Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
    Bohot se traders nay ye baat experience ki hogi kay demo account mein bohot achi trading hoti ha, big profit bhi earn hota ha lekin real account mein is kay khilaaf hota ha, aksar loss hota ha. Is ki waja kiya hs?
    As-salamu alaykum demo account par kaam karte waqt Hame Dar Nahi Hota ki Hamara capital loss ho jaega isliye Hum jyadatar demo account mein apni trade ko successful bana sakte hain lekin real account mein demo account ki strategy ko use karne ki vajah Se Hum lost Ka Shikar ho Jate Hain agar aap demo account par yeah samajh Gaye kaam Karenge ya aapka real account hai to aap demo account waly strategy real account mein use Karke successful ho sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?

      Demo account humean pata hai k virtual money hai ager app nay 1000 $ ka account open bhe kia hia to koi dar khoof nahe hai koi ghum nahe loss bheho jeay ga to app ko pta hia pher say open kar lain gay koi emotions naheh hain par dosto real main khuch kahane alag hoti hai aik to kum investment pher oper say profit loss k emotions bhe sath hoty hean demo ko hum nay serious leaya nahe hota hai us leay us main to profit hota hia pher par real trading main us ka koi faida nahe hota hai to ise leay humean sirf oru sirf loss hota hai humesha koi bhe cheez fazzoool nahe hoti her aik kaam ki kadar karein gay to pher he forex say acha profit earn ker pain gay
      • #18 Collapse

        Re: Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: khadijaa پيغام ديکھيے
        DEMO ACCOUNT VS REAL ACCOUNT SUCCESS RATIO :
        DEMO ACCOUNT : Dear forex trading mein jb hm demo account pr trading ke practice kr rhe hote hien to hmein boht profit demo account mein hasil hota he aur es ke waja yeh hote he keh hm demo account mein free minded ho kr apne trading kr rhe hote hien aur hmein kse qsim ke profit ya loss ke hone mein koi pershane nhe hote he aur hm apne trading jb free mind aur sahih tareeqe se demo account mein krein ge to saf bat he keh hmein demo account mein trading krne se boht acha profit hasil ho jata he. as ke br aks

        REAL ACCOUNT :
        real account chonkeh hamre apne investment hote he aur es mein hmein profit hasil krna hota he aur hmare mind free nhe hota he aur hm tension mein rhte hein keh hmein loss na ho jae to jb hm real account mein apne mind ko nhe snbhal skte hein aur real account mein mistakes krne lg jate hein to in wajohat ke waja se hm real account mein acha profit hasil nhe kr pate hien agr trader demo account ke trah real account mein bhe azade se trade kre aur apne mind ko fresh rkhe aur sahih faisle kre to real account mein bhe demo account ke trah acha profit hmein hasil hota he.
        Assalamu Alaikum demo account par practice karte hue Hum bilkul freemind hokar practice Karte Hain Kyunki isme Hamari apni investment Nahin Hoti aur aisa lagta hai ki aap bilkul Azad hokar tension free hokar practice Karte Hain To Hamein is main kamyabi Milti Hai Jab Ke real account mein launch hone ki ek Baje bhi hai ki hum tension Lete Hain Jo investment Hum karte hain wah hamari ek taraf se apni Hoti Hai Jiska Saya hone ka bahut jyada Dar Hota Hai ke Kahin loss Na Ho Jaaye to Hamein kuch bhi nahi milega aur ISI pressure mein aane ke bad Ham news paper trade Lagate Hain aur Hamein Na Kami hoti hai hamein chahiye ki real account mein bhi bilkul demo account Ki Tarah tension free hokar Har Tarah Ki tension se Hamein free hone ke baad trade Lagani chahi Tujhe keenan Kanha Mein kamyabi Milegi Shukriya
        • #19 Collapse

          Re: Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?

          Dear ap ne dekha hoga kay jab ap demo account par kam krty hain tu ap apny oper kisi b kisam kay pressure ni lete ap na dar ho kar trading krtay ho ap kay oper kisi kism ka koi khof ya dbao ni hota ap bilkul relx hoty ho lkn jb ap real account main invesment krty ho tu ap kay dil main dar rehta hai kay kahin loss na ho jaye or ap apna kam confidence se nahi krty jis ki waja se ap ko real account main nakami ka smana krna parta hai agr ap real account pr confidence se kam karin tu ap ko success zror milay gi.
          • #20 Collapse

            Re: Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?

            Forex trading business aik unique business hai jiss mai hamain moqa milta hai kay hum isay mukhtalif tareeko say seekh sakhtay hain. demo account trading sub say best way hai jiss say forex trading ko hum live market mai seekh saktay hain. Demo account mai success or real account mai loss ki baat bilkul bhi sahi nahi hai kiyu kay jaisi trading demo account mai hoti hai wesi he real account mai hoti hai.Demo acount mai hum sakht faislay bhi asaani say lay laitay hai magar real account mai hum bohat soch samajh kay trades open kertay hain.Agar dono accounts ki trades ki average bhi nikaali jaey to real account ki trades demo account say kamm he hoti hai
            • #21 Collapse

              Re: Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
              Bohot se traders nay ye baat experience ki hogi kay demo account mein bohot achi trading hoti ha, big profit bhi earn hota ha lekin real account mein is kay khilaaf hota ha, aksar loss hota ha. Is ki waja kiya hs?
              Assalamu Alaikum ji bhaijaan ya question bahut Sare logo ne kiya hai ke hum demo count par jab kaam karte hain to Hamein usme achha profit Milta Hai Lekin Jab Hum real account Mein Aakar wahi strategy use karte hain to Hamein loss ho jata hai bhai iski Ek simple Baat ye hai ki Jab Ham demo account par kaam karte hain tu tension free hote hain Hame Apne capital ke Hali hone Ka Koi Dar Nahi Hota aur real account Mein Hum darte hain aur galat analyse kar lete hain jis ki vajah se Hamein wahan par loan hota hai agar aap demo account par acche tarike se market ko analyse Karen aur FIR Usi analyzation se a real account par kaam Karenge to kabhi bhi loss Nahin Hoga aur Hamesha full confidence Ke Saath Apne trade co open Karen agar aap doublemint honge toh abhi aap log Ka Shikar Ho Jayenge
              • #22 Collapse

                Re: Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?

                bhai jan forex tading main demo account main hum trading ki ractice karty hain jub hum demo account main trading karty hain tu hum real smajh kar karen q k real main jitna hmary apss balnce hota hai otna he hum demo main use karen tu he hmain faida mila hai or jub hum demo account main real account ki trha trading nahi karty hain tu hum apni trading ko bhi kbhi bhi profaitable nahi bana skty hain tu apko demo account ko real account ki trha sue krna chahye tab he ap ko acha profit milra hai tu demo account ko use karen aghr kamyb trading karni hai q k yahan oar ap trading ki practice karty hain jis se apka expiernce bhi gain hota hai or ap successful tradng kar skty hain
                • #23 Collapse

                  Re: Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?

                  demo account aik practice account hai es liye es main hum trdaing ki practice kar skty hain jis se yah hota hai k hum real account main trading ko bahtr kar sky hain or trading ka expiernce gain kar skty hain or aghr hum bat karen real account main loss hony ki or demo main profit ki tu es ki yah wjha hoti hai k demo main hmary apss deposit bonus zyda hota hai jo k hum apni trdang main practice k liye jo invets karty hain wo bari karty hain jis se yah hota hai k hmain loss ho jay tu farak nahi parhta hai or na he hmain loss ko recover krna hota hai jub k real account main aik tu demo jitna balnce nahi hota hai or hmain demo ki trha nadar ho kar trading bhi nahi karni hoti es main hmain dar bhi hota hai k hmain loss na ho jay or os dar ki wjah se hmain loss ho bhi jta hai jis se hmari trdaing real account main fail ho jati hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    dear mery khayal me real account ki trading me hamary emotions hamary control me nahi rehty esi waja se loss ho jata hay, demo account me ham koi be esi emotions nahi karty jes se loss ho magar real account me hamari investment se trades open ho jaty hey aur hamy ye dar hota hay key ye investment kesi be time loss ho sakti hay esi waja se ham achi trading nahi kar paty hey aur market trend ko be follow nahi karty jes ki waja se jo trade be hamari loss me chali jaye ham us ko jald se jald close karny ki koshish karty hey yahi waja hay key hamy kesi be trade me profit nahi hota.
                    Ji bhai jan ap nay bohat hi achi bat ki hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon Forex trading kay do taran kay account am tor par hotay hain ail real trading account aor dosra demo trading account aksar traders first of all Forex trading ki achi taran learning kartay hain aor learning complete karnay kay bad first of all aksar traders demo account main Forex trading ki practice kartay hain demo account main real account ki taran hi trading hoti hay lakin is main investment nahi hoti is main farzi tor par bonus provide kia jata hay jis say traders trading kartay hain yeh aik game ki taran hota hay jis main khud ki koi investment zaia honay ka koi dar nahi hota aor na hi koi traders main emotions payda hotay hain traders easy ho kar trading kartay hain aor achi trading kartay hain lakin jab woh real account main trading kartay hain to un ko loss honay lag jata hay is ki kai wajohat ho sakti hain aik to yeh hay k is main loss ka dar aa jata hay qun k real account main investment karna parti hay jis kay loss honay ka dar aksar traders ko hota hay dosra demo account main practice kay doran har bar profit hasil honay ki wajah say traders over confident ho jatay hain aor kuch ziada hi easy ho kar trading kartay hain jis say mistakes kar jatay hain aor trading main loss ho jata hay demo main aksar traders lot size big set kar datay hain ya phir pehlay say lot size bara hota hay aor isis main practice kartay hain lakin jab woh real account main trading kartay hain to un kay pas ziada investment nahi hoti jis ki wajah say un ko majboran kam investment karna parti hay is main bhi un ko kafi pareshani hoti hay baz traders real main bhi lot size big set kar datay hain lakin phir usay adjust nahi kar patay jis say un ko loss ho jata hay demo ki taran real main bhi emotions ko control karna chahiay aor practice kay doran demo main small lot size set kar kay practice karni chahiay
                    • #25 Collapse

                      Re: Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
                      Bohot se traders nay ye baat experience ki hogi kay demo account mein bohot achi trading hoti ha, big profit bhi earn hota ha lekin real account mein is kay khilaaf hota ha, aksar loss hota ha. Is ki waja kiya hs?
                      Dear friend demo account ko hum free samj k trading karty han mind relax hota ha or tension ni laty han or loss bi ho to wait karty han tab humy demo account main ziada fayda hota ha jab k real account main apny pasey lagy hoty han or hum log itna wait bi karty han na sabir karty han or sab sy bari baat k tension ziada laty han jis ki waja sy loss he hota ha is ley humy chae ha jab bi real account main trading karny to humy tension ni lani chae ha bilkal mind relax rakhna chae ha or apny account k mutabiq trading karny ta k ap ko ziada sy ziada fayda ho or loss bilkal bi na ho forex trading main kam karna itna ahsan ni ha is k ley mehnat karni chae ha
                      • #26 Collapse

                        Re: Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?

                        Demo account me zeyda profit ya success ki waja ye hoti hay key ham trade open karny se pehly bilkul be nahi sochty hey aur loss ka dar be nahi hota hay es waja se jab loss ka dar trader key dil me na ho to wo achi trading kar sakta hay aur demo account me esi waja se hamy success mil jati hay jab key real account me hamesha loss hi hota hay es ki waja aur koch be nahi hay hamary knowledge me kami be nahi hoti aur trading experience be acha hota hay magar loss key dar ki waja se ham real account me hamesha hi loss kar lety hey, traders ko chaye key wo real account me be demo account ki tarha se hi trading karen na greed kia karen aur na hi emotional ho jaye karen.
                        • #27 Collapse

                          Re: Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?

                          dear yeh aik hakeekat hay k forex main kaam krnay k liye sab say ziada important hay mined ka set hona jub ham is main success ho jatay hain to hamaray liye forex main kaam krna bahut ziada easy ho jata hay yahi example hay forex main k jub ham demo main kaam krtay hain to haamray liye har aik trades main earn krna bahut he easy hota hay aur jub ham real main kaam krtay hain to haamray mned k uper yahi bojh hota hay k lose say kaisay bacha jaye mairay khayal say yahi sab say barri hamari kamzori hay k ham apnay mined ko set krnay main unsuccess hotay hain jiski wajha say haamra markeet main tikna bahut he mushkil rehta hay agar ham mined pay aboor kr saktay hain to ham markeet main kamyaab hain.
                          • #28 Collapse

                            Re: Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?

                            Ji haan main aapki baat se bilkul muft hun jyadatar log Yahi Kahate Hain Ki demo account mein profit hota hai aur real account mein loss lekin iski main Badi vajah yah hoti hai ki aapke pass acche experience maujud Nahin Hota demo account mein aap relax hokar koi bhi trade open kar dete hain aur vah aapki to ka ki Bina per profit ki taraf Jaz Chali Jaati Hai isliye agar aap accha experience Karen demo account ko Hamesha Usi Tarah use karna chahie jaise ki aap real account ko use karna chahte hain jaise jaise ki agar aap demo account ko real account Ki Tarah use Karen usmein utani hi amount deposit Karen jitni aap real account mein propose karna chahte hain Jab aap utani hi amount ke sath demo account mein kaam Karenge to aapko real account mein Hamesha profit hi hoga Tu first acchi ladki Hasil Karen then aap live account mein trading Karen
                            • #29 Collapse

                              Re: Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?

                              ji haan mere Bhai aapane dekha hoga ki jab aap kaun sa kaam karte hain to aap confidence ke sath kam karte hain aur full of conference hote hain aur aapko loss ke chances nahin hote aur aap apne Express ke sath kam karte hain isiliye office mein profitably karte Hain jawab real account mein kam karte Hain to aap emotions mein a jaate Hain aur aapko loss ka khatra hota hai aur aap confidence to baithe Hain jiski vajah se aapka log hote hain isliye hamen confidence ke sath trade karni chahie motions mein nahin hona chahie hona Hi nahin chahie jitna hamare pass hoga experience utna hi acche tarike se umredkar sakenge aur utna hi achcha prophet asali kar denge isliye hamen ismein jyada se jyada experience rogaine karna chahie Park Ham real account mein bhi earning kar saken
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?

                                Demo trading account for real trading account mein Fark.
                                Dear traders forex trading aik technical business Hy is mein agar aap chahte Hain ki kamyabi hasil karen to aap ko us ka knowledge hasil karna ho ga. Forex trading knowledge hasil karne ke liye sab se pahle chahie ki woh demo trading account per practice Karen. Real trading account or demo trading account mein basics fork sirf human emotions is lots Hy. Jab Ham demo trading account per practice kar rahe hote Hain to hamare pass capital zyada hota hai aur ham bari lot size use kar rahe hoty hain us ke alawa agar hamen Loss Ho jaaye to hamen ziada tension mehsoos nahin hoti kyun ki Ham samajhte Hain ki yah account ya dollar fake hain Jo ki sirf hamari practice mein istemal ho rahe hain. Magar yeh practice hamen sikhane mein rukawat banti hai. Jab Ham real trading account mein aakar trading karte Hain to vahan per hamen capital bahut kam hota hai aur ham jab trade lagate Hain to hamare emotion bahut zyada involve hote Hain. Market up and down dono taraf move kar rahi hoti hai magar Ham jaise market hamare was move karti hai Ham apni trade ko close kar dete hain aur apne account ko thoda sa lossdete Hain ya phir aise hota hai ki jab market hamare trend mein move karti hai aur ham jaise thora sa profit aata hai vah apni trade ko close kar dete Hain. Hamen chahie ki professional trader ki tarah jab bhi ek trade lagate Hain to uska target set Karen aur phir jab tak woh trade target Tak pahunchi hai usko kab Tak uska wait Karen jab aap ki target per ponch jaiy to close krin.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X