakti hai backup ke liye accha balance backup Ka Hona jaruri hai Kyunki Forex trading mein Jitna Bhi backup main balance thoda ho utna hi aap tradeco profit Mela sakte hain Agar kam balance makeup hoga to Gold Mein trade bahut hi Mushkil Hai Aapka account jald hi was hoyega isliye gold Mein trade tabhi ki Ja sakti hai Jab accha balance Ho
        • #19 Collapse

          Re: Gold mn investment kaisi hey ?

          bhai ja forex trading main sub he pair main trading krna bht he best hai or koi bhi pair apko khud ge profit nahi deta hai apki khud ki trding ability hoti hai jis se ap profit eran karty hain or aghr ap gold ki trdaing ki bat karty hain tu yah aik aysa pair hai jis main ap aghr achi or expiernce ki base par trdaing karen tu ap es main boht he zaberdast trading kar skty hain or apko profit bhi acha he milta hai es liye ap ko jis pair main intrest hai trading karny ka tu apko os pair main expiernce gain krna chahye demo account par os pair main trdaing ki practuce karen os k bad apni rael trading kar skty hain es k ilwa aghr pairs main trading karen tu hum os main bhi trdaing practice kar k achi eraning gain kar skty hain
          • #20 Collapse

            Re: Gold mn investment kaisi hey ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: wisdom words پيغام ديکھيے
            Dear forex members ye btaye ga k forex trading mn investment gold mn achhi hey ya currency pairs mn ?
            Assalamu alaikum bhai jaan mujhe Forex trading co karte hue takriban 1 year ho chuka hai aur mere Khyal ke mutabik aur mere knowledge ke mutabik gold aur crude oil Dono hi bahut critical pair Hai in mein se profit Hasil karna bahut jyada Mushkil hota hai isliye hamein chahiye Ke Hum trading na Karen Agar Hum in pairs trading karna chahte hain tu Jyada Se Jyada trading Karauli Hasil Karen aur analyse Karen ki market ki moment kaisi ho rahi hai agar Hame movement ke bare mein acchi information Ashish Ho Jaaye to trade karne mein koi nahin Hoga Aur Hum intertrade kar sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Gold mn investment kaisi hey ?

              When you plan to invest gold it does not mean that you will buy or sell the bullion itself but will make deals on the current price of gold. Gold prices are influenced by different factors and reflect global changes in markets. Let's get to know the gold addition to your investment strategy. The "yellow metal" has always been present in financial markets. In earlier times it was used to support traditional paper currencies. During the gold standard it was necessary to support paper money with a similar amount of gold as a reserve. From the 1980s to the beginning of the first decade of this century interest in this precious metal was very low due to rising stocks and strong and stable growth of the economy. That's why the price during that period was between $ 300 and $ 500. Interest in gold investment grew after the financial crisis in 2008. The price reached $ 1,907 in August 2011. The recovery of the US economy coupled with the federal interest rate hike since 2013 has led to a drop in gold but the precious metal continues to attract investors' attention
              • #22 Collapse

                Re: Gold mn investment kaisi hey ?

                Forex trading businessmai metal py trading ka faida bohat ziada hai.Traders jab acha profit haasil kerna chahtay hain tab gold mai trading kertay hain.Gold mai trading kay liye zaroori hai kay account balance bohat acha ho,Market ki latest news or moves ka pehlay say undaza ho jo kay analysis parhanay or kernay say hota hai.Gold mai trading kay liye behtreen entry point ka wait kerna bhi zaroori hai.Kabhi kabhi market bohat ziada fast tareekay say move ker rahi hoti hai or uss waqt small traders ko bilkul gold mai trade nahi kerni chaiye kiyu kay aik bhi ghalat entry account ko loss mai ker sakti hai.Gold trading kertay huay lot size ki setting bhi apnay account ka balance or margin daikh kay he kerni chaiye takay risk factor kam say kam he rahey.Profit ratio bhi currencey pairs ki nisbat gold mai bohat ziada hai or movement bhi ziada hai.Gold mai trading soch samajh kay karey to bohat acha profit kamaya jaa sakta hai bus laalach or jaldbaazi say bach kay trading kertay rahein.
                • #23 Collapse

                  Re: Gold mn investment kaisi hey ?

                  dear gold main investment ka faida tu bht ziada hai is se ap acha kahsa earn kr skty ho lkn is main humain investment bht ziada krna hogi gold pr trade krny ka phr he faida hai or is main apka experinece or confidence b ziada hona chayia agr is main profit ziada hia tu loss b ziada he hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Gold mn investment kaisi hey ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: wisdom words پيغام ديکھيے
                    Dear forex members ye btaye ga k forex trading mn investment gold mn achhi hey ya currency pairs mn ?
                    Dear friend forex trading main ap investment karty han to ap apny account main investment karty han phr ap apny account sy different currency pairs or metals main trading kar sakty han jasa k gold
                    Gold main trading k ley ap k pass knowledge or experience ziada hona chae ha warna ap ko ziada loss ho sakta ha is ley humy loss sy bachena chae ha or ziada sy ziada ache trading karni chae han gold main trading start karny sy pehly ache tahra seekena or samjena chae ha or us k bad humy Proper money management or risk management sy trading karni chae han or lots size apny account k mutabiq select karny ta k humy kam sy kam loss or ziada sy ziada profit hasil ho sakeny

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X