Why we buy forex rebot
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why we buy forex rebot
    Friends jis tarah ap jante hain k forex trading k liye market main rebot sell ho rahe hote hain jin ko log buy bhi kar rahe hote hai laikin masla ye hai k ye rebot humen loss bhi karwa sakte hain aur profit bhi to in rebots ko buy karne ka humen kia faida hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    hum forex robot us leay buy kerty hain koin k hum samjhty hain k us say trading asaan ho jeay ge our humean kabhe bhe loss nahe ho ga par easa nahe hota hai humean manual trading kerni chahy us say siekhna ko kafi khuch milta hai our ye humery leay behtar hai
    • #3 Collapse

      aslam o alikoum my dear brother daikhain aksar dost es rabot ke bat kr rhy hoty hain main kabi nhe daikha aur khaty hain y kafi expense hai aur kam ke chaz hai es ko sirf wo log use krty hain jin ke investment lakhoooooooooon dollar main hoo
      • #4 Collapse

        aj kal forex trading main robot use bhi hoty hay jo keh automaticaly trading karty hay so agar hum un kay zariye trading karen gay to es baat ki guarnity nahi hay keh hum esmain hamesha profit earn karen gay keh nahi es say behtar hay keh hum khud trading karen hum robot say ziada achi trading kar kay market main risk level ko maintain kar kay trading main earning kar sakty hay
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          humay robot buy karnay kay chakar main nahi parna chahiey kyun keh robot say earning hamesha nahi hoti robot kuch arsa profit daity hay then market main earning karnay ki bijey humay loss kara daity hay so humay cahhiey keh khud trading karen agar hum khud trading karen gay to wo trading hum achi kar sakty hay

          اب آن لائن

          Working...
          X