account wash kb consider kia jata ha???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    account wash kb consider kia jata ha???
    dear forex members mera ap sub se ye question ha k account mein kitny $ bch jaen to forum ki trf se account wash consider kia jata ha.jo k recovery ni deni prti????????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear wese to acount wash zero ko hi samjha jata hai, but hamare account men 3,4 dollars bach jate hain jo k hamari lot k motabiq bach jate hain, hamara account agar bonus account pr 30$ se kam ho to phir hamen next month recovery ni krna parti hai.
    • #3 Collapse

      jab app apny account main kum capital k oper gold ya oil ya silver main barey volume ki trades lagain our market app k against chali jaey to us say account zero ho jta hai our pher us ko yahi khaean gay app ka account wash ho geaya hai
      • #4 Collapse

        Friend account wash tb consider hota hai jb ap ke account main atni amount bach jay ke ap koi bhi trade kisi bhi lot main open na kar sakhein .ya youn ke ap jo bhi order open karna chaein tu wo due to less balance open na ho saky aur yeh agr ajkal new rule ke mutabiq 10 se zaida ho tu next main recover karna parta hai phr profit ana shru ho ga
        • #5 Collapse

          apky account men agr 30$ bach jain to phr hamen recover ni karny part aur jab new bouns ata hae to hamen ussi bachy huay balance k sath trading shurru krny ki ijazat hoti hae koe recovery must ni hae.
          • #6 Collapse

            Dear instaforex kay mutabiq jab wo ziada loss ki trades band kertay hay to aksar 4-5 ya 10$ bach jaate hay iss ko ziyada tor per wash hi kaha jaata hay ager aap ka account wash na bhi ho wesay hi loss ho jaye or aap ka balance 30$ dollar say kam ho month ky end per to koi recovery nahi kerni hoti ager 0.01 $ bhi ziyada ho 30$ say to recover kerna hota hy
            • #7 Collapse

              Jab ham ko full losss ho jata yy jab hamary account my sara bakance khatam ho jata hy losss ii waja sy to us ko phr account wash kehty hy ya tab hota hy jba ham sy galat trade lg jati hy to ham us ko close nai krty hy ya stop losss nai lgaya hota hy to phr ham ko ussy bhit zeada loss uthana parhta hy
              • #8 Collapse

                Dear aapka account bonus wala wash consider Kiya Jayega Jab aap ka bonus account par koi train lagi ho aur woh trade Autocar close ho jaye aur aapke account mein balance both Kamrej toh Woh aapka Kele ke count Hoga loss mein means ke Wash count hoga lekin agar aapne instaforex bonus account par manual trading close ki yaka stop loss hit ho gaya aapko is Surat Mein Jitna Bhi last hoga recover karna padega
                • #9 Collapse

                  Apka account wash us waqt hota hai jab ap ka balance kam ho or lot size ap ne bari laga di ho tab ja kar account wash ho jata hai or koi new trade bhi nhi lag pati hme buht smbhal kar trade karni chahye or money management ko buht khyal rakhna chahye tab hi ja kar ap forex me profitable trader ban sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Forex trading business mein insta forex par bonus k account mein trading kartay han aur agr ap ko loss ho jata hy aur ap trade auto par close ho jati hy aur ap k account mein Jo balance bach jata hy wo hi ap ka balance ho ga aur ap ko phr us balance ko cover nhi karna parta aur ap ne khud trade ko close kiya tu ko us balance ko recover karna ho ga
                    • #11 Collapse

                      Gud quistion agar ap ki lots system k zariae auto closs ho jay tou ap ko loss recover nai karna varta balky next bonus se ap tradeing start kar sakte hay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        agar hum money managemnet kay bgair trading karen gay to es chakar main humay market main loss ka samna karna parta hay humay chahiye keh es business main khoob time dain aur lalach na karen kyun keh lalach main loss he hota hay humay money management ko kisi surat main nahi chorna chahiye kyun keh es waja say loss he hota hay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X