Jaiza : forex currency ka aik he trend dekhna behtreen ha ya dono dekhen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : forex currency ka aik he trend dekhna behtreen ha ya dono dekhen?
    dear respected members ma ye kehna chahta hun agar hum sirf aik he trend pe kaam karen mean sirf buy ki trades analysis karen wo behtr ha ya buy aur sell dono pey focus karna behtar ap batain
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    JAIZA : TREND :


    Dear forex trading mein trader sirf aik he trend ko dekh kr trading kr skta he aur trader ko market ke trend ko ache trah se smjh kr us ko follow krna hota he aur trader ke lie yeh frz nhe hota he keh woh sirf buy ke trades ko he analysis kre blkeh trader sell ke trades ko bhe analysis kr skta he aur trader ko jo market trend clear bta rhe hon us ko istemal kre agr trader ko market mein clear buy ke signal mil rhe hien to phr trader buy trades open krein agr traders ko sell ke signals market de rhe he to traders sell ke trades open krein es trah se trader forex trading mein acha profit earn kr skte hien aur trader ko hmesha aik he trend ko follow krna aur sirf buy ke trades ko he focus krte rhna mere khayal mein to sahih na he trader ko market ke hr phlo pr dihan dena he aur trader ko market jo clear direction de us ko follow krte howe sell ya buy ke trades ko focus kre aur apne trading mein good analysis se aur good management se apne trading kr ke kamayb ho skta he.
    • #3 Collapse

      Trend trading beshak aik bohot profitable strategy ha lekin sahi trend ko kesay find kiya jaye ye us se bhi ziyada important ha, because ap aik hi waqt mein dono trends par tarding nahi kar saktay,. Forex market mein aik hi waqt mein different traders, market ko differently dekh rahay hotay hain. Agar aik trader ko Up trend nazar aa raha ha to same time dusray trader ki analysis kay mutabiq trend Down ho sakta ha.
      Ab sahi trend ko find karnay kay bohot se methods hain. Sab se simple method ye ha kay kisi bhi long time frame mein chart ka visual jaiza lay lein. Is se clear ho jaye ga kay is waqt trend kis taraf ha. Ise se bhi clear na ho to Higher highs, higher lows aur Lower lows, lower highs ko dekhain. Agar bohot arsay se aik hi trend chal raha ha to phir strong support aur resistance ko dekhain. Agar price support/resistance kay qareeb ho to ye possible ha kay strong levels break karnay kay baad ya trend jari rahay ga, ya wapas ho jaye ga (For example, agar trend down ha aur strong support ko break kiya, to down trend continue rahay ga).
      • #4 Collapse

        forex currency ka trend to aik hi hota hay aor trader ko forex market kay trend ko smjhna hay aor trader market main us time buy kary jis time trader ko ko sahi analysis kar lay aor trader ko sell aor buy donon trend ko follow krna hay agr trader ko market ka trend clear buy ka laga rha hay to trader buy ka order place karay ga aor trader ko trend market ka sell ka dikh rha hay to trader ko sell market main place karna pary ga aor trader ko experience ho aor trader market ko fundamental analysis bhi kia karay aor trader ko technical analysis bhi karna chhy takeh trader ko market ka trend clear ho skay aor trader aik hi trend ko follow karty howay trading say profit earn kar sakay ga
        • #5 Collapse

          Market ka trend aap ko kaam karne mein aapki bahut jyada help karta hai jo aap ko kabhi bhi kisi bhi site par movement ke liye aapko guideline provide karta hai friend ke kabhi bhi engage working Na Kare agar aap friend ke against working Karenge toh aapko yahan se bahut Jada nuksan ho sakta hai earning nahi kar sakte hain aap
           
          • #6 Collapse

            jaiza
            trend is your friend
            trend kaya ha
            trend usay kehtay hain jub market higher high or lower low bana kar chalti hai
            expert trader sirf trend ko aik hi simat me trade kartay hain agr higher high ja raha ha to wo sirf buy karay gay
            agr market lower low me ho gi to sirf sell karay gay
            agr ap trend kay mukhalif jaey gay aik to apko mostly lossess ka samna karna paray ga or dosra jub ap trend kay mukhalif trade lagaey gay to ap ko profit b bohat kam milay ga
            mera manna yehi ha kay ap sirf trend ko aik hi simat me dekhay
            ap is tarah kar saktay aik big trend ko identify karay weekly time frame me phr ap 4hr me ja kar waha par opertunity dhonday
            agr weekly me apnay buy ka trend dhonda ha to ap 4hr me b buy ka trend dhonday trend kay mukhalif na jaey
            • #7 Collapse

              agar ap ko kaam karna ha tu sab say phalay ap ko chiye k ap yahan par is ka trend ko find out kkaro ju ap ko yahans ay kaam akrnay say ap ka idea ban jata ha jis say ye idea ap ko agay ki traf nilany may ap ki buhat zayda help karta ha jis say kakam asaan ho jata ha
              • #8 Collapse

                dear hamy bullish trend ko be analysis karna chaye aur bearish trend ko be analysis karna chaye kaia be traders ko 1 hi trend ka intezar nahi karna chaye key kab market trend bullish ya bearish trend me change ho aur wo trading kary, agar bullish trend market me chal raha ho to esi condition me hi trend ko follow karna chaye aur esi tarha jesy hi bearish trend start ho to apni strategy ko change kar deni chaye aur orders ko be change kar deny chaye, kesi 1 trend par depend karny key ley traders ko long time wait karna pardy ga aur es strategy ko me bilkul be useful nahi samjta hon.
                • #9 Collapse

                  My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma ager him logo mhnat krty ha to him log market ka trand find KR skty ha Jis ko follow krty Howe him log ek pair ma sirf or sirf ek trand ki traf trad open KR ky acha sy acha profit hasil KR skty ha him logo ko sirf or sirf mhnat krna hoti ha
                  • #10 Collapse

                    Bakra market Main Long time ke liye investment Karte Hain Aapke Paas investment hai ya aapke paas investment bahut kaam hai toh aapko chahiye uski both side ka analysis nikalne Pata hona chahiye ki market ki direction aaj kal Kaise chal rahi hai market movement kya ho rahi hai aapko one side ka vilom hona chahiye aur aapko both side direction Ka Pata hona chahiye kis time par Ja sakti hai
                     
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : forex currency ka aik he trend dekhna behtreen ha ya dono dekhen?

                      forex mai hum currency py trading karty hain hamy trend ko dahk kar kam karna chahey forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex mai hum amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain forex aik international business hain hum is mai agar bager learning ky tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik bohat bara business hain is mai hum raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X