do not proud as trader..
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    do not proud as trader..
    agr aap ny forex trading men taraqqi karni hae to meri ik advise yad rakho k kabhi b apny aap py ye fakhar na karren k bss main hi bahot barra trader hoon muj sy ziada koe ni janta aur iss baat ko bhool jain balky apko jo b forex k motalliq banda milly to uski baat ko ghor sy suno ho sakta hae k wo koe aisi baat bata dy apko jo apko pata na ho aur kissi b new trader ko mamooli na samjen balky usko b ehmiat den.matlab aap har lamha kuchh new seekhny ki talash men rahen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bahi ap theak kah raha hain kabi insan apna ap ko proud fel na karain kiun ma proud mai insan hamesha nuksan otahta hai laken ap chata hain tu ap ko nuksan na ho to proud s bachain thanks
    • #3 Collapse

      Dear se baat Apne Bahut Achi Ki Hai Ke Hame Apne Forex trader Monika fakhar nahi karna chahiye aur Humne Joby knowledge gain Kiya Hai us knowledge ko Pakistan Forex forum members ke sath thread or post Ki Surat mein Hume share karna chahiye aur Junior members ki help Karni chahiye Taake junior member ko unke bonus accounts kuch bonus profit Hasil ho sake.
      • #4 Collapse

        Doosray alfaz main aap ye advise karna chahtay hain ke kisi bhi trader ko overconfidence nahi hona chahie kiunke forex trading aik risky business hai aur ye kisi bhi trader ko jahan raton rat ameer bana sakti hai tu raton rat kisi bhi most experienced ko raton rat lakh pati se kakh pati bhi bana sakta hai lehaza hamain bohut ehtiat se kam lena chahie.
        • #5 Collapse

          Assalam o alaikum dear friends.
          Friends mera khial yeh ha Keh fakhar to kisi bhi cheez Pa krny ka koi msla ni ha han magar apny ap pa gharoor ni krna chahye Yeh aik negative pehlu ha is lia agar ap achy trader hain to apna experience logn maim banten jo apki achai ko aur improve kry ga .
          Thanks dear members and forex also.
          • #6 Collapse

            assalamu alaikum bhai Mere Khayal Se Tu Insaan ko Kisi bhi cheez par proud feel Nahikarna chahiye qkAksarGaroorInsaan ko daba ke rakh deta haiisliye Kabhi b beingr
            A traderaapko Kisi bhi cheez par zaroor nahi karna chahiye q k garurr Allah ko pasand ni
            • #7 Collapse

              As a trader apko acha sa acha karnay ki koshish karnin chahiya lakn lazmi nahin ka ap es mn expert ho jyn
              • #8 Collapse

                Ji haan Forex trading main aapko Agar profit ho jata hai us par aapne proud feel nahi karna aur overconfident Nahi Hona mostly Yeh Baat Dekhi jati hai ki Jab aapko profit hota hai to aap bahut jyada proudy Ho Jaate Hain aur overconfident ho Jate Hain Jiski wajah se aap ke baad mein trading karte hain toh aap sahi tarah se market ka analyse Nahi Karte Jiski wajah se aapko aur Jyada loss ho jata hai
                 
                • #9 Collapse

                  Dear ap ny kafi achi advice ki hu khas tor py un traders k liey jo musalsal kamyab ho rahay hain keun k agr koi bhi trader aisa sochta hy to woh automatically overconfidence ho jata hy aur jb koi trader overconfidence hota hy to woh apna loss krna start kr deta hy
                  • #10 Collapse

                    dear bro ap ki bat bilkul thk hy ke kabhi apny ap per fakhar na kro ke tum expert trader bn gai ho aur tum ko ab mazeed knowledge ya experience ki zarorat ni bulkey forex aik bahut hi complicated profession ya work hy jis main insan sari umar seekhta rehta hy ,is liy kabhi bh overconfidence ni hona chay
                    Signature removed by moderator
                    • #11 Collapse

                      amazing and awla thread ki hai apne mere bhai mene apko es thread k lia rate bhi keya hai thanks bhi deya hai or reply bhi kr raha hun
                      zabardast dil kush kr deya apne bilkul je wo kehte hai na k ilm hasil kro maa ki gud se kabar tak to waqai me hum her din kuch na kuch naya sekhte hain chahe wo trading ho ya aam zindagi humare es lia hume chahe k kabhi bhi guroor ni krna chahe q k guroor ALLAH ko pasand ni hai or hum kise bhi waqt neechay a skte hain trading me bhi es lia subki madad krni chahe hume.
                      • #12 Collapse

                        Agar aap ek acche trader ban gayi hai toh aapko chahiye ke kabhi bhi proud Na Kare Jiski wajah se aapko loss Hai loss ho sakta hai aur aap ek acche se bure Titli Ban sakte hai agar apke cheated Banna chahte hain toh aapko chahiye ke demo account Jyada Se Jyada practice kar ke aur hard work Karke Chada Chada experience aur ek achi Titli Ban sakte hai
                         
                        • #13 Collapse

                          Respected members pride make a hath, dear apko pta hy k hme proud feel kbi ni krna chaye, dear bilkul thek kaha hy ap ny.
                          • #14 Collapse

                            g han bilkul agar ham as a trader khud par proud karen gey to hamari learning esi jaga stop ho sakti hay khud ko hamesha learning stage me samjna chaye or proud nahi karna chaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading Mein Hum Jab Bhi Aate Hain Hame bhosada proud Ho Jata Hai Jab Bhi Hume Bol Radha profit hota hai ya phir Hamare Paas bahut jyada Paisa aa jata Hai To Hum proud karne Lagte Hain Hume Aisa bilkul bhi nahi karna chahiye Kyunki proud karne se kya pata Mara par ho Jaoge Hame Mila Hai Woh ke Chala Jaye isliye mein kabhi bhi baat nahi karna chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X