Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?
    Bohot se traders nay ye baat experience ki hogi kay demo account mein bohot achi trading hoti ha, big profit bhi earn hota ha lekin real account mein is kay khilaaf hota ha, aksar loss hota ha. Is ki waja kiya hs?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Brother aapne dekha hoga k jab aap demo pe kaam karty ho to aap pe kisi kisam ka dabaao nahe hota hay aap khul k jesy dil aata hah wesy kaam karty ho lekin jab real pe kaam start karty hain suru main he darna start kar dety hain aur loss khaw mukhaw mai uthaaty hain. Agar real main dary jhaky bghair kaam katin to mera yakeen ha k ham asaani se profit kama sakty hain. Baki logon ka kya khyal ha ? Sab ke raay zaroori ha.
    • #3 Collapse

      Har forex broker humay apny platform par free practice ki sahulat muhaya karta hy ta keh real account shuru karny say pehly hum koi trading system bna lain hum samjh lain keh trade kis trha opne karty hay kaisay close karty hay kin cheezo ka khyal rakha jata hay jab tak hum practice account main kamyab nahi ho jaty us waqat tak real account kay bary main sochna bhi nahi chahiye kyun keh ya to hum apny khoon paseenay ki kamai lgaye gay ya pher waldain ki kamai lgaye gay
      Humay demo account ko real account ki traha samjhy trade open karnay say pehlay humay pata hona chahiye keh trade kyun buy kar rahy hay ya kyun sell kar rahy hay stop loss kahan aur kyun lga rahy hay lot size konsa use kar rahy hay aur money management kar kay trade karen ye sab humay mind main rakh kar he trading ko seekh kar real account par kam karna chahiye
      • #4 Collapse

        Demo account ma humen loss ka dr nhi hota is leay hum apni trade lgi rehny dety hain aor market ma humen acha profit mil jata hai demo account ma capital bhi zeyada hota hai
        Real account ma loss ka dr hota hai jis ki waja sy br br hum apna account dekhty rehty hain
        • #5 Collapse

          DEMO ACCOUNT VS REAL ACCOUNT SUCCESS RATIO :
          DEMO ACCOUNT : Dear forex trading mein jb hm demo account pr trading ke practice kr rhe hote hien to hmein boht profit demo account mein hasil hota he aur es ke waja yeh hote he keh hm demo account mein free minded ho kr apne trading kr rhe hote hien aur hmein kse qsim ke profit ya loss ke hone mein koi pershane nhe hote he aur hm apne trading jb free mind aur sahih tareeqe se demo account mein krein ge to saf bat he keh hmein demo account mein trading krne se boht acha profit hasil ho jata he. as ke br aks

          REAL ACCOUNT :
          real account chonkeh hamre apne investment hote he aur es mein hmein profit hasil krna hota he aur hmare mind free nhe hota he aur hm tension mein rhte hein keh hmein loss na ho jae to jb hm real account mein apne mind ko nhe snbhal skte hein aur real account mein mistakes krne lg jate hein to in wajohat ke waja se hm real account mein acha profit hasil nhe kr pate hien agr trader demo account ke trah real account mein bhe azade se trade kre aur apne mind ko fresh rkhe aur sahih faisle kre to real account mein bhe demo account ke trah acha profit hmein hasil hota he.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
            Bohot se traders nay ye baat experience ki hogi kay demo account mein bohot achi trading hoti ha, big profit bhi earn hota ha lekin real account mein is kay khilaaf hota ha, aksar loss hota ha. Is ki waja kiya hs?
            Dear Asha Bhosle traders ke sath Hota Hai ke unko real account mein to loss hota hai lekin demo account mein ho profit Bana Lete Hain qk demo account mein trading karte waqt traders loss car fare nahi karte Jab Ke real account mein trading karte waqt traders no scar share karte hain jisse wo acchi trading nahi kar sakte aur unko loss Ho Jata Hai Kyun Ke fair ki wajah se wo properly kaam nahi kar sakte
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
              Bohot se traders nay ye baat experience ki hogi kay demo account mein bohot achi trading hoti ha, big profit bhi earn hota ha lekin real account mein is kay khilaaf hota ha, aksar loss hota ha. Is ki waja kiya hs?
              bhai Jab Hum demo account for practice Karte Hai To usme Jo Kare Lagate Hain utne Hamare motions nahi lage Hote aur Jab Hum real account mein tere Lagate Hain toh usme Hamare motions Lage Hote Hain Jise trade mein loss ho jata hai
              • #8 Collapse

                jub ap demo account me trading kartay hain to ap kay pass big balance lia hota ha or ap ki losss bardasht karnay ki limit b zada hoti ha jub market thori se losss me jati ha demo account me ap mukhalif big lots laga kar os ko prifit me convert kar letay hain demo account me trading kartay wakt ap ko bolkul b tention nehi hoti ha ap zara b streess feel nehi kartau hain
                is kay ilawa real acccount me aik ap kay pass investment bohat zada kam hoti ha dosra ap real me trading kartay wakt ap pychology ko control nehi kar saktay ap over trading ki waja se apna losss karwa letay hain
                is ka hal
                is jal hal yehi ha ap real me agr 1000$ investment karna chahtay hain to ap demo me b 1000$ ka account open karay is se ao ko real account me trading karnay ka b andaza ho jaey ga
                • #9 Collapse

                  dear mery khayal me real account ki trading me hamary emotions hamary control me nahi rehty esi waja se loss ho jata hay, demo account me ham koi be esi emotions nahi karty jes se loss ho magar real account me hamari investment se trades open ho jaty hey aur hamy ye dar hota hay key ye investment kesi be time loss ho sakti hay esi waja se ham achi trading nahi kar paty hey aur market trend ko be follow nahi karty jes ki waja se jo trade be hamari loss me chali jaye ham us ko jald se jald close karny ki koshish karty hey yahi waja hay key hamy kesi be trade me profit nahi hota.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
                    Bohot se traders nay ye baat experience ki hogi kay demo account mein bohot achi trading hoti ha, big profit bhi earn hota ha lekin real account mein is kay khilaaf hota ha, aksar loss hota ha. Is ki waja kiya hs?

                    Bhai AP ko pta ha demo ma ager him logo ko loss bi hota ha to is ma him ko na kuch vachta ha or na hmra kuch jata ha is leya him log demo ma drty nhi or wasy hi trad open KR daty ha jib ky real account ma him logo ko is ka dar hota ha Jo loss hony ki sub sy bri waja ha
                    • #11 Collapse

                      buhat zayda time may hamen ye dakhamay ki milta ha k haam is may demo account may kafi auchy say workingnkr k apnay account ko mange kr akty han is say hamari income ko kafi faida mill skta ha hamary account ko manage krna hamary lye kafi asaan ho jata ha hamari sari investment ak side par ho kr hamary controll may aa skti ha hamay kuch krna hota ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?

                        Brother aapne dekha hoga ok jab aap demo pe kaam karty ho to aap pe kisi kisam ka dabaao nahe hota hay aap khul ok jesy dil aata hah wesy kaam karty ho lekin jab real pe kaam begin karty hain suru major he darna begin kar dety hain aur loss khaw mukhaw mai uthaaty hain. Agar actual major dary jhaky bghair kaam katin to mera yakeen ha ok ham asaani se profit kama sakty hain. Baki logon ka kya khyal ha ? Sab ke raay zaroori ha.
                        • #13 Collapse

                          Re: Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
                          Bohot se traders nay ye baat experience ki hogi kay demo account mein bohot achi trading hoti ha, big profit bhi earn hota ha lekin real account mein is kay khilaaf hota ha, aksar loss hota ha. Is ki waja kiya hs?
                          Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main humy demo account main both profit hota ha q k hum log bari lots use karty han bagar tensn k humy pata hota ha k humy loss ni hona ha or humy bari bari trade laga laty han or un main acha profit hota ha or jab hum real account main trading karty han to humy loss hota ha or hum loss kar daty han jab k humy wait karna chae ha hum wait ni karty Han or loss karwaty han is ley humy chae proper money management k sath trading karny ta k humy loss na ho or ziada sy ziada profit hasil ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?

                            Demo account main profit our real main loss honay ki kafi wjohaat hoti hean us main aik to jab app demo kerty hain us main app serious nahe hoty hain app k pass account boht bara hota hai app k emotions trading main nahe hty hain app trade laga k do say teen din ay week nahe diekhty hain koin k app ko account wash honay ka koi dar nahe hota hai na tension hoti hai jab k real main jab atay hain to account chota hota hia app money management nahe kerty hain our our trade laga k bar bar diekhty hai risk zeada leaya hota hai koi plan nahe hota hai serious hoty hain tension hoti hai uise leay loss hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?

                              bhai jan demo account main kamybhi or real main nakami ki sub se bari wjha yah hai k demo account main hmary pass acha bonus hota hai jis se hum dar k bagir hum apni trading larty hain or esi wjah se hmain demo main loss kam hota hai jub k real trdaing main aik tu hmara capital invest kam hoti hai dosra hmain apni tdaing main loss hony ka dar bhi hota hai tu apko aghr forex main kamyb hona b hai tu demo account ko ap real account ki trha mange kar k trading karen jub ap real accoun mat ki trha demo main trading karen tu ap real main bhi achi trading kar skty hain or hmain acha profit mil jta hai jub hum demo k hisab se real main trading karty hain tab he ap se trading mange nahi hoti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X