Trading experience and knowledge.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yes dear hum forex mein success hasil kerny k liye experince to hasil kerty rehty hain but is k ilawa bhe bht si cheezain pereshan kerti hain fore example Volatility of the market is sometime so worst for me in forex. While I am having good profits, within the next second I go to lose lots of money. And I hate this about forex most. I suffered these moments lots of time while trading. But I love this about forex too as I get serious chance of making lots and lots of money.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      trading experince jo k bht hardwork krne se ata he so work hard and earn more and more from this buisniss this will be the good for u and i like this buisniss very much work hard this will be good for u
      • #33 Collapse

        Brother trading experiance be hone chaye apke sath aur also apke sath knowledge be hone chaye har trader ke leye to he succes trader bana chaye
         
        • #34 Collapse

          dear hum ko tradinng k bare main experience and knowledge.learn karna chahiye kuin dear is say hum is main success hasil kar sakty hain or better work kar sakte hain is liye dear
          • #35 Collapse

            yaah bro mera mana hai ke apne theak kaha ku ke hume koi bhi businiss start karne kelye os mean experience or knowldege bohat hi zada zaruri hai or wo hume demo account pe pertices se milti hai jse hum basani earn karskte hain yahan pe......
            • #36 Collapse

              Yes dear ap ne bilkul sahi detail post ki hai. Demo account pr practice se aur real account mai loss se experience aur knowledge hasil hota hai. Iss k sath sath hamain market news, fundamental news, Market analytic aur experts opinion pr zaroor nazar rakhni chahiye.
              • #37 Collapse

                forex is acomplicated online trading business iss liye iss main trading experince aur forex knowledge hasil kerne k baad iss koi join kerna chahiye ta k loss se bacha ja sakay .
                • #38 Collapse

                  ramis bhai zahiri c baat hai ye experience aap ko kaam kar k he mile ga na k aap ko kahe time wast karnay say mile ga.aap ko chaye k yaha pay zyada say zyada work kar k experience hasil kare.
                  • #39 Collapse

                    Yes bro apne blkl thk kaha dost waqai hume in do chezon se experience hoga zahir hy shuru shuru me galtyan to nikalti hn mre bhai mgr hume un galtyon se seekhne ka moqa bhi mlta h.
                    • #40 Collapse

                      gee mre bhai forex bohat acha busineess hy es busineess ko hmy pehly learn krna chahye aur experience aur knowledge hasil kr ke he trading start krny chahye phr he hm trading me kamyaab ho skty hy
                      • #41 Collapse

                        E-book or electronic books are available through internet to read them and gain knowledge .by implementing them practically we gain experience . with time by doing more practices trader become expert in trade ,
                        • #42 Collapse

                          yes dear yeh bat bilkul thek hy forex may work karny kay liye hamy knowledge and experience ki bohat zarorat hoti hy kiyu kay es kay begair ham success hasil nahi kar sakty hain hamy knowledge internet kay zariye hasil hota hy and ham demo per practice kar kay bi kafi acha knowledge and experience hasil kar sakty hain.
                          • #43 Collapse

                            jinta app k trading ma experince ho gy inta he app ko trading ma faida ho gy .ais lye forex ma experince ki both zaroort parti hai jinta app k experience ho gy app inty he zayada pasey kama saktey hai
                            • #44 Collapse

                              main ya samjta ho ka trading mein experience aur knowledge bhut ziada important hai kyun k ya he base hai forex mein aik acha trader ki agar jis k pas bhi ya ho tu wo forex mein bhut ziada success full ho jata hai kyun k jab bhi hum forex mein learning karta hain tu hum ko forex mein us baat per bhut fox kiya jata hai k hum iss business ki ziada se ziada knowledge ko get kara.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                yes dear forex trading aik business hay aur har business me profit earn karne kay liye knowledge aur learning ki bohat hi zarorat hay aur hum asani se forex business me learning aur knowledge ki madad se profit earn kar sakte hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X