Emotions ko kesay control kia jay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions ko kesay control kia jay?
    Forex main chon ke emotions se bahat nuqsan hota hai is ley trading main is ko control karna be had zarori hota hai is ko control karny ka asan tareqa likhein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    emotion ko control kerny ka behtareen tareeqa yeah hai ky ap forex trading ky liay apny rules bana lain aur un rules ko bilkul bhi break na kerain warna apko loss bahot zyada ho jaey ga aur ap automatically emotional ho ker koi bari ghalti kerain gy aur apka account wash ho jaey ga
    • #3 Collapse

      Forex mai emotion ko control krna asan hai es kay lye ap ko forex ka knowledge hasil krna hai aur apni trading style ko bhe improve krna hi. jab bhe trade open kray tou ap nay emotion ko bhe control krna hai. ya sub forex kay knowledge say he control kr sakty ho. aur ap ko earning bhe ho gy.
      • #4 Collapse

        dear forum membran forex trading main emotions ka istimal bahut hi dangerous aur harmful hy ab emitions ko kis tara control kerna hy is ke liy apny limitation bna lain aur in limitation ko cross na kren to ap emotions se bach sakty hn ager ap emotional ho jain ge to ap ka profit loss main bh badal sakta hy
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          g haan emotions ko control karna bohat zaroori ha koi trader agar emotions ko control nahe karta emotions se greedy hojata ha aur lalach mey jata ha to usko loss he hoga eslye emotions sey pehlay bacha jay
          • #6 Collapse

            emotion ko control krna bht mushkil hota ha specially jb account loss m ja rha ho us waqt bnda chahta ha koi aisi technique krun k loss bhi na ho aur profit bhi ho.iss thinking k act upon krny k liye phir bnda risky trading pe ajata ha aur bri bri lot lgata ha ta k kisi trah recovery hojae.yad rkhen aisa kbhi bhi na kren aisa krny se bht zyada loss ho ga.apny emotions ko control m rkhen aur jo trade ap ne lgai ha usi ko chlny den.keun k pehli trade apny soch smjh k lgai thi aur abhi jaldbazi wali trade lga rhy ho to ye apko loss he de gi.
            • #7 Collapse

              G han ap ne theek jaha firex tradibg may achi earning k luay boht zarori hay k hun apny emotions ko cintrol may rakhe take hum liss na kary apna emotion par control rakhny ka best tarika yehi hay k hum trade laga kr market ko watch karna chore day aur market se side par ho jay
              • #8 Collapse

                Greedy emotions zayda tar paaiy jatay hain inpe control karna bohat zyada zaroori hay kyun kay ye humay loss de saktay hain emotions ap ko majboor krtay hain big lots par ya bagair koi achi trade kay zabradsti entry eslye humay emotions ko khatam krna chaye
                :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                PLEASE VISIT HERE
                • #9 Collapse

                  trader ko market main support or resistance say market ka knowledge say khud ko emotions ko control kr saqty hain or sath main yehi sub say zada zarori hota hai kay successful trader ko is market main kaam ko is tara say krna hota hai :cool:
                  • #10 Collapse

                    g haan emotions sey bohat nukssan hota ha wajah ya ha emotions ap ko majbooor kartey hen lalach detay hen ky har time trade karo aor zada se zada haasil krney ki koshish ap ko bohat nuksan dey sakti ha
                    :p Yes You Can Do :p
                    Honesty + Sincerity = Prosperity
                    • #11 Collapse

                      Forex trading main aap apni emotions ko control kar sakte hain Jab aap Forex trading main planning ke sath kaam karte hain aur apni strategies ko banate hain aur unko follow kar ke yahan par kaam karte hain tab Aap Yahan Par Apne emotions ko control kar sakte hain aur accha kaam kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        agar hum emotiosn ki zad main aa kar trading karen gay to hum market main earning karnay ki bijaye market main loss kar lety hay so humay chahiye keh fresh mind kay sath kam karen kyun keh fresh mind kay sath he trading karnay main faida hota hay tab he achi earning kar sakty hay
                        • #13 Collapse

                          assalamu alaikum bhai
                          Kisi bhi Business mei agar aap success Hasil karna chahte hain toh aap ko chahiye ke aap apne emotions koo kill karde Aisa karne se aap bahut jyada success Hasil kar Sakenge Jitna Bhi thoda profit Ho apne aap ko Usi Mein satisfied kar lena chahiye Aise aap apne motions aur Garib par control kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Ya soch k ap emotional py countrol kr sgty hybk ap ko agr loss ho rha hota hy to phr ap ko us sy emotional hony k bjaye ya sochna chiya k konsa ayk trade sy is trade sy hamari pori life ka fesla hona hy baki bhi ham kafi trade kr sgty hy us ko close kr k phr fobata st ham rade profit wali bhi lga sgty y
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jub ap trade kaerty hain to ap ko emotions kho dety hain jo ap k liye buhat hi nuksan da ho sakta hay isi liye apko rules k sath hi trade kar sakty hainaur ap ka account wash huny sy bach jaye ga ap aik time table aur rules bana ly us k bad hi ap forex par kam kary ap zyada profit kama sakty hain
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X